Skip to main content

Posts

Showing posts from April, 2020

LASH E AKBAR PAR LYRICS - ALI RAZA SURANI 2019 NAUHA

Ali Raza Surani (2019) Laash e akbar par [Haye Hussein(as) Haye Haye Akber(as) ]x2 Zaif baap ka kaisa hai imtehan [Haye Hussein(as) Haye Haye Akber(as) ]x2 (Larkharate huwe shahe wala aise pohche hai laashe Akber(as) par)x2 Jis tarha sheer khaar chalte hai GhutniyoN ka Sahara le le kar (Larkharate huwe shahe wala aise pohche hai laashe Akber(as) par)x2 Hain bohat durr hum toh khaimo se,tum jawaaN hoo zaef hai baba Yeh bhi tum jaante hoo baad e Jari, jhuk gayi hai qamar meri beta Mar gaye tum agar toh laash teri Kaise khaime mei jaaunga lekar (Larkharate huwe shahe wala aise pohche hai laashe Akber(as) par)x2 Dekha barchi ka phal hai sine mei,khoon e Akbar(as) se tar hai karbobala Quwwat e jism ko samete huwe,sheh ne Nad e Ali ka wird kiya Kechi barchi jawaaN ke sine se bole Shabbir(as) ya Ali Haider(as) (Larkharate huwe shahe wala aise pohche hai laashe Akber(as) par)x2 Tan se barchi nikal gayi lekin saath lekar kaleja Akber(as) ka Sheh(as) ne laashe jawa

ABBAS ASWS KYA KARE LYRICS - ALI RAZA SURANI 2019 NAUHA

Ali Raza Surani (2019) Abbas kya kare [Abbas(as)] x3 (Abbas(as) kya kare)x3 (Mashk e Sakina(sa) chid gayi ay asp e bawafa khaime mei jaake ab bhala Abbas(as) kya kare)x2 Pyaasi Sakina(sa) reh gayi paani na mil saka khaime mei jaake ab bhala Abbas(as) kya kare (Mashk e Sakina(sa) chid gayi ay asp e bawafa khaime mei jaake ab bhala Abbas(as) kya kare)x2 Rukh ko tu apne khaime ki jaanib se mor de Jaakar Mujhe tarayi pe (ab Haye chor de)x2 Karna dua ke aaye mujhe jald ab kaza khaime mei jaake ab bhala Abbas(as) kya kare (Mashk e Sakina(sa) chid gayi ay asp e bawafa khaime mei jaake ab bhala Abbas(as) kya kare)x2 Wada tha yeh Sakina(sa) se wapas Main aaunga HaathoN apne usko Main (paani pilaunga)x2 Shaane kalam jo hogaye bedast hogaya khaime mei jaake ab bhala Abbas(as) kya kare (Mashk e Sakina(sa) chid gayi ay asp e bawafa khaime mei jaake ab bhala Abbas(as) kya kare)x2 Shaane Kalam hai koi bhi iska nahi hai gham Gham hai yeh dil pe haye hai (pyaase abhi haram)x2

HUSSAIN KI AANKHEIN LYRICS - ALI RAZA SURANI 2019 NAUHA

Ali Raza Surani (2019) Hussain ki aankhein (Har ek gham mei huwi tar Hussein(as) ki aakheiN) x2 (MasaeboN ka samandar) x2 Hussein(as) ki aakheiN (Har ek gham mei huwi tar Hussein(as) ki aakheiN) x2 Baad e Abbas e Alamdaar(as) Lag raha hai mujhe Khuda ne isiliye binai lii thi Sarwar(as) se (Na dekheiN laasha e Akbar)x2 Hussein(as) ki aakheiN (Har ek gham mei huwi tar Hussein(as) ki aakheiN) x2 ZameeN pe aagaye ghode se shahe jinn o bashar Lahu mei duube hai teeroN se chalni tan hai magar (Tiki hai khaime ke dar par)x2 Hussein(as) ki aakhein (Har ek gham mei huwi tar Hussein(as) ki aakheiN) x2 Hai sar Hussein(as) ka zanu e Fatema(sa) pe rakha Kabhi hai dekhti nazre batool(sa) ka chehra (Kabhi hai dekhti khanjar)x2 Hussein(as) ki aakheiN (Har ek gham mei huwi tar Hussein(as) ki aakheiN) x2 Ali(as) ki beti ke chehre ko surkhuru karne Jo raaheiN Shaam mei Zainab(sa) ke sar pe girte the (Na bhool paayi woh patthar)x2 Hussein(as) ki aakhein (Har ek gham mei hu

MAULA MUJHE ABBAS KI JAGEER DIKHANA LYRICS - ALI RAZA SURANI 2019 NAUHA

Ali Raza Surani (2019) Maula mujhe abbas ki jageer dikhana [Mere Maula Hussein(as) ,Mere Aaqa Hussein(as)] x2 (Maula Mujhe Abbas(as) ki jageer dikhana) x2 (Kismat mei hoo likha meri) x2 karbobala jaana (Maula Mujhe Abbas(as) ki jageer dikhana) x2 Jis waqt main pohchunga maqam e Ali Asgher(as) Yaad aayegi mujhko wahaaN Besheer ki madar Asgher(as) ke baad jo,Saaye mei na baithi,tha dhoop thikana (Maula Mujhe Abbas(as) ki jageer dikhana) x2 Jaau main WahaaN jis jagah khaime the tumhare Zalim ne Sakina(sa) ko tamache jahaaN maare Uss paak zameeN par,hoo mujhko mayassar,ashko ko bahana (Maula Mujhe Abbas(as) ki jageer dikhana) x2 Jis jaa pe huwi baap ki bete se judai Kadiyal JawaaN ne aapke barchi jahaaN khayi Kehta hai mera dil,hoga WahaaN mushkil,ashkoN ko rukhana (Maula Mujhe Abbas(as) ki jageer dikhana) x2 Jab qatl gah aapki dekhunga main jaakar Yaad aaega maula Mujhe aashur ka manzar Gardan pe aapki,woh shimr e laeN ka,khanjar ko chalana (Maula Mujhe

ZAINAB KISE PUKARE LYRICS - ALI RAZA SURANI 2015 NAUHA

Ali Raza Surani (2015) Zainab kise pukare Hussaein(as) x4 Imam Hussein(as) Haye Hussein(as) x2 Jaate hai ran ko Sarwar(as),Zainab(sa) kise pukare x2 (Munis hai aur na yawar) x2,Zainab(sa) kise pukare Jaate hai ran ko Sarwar(as),Zainab(sa) kise pukare x2 (1)Suwe Najaf jo dekha nauha yehi kiya tha x2 (Chinti hai meri chadar) x2,Zainab(sa) kise pukare Jaate hai ran ko Sarwar(as),Zainab(sa) kise pukare x2 (2)Sholo se kis tarha woh Sajjad(as) ko nikale x2 (Abbas(as) hai na Akbar(as)) x2,Zainab(sa) kise pukare Jaate hai ran ko Sarwar(as),Zainab(sa) kise pukare x2 (3)Maqtal mei jab woh bachi baba ko dhunti thi x2 (kehti thi haye kyu kar) x2,Zainab(sa) kise pukare Jaate hai ran ko Sarwar(as),Zainab(sa) kise pukare x2 (4)Khaima bhi jal chuka hai,har simt ab dhuwa(N) hai x2 (Hai holnak manzar) x2,Zainab(sa) kise pukare Jaate hai ran ko Sarwar(as),Zainab(sa) kise pukare x2 (5)Khohe alam hai toota be bas khadi hai dukhiya x2 (Sarwar hai zere khanjar) x2,Zainab(sa) k

KASHTI E DEEN LYRICS - ALI RAZA SURANI 2015 NAUHA

Ali Raza Surani (2015) Kashti-e-deen Ya Hussein(as) x4 {Mera Asgher(as) Haye Mera Asgher(as) Mera Asgher(as) Mera Asgher(as)} x2 Kashti e deeN ne asra dekha x2 Khoon mei ghark na khuda dekha Kashti e deeN ne asra dekha x2 (1)Goud mei phir na aasake Asgher(as) x2 Muddato maaN ne rasta dekha Kashti e deeN ne asra dekha x2 (2)KhooN bhare aasmaa(N) ke taro ne x2 Chand imamat ka doobta dekha Kashti e deeN ne asra dekha x2 (3)Maa hai ran se samajh gaye Asgher(as) x2 Parda khaime ka jab utha dekha Kashti e deeN ne asra dekha x2 (4)Sari dunya ne ay Ali Asgher(as) x2 Nanhe se dil ka hosla dekha Kashti e deeN ne asra dekha x2 (5)Zindagi aur maut ka Asgher(as) x2 Muskurahat mei faisla dekha Kashti e deeN ne asra dekha x2 (6)Lashe Akbar(as) ke paas baith gaye x2 Ab Khuda jaaney Sheh ne kya dekha Kashti e deeN ne asra dekha x2 (7)Fazl ne sar wahi(N) rakha Shabbir(as) x2 Jis jagah tera naqsh e paa(N) dekha Kashti e deeN ne asra dekha x2 Khoon mei gha

LIPAT KE ROTI HAI ZEHRA SA LYRICS - ALI RAZA SURANI 2015 NAUHA

Ali Raza Surani (2015) Lipat ke roti hai zehra Ya Zahra(sa) x4 Haye Zahra(sa) x4 Lipat ke roti hai Zehra(sa) Nabi(saw) ki turbat se x2 Yeh ajr baba mila mujhko teri ummat se Lipat ke roti hai Zehra(sa) Nabi(saw) ki turbat se x2 (1)Laae(N) ne aapki tahreer ke kiye tukre Hawa mei phek ke hasne laga,kahu(N) kaise Main dekhti rahi uski jafa ko hairat se Lipat ke roti hai Zehra(sa) Nabi(saw) ki turbat se x2 (2)Kabhi jo galiyoN se yasrab ki hum guzarte hai Nawase aapke mujhse sawaal karte hai Kyu dekhta nahi humko koi mohabat se Lipat ke roti hai Zehra(sa) Nabi(saw) ki turbat se x2 (3)Na jaane kaise musalmaan hai pidar tere Gawahi unki bhi jhut laa dee saamne mere Woh jinke kurte the rizwan laaye jannat se Lipat ke roti hai Zehra(sa) Nabi(saw) ki turbat se x2 (4)Ali(as) ko ab toh jawaab e Salaam aata nahi Yeh gham sahe hai jo mujhse bhulaya jata nahi Ghazab ke din the guzare ajab hii ghurbat se Lipat ke roti hai Zehra(sa) Nabi(saw) ki turbat se x2 (5)Yeh

FIZZA TERI WAFA KI HADD LYRICS - ALI RAZA SURANI 2015 NAUHA

Ali Raza Surani (2015) Fizza teri wafa ki Amma Fizza(sa) x4 Amma Fizza(sa) Mulq e Habash di Malqa Amma Fizza(sa) teri wafa x2 Fizza(sa) teri wafa ki hadd aakhri yehi hai x2 Zainab(sa) ke saath tu bhi bazaar mei khadi hai Fizza(sa) teri wafa ki hadd aakhri yehi hai x2 (1)Tune toh syedo ka aabad ghar bhi dekha Aur kis tarha huwa woh barbaad ghar bhi dekha kisne kise sataya tu khoob jaanti hai Fizza(sa) teri wafa ki hadd aakhri yehi hai x2 (2)Jab Hassan(as) ka janaza wapis hai ghar mei aaya Farwa(sa) ke saath rokar,Qasim(as) gale lagaya Laashe Hassan(as) se tu bhi rahi teer kechti hai Fizza(sa) teri wafa ki hadd aakhri yehi hai x2 (3)Bandhi huwi rasan mei Zainab(sa) jo shaam aayi Teri kamar ke piche chupti thi Zehra(sa) jayi Har mod pe dilase Zainab(sa) ko dee rahi hai Fizza(sa) teri wafa ki hadd aakhri yehi hai x2 (4)Jab roti thi Sakina(sa),har baar chup karaya Aur ghash se paak Abid(as) ko tune bhi jagaya Zainab(sa) ke saath jhirke,Fizza bhi kha rahi h

TUM SABR DIKHANA LYRICS - ALI RAZA SURANI 2015 NAUHA

Ali Raza Surani (2015) Tum sabr dikhana Ya Hussein(as),Hussein(as) x4 Tum sabr dikhana x4 Jab baad mere tumko satayega zamana,tum sabr dikhana x2 Jalte huwe khaimo se jo Abid(as) ko bachana,tum sabr dikhana Jab baad mere tumko satayega zamana,tum sabr dikhana x2 (1)Main jaanta huu jab teri chin jayegi chadar,kya guzregi tumpar x2 Chadar ki jagah baalo se chehra jo chupana,tum sabr dikhana Jab baad mere tumko satayega zamana,tum sabr dikhana x2 (2)Abbas(as) ka sar nook se naize ki gire jab,us waqt ay Zainab(sa) x2 Naize pe mere sar se jo nazro ko milana,tum sabr dikhana Jab baad mere tumko satayega zamana,tum sabr dikhana x2 (3)Bin tere mukammal nahi paigham hamara,ay behna Khudara x2 Islam bachane ke liye Shaam jo jaana,tum sabr dikhana Jab baad mere tumko satayega zamana,tum sabr dikhana x2 (4)Hami teri chadar ka hai ab kaun batao,Ghazi(as) ko bulao x2 Marenge adu raah mei jab tumko yeh taana,tum sabr dikhana Jab baad mere tumko satayega zamana,tum sabr

PARDA KAHI MILTA NAHI LYRICS - ALI RAZA SURANI 2015 NAUHA

Ali Raza Surani (2015) Parda kahi milta nahi Haye Sajjad(as) x6 Parda kahi(N) milta nahi x2 Milta nahi x2 Abid e bimaar(as) ki aakho(N) se khoo(N) rukhta nahi haye x2 (Jisko Zainab(sa) ke liye)x2 parda kahi(N) milta nahi Abid e bimaar(as) ki aakho(N) se khoo(N) rukhta nahi haye x2 (1)Dekho na mera tamasha,roke Abid(as) ne kaha Saath mere aayi hai hoke woh qaidi berida (Nange sar jisko kabhi)x2 baba ne bhi dekha nahi Abid e bimaar(as) ki aakho(N) se khoo(N) rukhta nahi haye x2 (2)Darr se sehmi hai Sakina(sa) khoon kaano se ravaa(N) Puchti dikhla ke Abid(as) ko tamacho ke nisha(N) (Kab watan mei jaaenge)x2 koi yahaa(N) apna nahi Abid e bimaar(as) ki aakho(N) se khoo(N) rukhta nahi haye x2 (3)Zidd na karna tum Sakina(sa) safar mei Zainab(sa) ke saath Sine pe soo jana maa(N) ke jab bhi hojaegi raat (Laut kar aayega ab)x2 beti tera baba nahi Abid e bimaar(as) ki aakho(N) se khoo(N) rukhta nahi haye x2 (4)Saamne Abid(as) ke ban mei jal gaya Zehra(sa) ka ghar

SHAH KI BEHEN LYRICS - ALI RAZA SURANI 2015 NAUHA

Ali Raza Surani (2015) Shah ki Behen Ya Hussein,Hussein x4 Ya Rab Sakina(sa) be pidar,Hussein Hussein Imam Hussein x2 Chashmo Chiragh e Fatema(sa),Hussein Hussein Imam Hussein x2 Shah ki behan deti thi sada x2,zibha hote hai kis taraf Hussein(as) Sujta nahi ran ka rasta x2,zibha hote hai kis taraf Hussein(as) Shah ki behan deti thi sada x2,zibha hote hai kis taraf Hussein(as) (1)Dam ke mehmaa(N) khud hai shahe dee(N) x2,ran mei ghere hai kis liye laae(N) x2 katte hoo kyu tegh se gala x2,zibha hote hai kis taraf Hussein(as) Shah ki behan deti thi sada x2,zibha hote hai kis taraf Hussein(as) (2)Kyu chupate hoo shahe dee(N) ka tan x2,kyu na dhunde ah bhai ko behan x2 Bhai ke siwa kaun hai mera x2,zibha hote hai kis taraf Hussein(as) Shah ki behan deti thi sada x2,zibha hote hai kis taraf Hussein(as) (3)Chahti huu main lashkar e yazid x2,pehle dee de aab phir kare  x2 Sunti hai behan khushk hai gala x2,zibha hote hai kis taraf Hussein(as)

CHAHAT NAMAAZ KI HUSSAIN LYRICS - ALI RAZA SURANI 2015 NAUHA

Ali Raza Surani (2015) Chahat Namaaz ki Hussain(as) x8 (Namaaz ki)x4 (Jis ke bhi dil mei aaj hai chahat namaaz ki Rakhta hai marte waqt bhi quwwat namaaz ki) x2 (1) Woh log rokhte hai aza e Hussein(as) se x2 Jinko kabhi mili nahi daulat namaaz ki x2 (Jis ke bhi dil mei aaj hai chahat namaaz ki Rakhta hai marte waqt bhi quwwat namaaz ki) x2 (2) Sajde mei jab se sar hai kataya Hussein(as) ne x2 Ashk e aza e Shah(as) hai sunnat namaaz ki x2 (Jis ke bhi dil mei aaj hai chahat namaaz ki Rakhta hai marte waqt bhi quwwat namaaz ki) x2 (3) Sine mei daagh e maatam e Sarwar(as) ke saath saath x2 Ahle aza ke dil mei hai ulfat namaaz ki x2 (Jis ke bhi dil mei aaj hai chahat namaaz ki Rakhta hai marte waqt bhi quwwat namaaz ki) x2 (4) Muslim(as) ke bete sahil e darya pe peshe qatl x2 Qatil se lee rahe hai ijazat namaaz ki x2 (Jis ke bhi dil mei aaj hai chahat namaaz ki Rakhta hai marte waqt bhi quwwat namaaz ki) x2 (5) Mehrab e Kufa mei hai Ali(as) zakhmi sar ke s

PUKARUNGI MAI BABA KO LYRICS - ALI RAZA SURANI 2015 NAUHA

Ali Raza Surani (2015) Pukarungi Mai baba ko Haye Sakina(sa) x13 Pukarungi main baba ko,bhala mare tamache tu x2 (Pukarungi main baba ko)x2 bhala mare tamache tu Tu chahta hai main na roou,mujhe baba mila dee tu Pukarungi main baba ko,bhala mare tamache tu x2 (1) Rukegi na meri aahe,hai jab tak bhi meri saa(N)se x2 (Main chikhungi chillaungi)x2,bhala jo bhi saza dee tu Tu chahta hai main na roou,mujhe baba mila dee tu Pukarungi main baba ko,bhala mare tamache tu x2 (2) Agar chahta hai zinda(N) mei,khamoshi hoo toh yeh sunle x2 (Main hojaungi chup lekin)x2,Sar baba ka laa dee tu Tu chahta hai main na roou,mujhe baba mila dee tu Pukarungi main baba ko,bhala mare tamache tu x2 (3) Main apna sar patakti huu,tarapti huu,sisakti huu x2 (Rukega na mera rona)x2,sitam lakh bhi dha dee tu Tu chahta hai main na roou,mujhe baba mila dee tu Pukarungi main baba ko,bhala mare tamache tu x2 (4) Yeh zinda(N) ki dewaaro pe,lahu mera pukarega x2 (Mere rone pe ay zalim)x2,

AYE KARBOBALA LYRICS - ALI RAZA PUNJANI 2018 NAUHA

Ali Raza Punjani (2018) Aye karbobala Ay karbo bala ay karbo bala Rutba hay tera sab se juda Koi bhi nahi tera hamsar Tujh pe baha khun e sarwar Tujh ko.mualla sheh nah kiaa Tujh pe fida hay arsh e baree'n Aysi nahi hay koi zamee'n Khaak hay teri khaak e shifa Maydaan main ali k piary gaye Zehra k dulary maary gaye Maqtal.main thi ye zehra ki sada Qasim akbar abbas mery Is dasht main.mujh ko choor chaly Baqi na sahara koi rahaaa Chinti hy mery sar se chaadar Shabbir ka sar hay nezay par Aabid hain aseer e joor o jafa Shabbir nay rakhy tujh pe qadam Lehraaega ab dee'n ka parhcham Ab deen ko nahi hy koi khadshaa Mehfooz hay tery seeny par Ab tak ye bayaan e ali asghar Beyat ka sawaali har gaya Sab lashkar waly har gaye Jeet gaye khanjar se galy Lehrataa hay parcham.sarwar ka Masum sakina roti hay Maqtal ki taraf wo nikli.hay Deti hay sada baba baba Sarwar k sirhaany bethi thi Ik gham.ki.maari roti thi Jab khun ka darya behta tha

ABBAS ASWS ALAMDAR LYRICS - ALI RAZA PUNJANI 2018 NAUHA

Ali Raza Punjani (2018) Abbas alamdar Saqqa e sakina sarwar k madadgaar abbas alamdar abbas alamdar Ay bazu e shabbir ay sheh k wafadaar abbas alamdaar abbas alamdaar Zainab ki khabar lo abbas kahan ho lut ti hain ridaaen deti hun sadaaen Ay zaigham e sarwar chaadat k nigehdaar abbas alamdar abbas alamdar Kuza liye dar par bethi hay sakina ammu nahi aye kehti hay sakina Haalat meri dekho aakay zara ik baar abbas alamdar abbas alamdar Darya se palat kar ay mery dilawar aaty nahi q kar ay sani e hyder Khaati hun tamaanchy neelay huy rukhsaar abbas alamdar abbas alamdar Jalty huy khemay uth tay huy shu'lay zainab kahan jaye koi ye batae Is dasht e bala main yawar hain na ansaar abbas alamdar Chori na taraai kia hogaya bhai abbas khabar kya tum.nay nahi paai Luuti gai ban main shabbir ki sarkaar abbas alamdar abbas alamdar Kis kis ko sambhaalun dun kis ko dilasy bachy hain abhi tak shabbir k piaasy Hy nargha e aada moonis hah na ghamkhwaar Abbas alamdaar Abbas

AY ALI AKBAR JAWAAN LYRICS - ALI RAZA PUNJANJ 2018 NAUHA

Ali Raza Punjani (2018) Ay ali akbar jawaan Ay ali akbar jawan Ro k kehti thi ye maan ay ali akbar jawan Ay mery nuur e nazar rahat e qalb o jigar Tum ko dhunduu'n main kahan ay ali akbar jawan Hogaye ham se juda bar sar e karbo bala Kha k seeny par sinaan ay ali akbar jawan Laut kar aaye nahi haye ghar aye nahi Reh gaye jaany kahan ay ali akbar jawan Dekho ham shakl e nabi aai ye kesi ghari Uttha khemo se dhuwaan ay ali akbar jawan Ro pari bint e alj jab khabar fizza nah di Guunji maqtal main azaan ay ali akbar jawan Khat main sughra nay likha Haal to dekho mera Hain mery aansu rawaan ay ali akbar jawan Sar pe sehra na bandha beta duulha na bana Hah bapa shuur e fughaan ay ali akbar jawan Ik jawan bety ka gham likh saky kis main hay dam Dard ho kaisy bayaan ay ali akbar jawan Qaisar e khuuni jigar kaisy likkho hay satar Hain sabhi noha kunaan ay ali akbar jawa

ZAINAB NAHI HAI TANHA LYRICS - ALI SAFDAR 2019 NAUHA

Ali Safdar (2019) Zainab nahi hai tanha Haye Zainab....(4) Zainab nahi hain tanha Karbal me aye Khudaya, Ya Rab tera tha saya....(2) Qurbaan jab hua tha...(2) Ahmed ka sab gharana.... Ya Rab tera tha saya Zainab nahi hain tanha, Karbal me aye Khudaya, Ya Rab tera tha saya... (1) Purkhari rahguzar thi, Dushwaar marhalein the Phir bhi buland ya Rab, Zainab ke hauslein the Ban kar Hussain Abid....(2) Ka hausla badhaya Ya Rab tera tha saya... Zainab nahi hain tanha, Karbal me aye Khudaya, Ya Rab tera tha saya.. (2) Bhulegi kaise Zainab, Karbobala ka manzar Barpa hua tha kaisa, Aale Nabi pe mehshar Khaimon me aag jis dam....(2) Zaalim ne tha lagaya... Ya Rab tera tha saya... Zainab nahi hain tanha, Karbal me aye Khudaya, Ya Rab tera tha saya.. (3) Hairaan hoke ya Rab, sab Ambiya ne dekha Darbaar e ashkiyaan me, Bint e Ali ka lehja Main hoon Ali ki beti....(2) Zainab ne yu bataya.... Ya Rab tera tha saya... Zainab nahi hain tanha, Karbal me aye Khudaya, Y

HUM AZADARE HUSSAINI LYRICS - ALI SAFDAR 2019 NAUHA

Ali Safdar (2019) Hum azadare hussaini Labbaik Ya Hussain....(6) Hum Azadar e Hussaini, Haideri kirdaar hain...(2) Hum Azadar e Hussaini.... Jiski haibat me hain batil....(2) Hum wahi lalkar hain Hum Azadar e Hussaini, Haideri kirdaar hain....(2) Hum Azadar e Hussaini..... (1) Hamd uski jisne Noor e Mustafa paida kiya Mustafa ke Noor se phir Murtaza paida kiya Hum Wilayat ke hain pairon....(2) Shah ke hubdaar hain Hum Azadar e Hussaini, Haideri kirdaar hain..(2) Hum Azadar e Hussaini... (2) Baa e Bismillah ka nukta hain nazar ke saamne Bolte Quran ka chehra hain nazar ke saamne Saamne baatil ke har pal....(2) Buzari inkar hain...(2) Hum Azadar e Hussaini, Haideri kirdaar hain....(2) Hum Azadar e Hussaini.... (3)Deen ki khatir adu ki zaat se ladte rahe Dars hain yeh Karbala ka, na kabhi peeche hate Nasl e Hinda ke liye hum....(2) Khauf ki talwar hain Hum Azadar e Hussaini, Haideri kirdaar hain...(2) Hum Azadar e Hussaini.... (4) Fitna saazon ki kam

KARBALA ASHIQ E ZAWWAR E HUSSAIN LYRICS - ALI SAFDAR 2018 NAUHA

Ali Safdar (2018) Karbala ashiq e zawwar e hussain Apne dil apne ankho mein le chala haath seene pe, pao'n mein aable karbala ki zamee'n tadapne lagi ashiqo ke qadam choone ko badhi hoke betaab zaero se kaha kar diya tumne apna wada wafa chaar su gunj rahi hai ye sadaa.. har azadar ki jaa hai karbala Karbala, karbala..(4) Karbala jaan e azadar e hussain, karbala ashiq e zawwar e hussain..(2) Badh rahe hai karwa'n dar karwa'n janib e karbobala peer o jawa'n karbala kya hai qibla e ashiqa'n karbala hai ali akbar ki azaa'n karbala zulm par hai zarb e gara'n karbala shauk e shahadat ka baya'n karbala jalwa e anwar e hussain Karbala jaan e azadar e hussain, karbala ashiq e zawwar e hussain..(2) Is taraf khaimo se uthta hai dhua'n us taraf baithi hui kuch bibiya'n ek masooma kahi'n nauha kuna jis ke rukh par hai tamacho ke nisha'n ek beemar o zaeef o natawa'n azm e shabbiri hai chehre se ayaa'n hai y

BIBI ZEHRA SA KI AMANAT LYRICS - ALI SAFDAR 2018 NAUHA

Ali Safdar (2018) Bibi Zehra ki amanat Ya hussain, ya hussain..(3) Bibi Zehra, bibi Zehra..(2) Bibi Zehra ki amanat ka ehteraam karo..(2) ghum e hussain mein matam bhi subh o shaam karo Bibi Zehra ki amanat ka ehteraam karo..(2) 1. Ghum e hussain ko naslo mein baat-te rehna tum apni aaho se shamsheere kaat-te rehna nasheb e zeest isi ghum se baat-te rehna hamesha madar e shabbir ko salaam karo Bibi Zehra ki amanat ka ehteraam karo..(2) 2. Ghum e hussain zaroori hai zindagi ke liye yehi charaagh hai duniya mein roshni ke liye yehi haseen ibadat hai bandagi ke liye azaa e sheh ke siwa aur na koi kaam karo Bibi Zehra ki amanat ka ehteraam karo..(2) 3. Ghum e hussain sikhata hai zindagi karna ye ghum batata hai darya mein tashnagi bharna ho zindagi ki jo khwahish hussain par marna tum apne jeene ka is tarha intezaam karo Bibi Zehra ki amanat ka ehteraam karo..(2) 4. Bicha ke farshe azaa karbala ko yaad karo hussain fikr mein ho aur khuda ko yaad karo wo jis

CHALE AAIYE MAULA ASWS LYRICS - ALI SAFDAR 2018 NAUHA

Ali Safdar (2018) Chale aaiye maula Aye yusuf e zahra..(2) Aye yusuf e zahra zara jalwa to dikha de aye muntaqim e karbobala parda utha de ye khwahish e zahra hai, chale aaiye maula taraaj baqaiyya hai chale aaiye maula..(2) taraaj baqaiyya hai chale aaiye maula Zahra ne bulaya hai chale aaiye maula taraaj baqaiyya hai chale aaiye maula..(2) 1. Aap aaenge to adl se duniya ko bharenge mazloom se  ye zalimo jabir bhi darenge har dil ki tamanna hai, chale aaiye maula taraaj baqaiyya hai chale aaiye maula..(2) 2. Ghurbat ko meri dekh ke kuch laaye hai maula mai ghar mein hu aur ghar mein mere aaye hai maula kal khwaab ye dekha hai, chale aaiye maula taraaj baqaiyya hai chale aaiye maula..(2) 3. Hum hurr ki tarha aaj ki karbal mein ladenge hum kufiyo jaisi koi harkat na karenge kya aapko dhadka hai, chale aaiye maula taraaj baqaiyya hai chale aaiye maula..(2) 4. Purse ke liye baithe hai payghambar o haider shehzadiye kaunain bhi hai farsh e azaa par majlis y

YA MUSTAFA YA MUSTAFA LYRICS - ALI SAFDAR 2018 NAUHA

Ali Safdar (2018) Ya mustafa ya mustafa Ya mustafa, ya mustafa..(2) Ya mustafa salle alaa..(2) Mehbub e haq, khair ul bashar islaam ke baani nabi shams uz zoha, badr ud duja noor e khuda, shaane wali zakhmi hai dil, zakhmi jigar ye jaanta hai kab koi wo ghum mile hai aapko sakte mein hai saara jaha'n Ya mustafa salle alaa..(2) Ya mustafa, ya mustafa..(2) Pyaare nabi ya mustafa, har aankh hai girya kuna Ya mustafa, ya mustafa..(2) 1. Kya Mustafa ne ghum sahe duniya ko kab maloom hai sab ke liye rehmat hai jo khud kis qadar mazloom hai..(2) qurbaan sab kuch kar diya Ya mustafa, ya mustafa.. 2. Patthar use maare gaye jo rehmat e kaunain tha daef ki galiyo mein lahoo behta raha, behta raha..(2) phir bhi nahi ki baddua Ya mustafa, ya mustafa.. 3. Ye sochte hai mustafa aghosh mein shabbir hai khanjar rawa gardan pe hai zakhmi badan mein teer hai..(2) ayegi ek din karbala.. Ya mustafa, ya mustafa.. 4. Beti pe mere baad phir har zulm dhaaya jaye

KADIYALJAWAN KA LAASHA LYRICS - ALI SAFDAR 2018 NAUHA

Ali Safdar (2018) Kadiyal jawa'n ka laasha Akbar.. kadiyal jawaan akbar..(2) kadiyal jawa'n ka laasha khaime mein aa raha hai..(2) laila ka shor e girya..(2) mehshar utha raha hai kadiyal jawa'n ka laasha khaime mein aa raha hai..(2) 1. Paywast hogaya hai seene mein phal sina ka..(2) haatho se zakhm e naiza..(2) akbar chupa raha hai kadiyal jawa'n ka laasha.. 2. Zakhm e sina ki eeza akbar jawa'n se pucho..(2) reh reh ke ya ali ka..(2) naara laga raha hai kadiyal jawa'n ka laasha.. 3. Ankho se khul na jaye zakhm e sina ki shiddat..(2) so yu padar se akbar..(2) aankhein chupa raha hai kadiyal jawa'n ka laasha.. 4. Uth-ti nahi hai mayyat akbar ki shahe dee'n se..(2) tharra rahe hai baazu..(2) aur zof cha raha hai kadiyal jawa'n ka laasha.. 5. Attharwa baras tha shaadi ka zamana..(2) afsos aisi rutt mein..(2) duniya se jaa raha hai kadiyal jawa'n ka laasha.. 6. Khaime mein shahedee'n ke barpa hai ek mehshar..(

SAKINA BHOOL GAYI ZAEQA BHI PANI KA LYRICS - ALI SAFDAR 2018 NAUHA

Ali Safdar (2018) Sakina bhool gayi zaeqa bhi pani ka Haye sakina, haye pyaas..(2) gila bhi karti nahi apni tashnakami ka sakina bhool gayi zaeqa bhi pani ka..(2) 1. Wo pehli shaam judayi ki aur wo tanhayi wo ghup andhera wo maqtal wo yaad baba ki..(2) mayaan e dard o alam hai safar yateema ka sakina bhool gayi zaeqa bhi pani ka 2. Hai dastane sitam wo jala hua kurta nisha'n tamacho ke rukhsaar par daleel e jafa..(2) gawahi zulm ki deta hai zakhm seyli ka sakina bhool gayi zaeqa bhi pani ka 3. Talaash seena e sarwar hai aur sakina hai ajeeb hooka sa manzar hai aur sakina hai..(2) na puch haal aye ghazi teri bhatiji ka sakina bhool gayi zaeqa bhi pani ka 4. Phuphi ko takti hai hasrat se ye sukhan keh kar figaar kaano se behta hai khoon reh reh kar..(2) gulu ko karta hai zakhmi hisaar rassi ka sakina bhool gayi zaeqa bhi pani ka 5. Wo wehshatein wo udasi wo khauf aur wo ghazab jo qaid e shaam mein guzri wo sakhtiya'n hai ajab..(2) ye dil ke waaste

NAIZE AATE HAIN LYRICS - ALI SAFDAR 2018 NAUHA

Ali Safdar (2018) Naize aate hai Maula zakhmo pe zakhm khate hai naize aate hai, teer aate hai Maula zakhmo pe zakhm khate hai naize aate hai, teer aate hai Ran mein tanha jo reh gaye hai hussain naize aate hai, teer aate hai naize aate hai, teer aate hai Maula zakhmo pe zakhm khate hai 1. Haye aale nabi yu rasan mein bandhe goshware chine taziyane lage..(2) ghum ye kaise sahe, ho haram berida saare sadme to seh gaye hai hussain Ran mein tanha jo reh gaye hai hussain naize aate hai, teer aate hai 2. Teer khake jo tum khuld mein jaoge dadi dada ko tum muntazir paoge..(2) jake unko dikhana ye zakhmi gala nanhe asghar se keh gaye hai hussain Ran mein tanha jo reh gaye hai hussain naize aate hai, teer aate hai 3. Dasht mein khaimagaaho se uth-ta dhua sanahegi sunata raha daasta'n..(2) qafela janib e shaam rukhsat hua aur maqtal mein reh gaye hai hussain Ran mein tanha jo reh gaye hai hussain naize aate hai, teer aate hai 4. Yaad rakhna hai baba

ALI ALI MAULA LYRICS - ALI SAFDAR 2018 NAUHA

Ali Safdar (2018) Ali ali maula Ali ali, ali ali, ali ali, ali ali..(2) aye dushman o wo khum ke manzar ko yaad rakhna khandak ko yaad rakhna, khaibar ko yaad rakhna zehra ka darr jalaya, us darr ko yaad rakhna nauke sina pe jo tha, us sarr ko yaad rakhna har matami hai kehta, lena hai aaj badla mushkil kusha hamara, bolega ye zamana ali ali maula maula ali ali maula..(2) ali maula, ali maula, ali maula...(4) ali ali maula maula ali ali maula..(2) 1. Jo dushmane ali hai maut apni wo marenge ghar ko jalane wale ab umr bhar jalenge ye daeshi yazidi hargiz na bach sakenge rehbar se darne wale Mehdi se kya ladenge ek aisi jung hogi maujega ye zamana ali ali maula maula ali ali maula..(2) 2. Hai intezare Mehdi taqwe se aur khirad se imdaad mil rahi hai allah-us-samad se Mehdi ki jang hogi haide hi ki rasad se duniya ko fatha karna hai ya ali madad se khaiber kusha hamara, mushkil kusha hamara ali ali maula maula ali ali maula..(2) 3. Farzande fataima hai ye wa

ZAMEE SE AASMA TALAKSADA E YA HUSSAIN LYRICS - ALI SAFDAR 2018 NAUHA

Ali Safdar (2018) Zamee se aasma talak sada e ya hussain hai Jaha'n jaha'n hussain hai waha'n waha'n hai karbala jaha'n jaha'n hai karbala waha'n waha'n hussain hai zamana aaj dekhle kaha'n kaha'n husssain hai hussain ya hussain..(4) Zamee'n se aasma'n talak sadaye ya hussain hai 1. Jaha bhi hoga zikr e haq inhi ka naam aayega uthegi bus yehi sada yehi payaam aayega shahadato mein jab koi kada maqaam aayega batao razm e ghair o sharr mein (kaun kaam aayega)..(2) har ek razm e ghair o sharr ke darmiyaa'n hussain hai 2. Kahi pe unki goonj hai kahi'n pe unka naam hai likha hua furaat ki jabee'n pe unka naam hai jaha'n jaha'n juloos hai wahi'n pe unka naam hai alam bhi keh raha hai ye (zamee'n pe unka naam hai)..(2) alam ki in bulandiyo se jawedaa'n hussain hai 3. Payam e kirdigaar ko amar karegi karbala tamam ehle dard par asar karegi karbala har ek dil ki dhadkano mein ghar kare

ANA KARBALAI LYRICS - ALI SAFDAR 2017 NAUHA

Ali Safdar (2017) Ana Karbalai Najaf se hain nikle Hussaini jiyalein Ziyarat ki khwahish, Alam hain sambhale Yeh budhe jawa'n, auratein god wale Yeh hain phool jannat ke pairo'n ke chhale Yeh MAHDI (A.T.F.S.) ke naasir.......(2) Hussaini fidayi..(3) Ana Karbalai Ana Murtazai......(2) Ana Karbalai Ana Murtazai.....(2) 1. NAJAF se safar KARBALA ka karenge Na Daesh ka darr hain hum aage badhenge Hum aage badhenge ........ Kare qatl jitna bhi utna jiyenge Bas ab KARBALA me qadam yeh rukenge Qadam yeh rukenge...... Lehed KARBALA me..........(2) Ho yeh hain badhayi Ana Karbalai Ana Murtazai ...........(2) Ana Karbalai Ana Murtazai...........(2) 2. Azaa wale QUR’AN ke tarjuma hain Alam ke pharere se hum jaweda hain Hum jaweda hain....... Jawa'n saare AKBAR ke dil se jawa'n hain Yeh bacche bhi besheer ke humzaba'n hain Ke humzaba'n hain.......... Hussaini likhai.......(2) Hussaini padhai........ Ana Karbalai Ana Murtazai.........(2)

YA FATIMA HASAN KE JANAZE PE AAIYE LYRICS - ALI SAFDAR 2016 NAUHA

Ali Safdar (2016) Ya fatima hasan ke janaze pe aaiye Haye hasan, haye hasan..(2) haye hasan, haye haye hasan..(2) haye hasan laashe hasan pe kaise na aasu bahaiye qabr e rasool kehti hai maa ko bulaiye Ya fatima hasan ke janaze pe aaiye..(2) Haye hasan qabr e rasool kehti hai..(2) maa ko bulaiye Haye hasan Ya fatima... 1. Kaisi banai zeher ne surat to dekhiye, haye hasan tukde jigar tamaam qayamat to dekhiye, haye hasan aai hai neend god mein..(2) apni sulaiye 2. Pehlu e mustafa mein pisar ki jagah nahi, haye hasan jaise ye  chashm o jaan o dile mustafa nahi, haye hasan hasid ye keh rahe hai..(2) janaza hataiye haye hasan 3. Afsurda hai najaf to madina udaas hai, haye hasan farwa ye puchti hai ye kaisa libaas hai, haye hasan is tarha sab ko chod kar..(2), maula na jaiye 4. Kya kya jafaye dil pe utha kar chale gaye, haye hasan shabbir beqaraar hai shabbar chale gaye, haye hasan aaenge phir na laut ke..(2), jitna bulaiye haye hasan 5. Ibne hasan ko ra

YA MUSTAFA (SAWW) - ALI SAFDAR 2016 NAUHA

Ali Safdar (2016) Ya mustafa Ya mustafa..(4) Ya mustafa... swalle a'la..(2) Mehboob e haqq, khairul bashar, islam ke baani nabi shams uz zuha, badr ud duja, noor e khuda, shaan e wali zakhmi hai dil, zakhmi jigar, ye jaanta hai kab koi wo ghum mile hai aap ko sadqe me hai saara jahan Ya mustafa..(4) Pyaare nabi ya mustafa har aankh hai girya kuna Ya mustafa..(4) 1. Kya mustafa ne ghum sahe, duniya ko kab maloom hai sab ke liye rehmat hai jo, khud kis qadar mazloom hai..(2) qurbaan sab kuch kar diya Ya mustafa..(4) 2. Patthar use maare gaye jo rehmat e kaunain tha taed ki galiyo me lahu behta raha behta raha..(2) phir bhi nahi ki baddua Ya mustafa..(4) 3. Ye sochte hai mustafa aaghosh mein shabbir hai khanjar rawa gardan pe hai zakhmi badan mein teer hai..(2) aaegi ek din karbala Ya mustafa..(4) 4. Beti pe mere baad phir har zulm dhaya jaega mohsin shahadat paega ghar ko jalaya jaega..(2) subbat ilayya ki sadaa Ya mustafa..(4) 5. Hasnain

YA RAB KISI GHAREEB KA AISA LYRICS - ALI SAFDAR 2016 NAUHA

Ali Safdar (2016) Ya rab kisi ghareeb ka Haaye ghareeb, haaye ghareeb..(2) Ya rabb, ya rabb, ya rabb..(2) ya rabb kisi ghareeb ka aisa safar na ho..(2) barbaadiyo ke waaste..(2) awaaz gar na ho 1. Tayaara saajo sabke liye umr bhar raha sehra ko jisne khoon se sayraab kardiya laasha pada ho dhoop mein..(2) koi shajar na ho ya rabb kisi..(2) 2. Zakhme sina laga to kaleja ulat gaya akbar ne apne paalne wale ko di sadaa baba meri phuphi ko..(2) kahin ye khabar na ho ya rabb kisi..(2) 3. baba ne jiske haatho pe khaiber utha liya bhai ne jiske mashk mein darya samo liya kaandhe pe uske laashaye..(2) noore nazar na ho ya rabb kisi..(2) 4. Har imtehaan sabr se zainab ne seh liya lekin dayare shaam mein karti rahi dua athara bhaiyo ki..(2) behan nange sar na ho ya rabb kisi..(2) 5. Dada ka ye sharaf ke hai maula e kayenaat aur baap baat ta raha maqtal mein bhi hayaat kaano me us yateema ke..(2) haye haye gohar na ho ya rabb kisi..(2) 6. Karbobala mein, kufe mei

ALI ALI MAULA LYRICS - ALI SAFDAR 2016 NAUHA

Ali Safdar (2016) Ali ali maula Ali maula, ali maula, ali maula ali, ali, ali, ali, ali maula ali ali, ali ali, ali ali, ali ali ali..(2) man kunto maula, fa haza aliyun maula..(2) ali ali maula, ali ali maula maula, ali ali maula, ali ali ali..(4) 1. Ishq e ali ke aaine mein hum maulai sawarte hai majlis o matam roza namaze haider haider karte hai khudkush hamle karne wale maut haram ki marte hai hum hai shaheedo'n ki auladein dushman hum se darte hai dil ki sada hai, ali ali maula jaan fida hai, ali ali maula khoon se likha ali ali, ali ali, ali ali, ali ali ali ali ali maula..... 2. Naara e majlis, naara e mehfil ya ali maula, haider maula dariya ban jata hai sahil ya ali maula, haider maula nusrat e mahdi ki hai manzil ya ali maula, haider maula bacho'n ko hai banana qabil ya ali maula, haider maula hum ne suna hai, ali ali maula hum ne padha hai, ali ali maula hum ne likha hai ali ali, ali ali, ali ali, ali ali ali ali ali maula....

MAI JUNG KARUNGA BATIL SE LYRICS - ALI SAFDAR 2016 NAUHA

Ali Safdar (2016) Mai jung karunga batil se Abbas abbas abbas hu abbas..(2) Ana ibn e haider..(8) hashim ka lahu hai mera lahu abbas hu abbas mai shere khuda ka beta hu abbas hu abbas shabbir hamare aaqa hai mai unke hukm pe chalta hu abbas hu abbas hai meri wafae unke liye beti ka mai unki saqqa hu abbas hu abbas wo dil jo mohammad ka dil hai ye dil bhi bana hai us dil se abbas hu abbas Mai jung karunga batil se..(2) hum jung karenge batil se..(2) aati hai sadae'n sahil se..(2) Mai jung karunga batil se hum jung karenge batil se Mai jung karunga batil se..(2) Ana ibn e haider..(4) 1. Baksha hai alam jo aaqa ne dil aise alam par naaza hai hamza ka alam ye, jafar ka, ye parchame shere yazdaa'n hai..(2) lehrae alam ye duniya mein us ghaazi ka ye armaa'n hai..(2) ye parcham e haqq hai haqq ki qasam pohcha hai ye daste mursal se aati hai sadae'n sahil se..(2) Mai jung karunga batil se hum jung karenge batil se Mai jung karunga batil se