Skip to main content

Latest Nauha Update

Ai Shareekatul Hussain Ai Binte Murtaza Zainab lyrics Abbas Haider Lalji Nohay

TUM SABR DIKHANA LYRICS - ALI RAZA SURANI 2015 NAUHA

Ali Raza Surani (2015)

Tum sabr dikhana
Ya Hussein(as),Hussein(as) x4
Tum sabr dikhana x4
Jab baad mere tumko satayega zamana,tum sabr dikhana x2
Jalte huwe khaimo se jo Abid(as) ko bachana,tum sabr dikhana

Jab baad mere tumko satayega zamana,tum sabr dikhana x2

(1)Main jaanta huu jab teri chin jayegi chadar,kya guzregi tumpar x2
Chadar ki jagah baalo se chehra jo chupana,tum sabr dikhana

Jab baad mere tumko satayega zamana,tum sabr dikhana x2

(2)Abbas(as) ka sar nook se naize ki gire jab,us waqt ay Zainab(sa) x2
Naize pe mere sar se jo nazro ko milana,tum sabr dikhana

Jab baad mere tumko satayega zamana,tum sabr dikhana x2

(3)Bin tere mukammal nahi paigham hamara,ay behna Khudara x2
Islam bachane ke liye Shaam jo jaana,tum sabr dikhana

Jab baad mere tumko satayega zamana,tum sabr dikhana x2

(4)Hami teri chadar ka hai ab kaun batao,Ghazi(as) ko bulao x2
Marenge adu raah mei jab tumko yeh taana,tum sabr dikhana

Jab baad mere tumko satayega zamana,tum sabr dikhana x2

(5)Yeh zulm sare raah bhi dekhogi ay khwahar,sab marenge patthar x2
Shikwa nahi karna behan,aasu(N) na bahana,tum sabr dikhana

Jab baad mere tumko satayega zamana,tum sabr dikhana x2

(6)Sarwar(as) ke yeh Zainab(sa) se Raza bol the aakhir,Khuda hafiz o nasir x2
Ay behna yeh baato ko meri bhool na jaana,tum sabr dikhana

Jab baad mere tumko satayega zamana,tum sabr dikhana x2

Jalte huwe khaimo se jo Abid(as) ko bachana,Tum sabr dikhana
Jab baad mere tumko satayega zamana,tum sabr dikhana x4

Tum sabr dikhana x3

Popular posts from this blog

DUA FATIMA KI HUM EHLE AZA HAIN - SHADMAN RAZA 2007 MANQABAT

Shadman Raza (2007) Dua Fatima Ki Dua fatima ki hum ehle aza hai hume aazmane ki koshish na karna muqallid hai meesam ke daaro rasan se kabhi bhi darane ki koshish na karna 1. Wilayat ke munkir se ye keh rahi hai lahu ki taharat sada de rahi hai najaf ki zami hai saqifa nahi hai yaha aap aane ki koshish na karna dua fatima ki.. 2. Waha bhi ali ne ki mushkil kushai lehed ke sirhane se aawaaz aai azadar e sarwar hai sone do isko farishto jagane ki koshish na karna dua fatima ki.. 3. Kajawo ka mimbar banaya nabi ne ye hukme khuda hai bataya nabi ne ali ke siwa janasheen e mohammad kisi ko banane ki koshish na karna dua fatima ki.. 4. Musalsal ha pehra waha ambiya ka jaha par saja hai alam bawafa ka khabardar kehde koi mushkilo se waha aane jane ki koshish na karna dua fatima ki.. 5. Khuda hukm deta hai mere Mohammad kiye jaye sajdo pe sajde Mohammad husain aapki pusht par aagaye hai abhi sar uthane ki koshish na karna dua fatima ki.. 6. Khuda ki qasa...

ZIYARAT E AMEENULLAH (ENGLISH, ARABIC,ROMAN ENGLISH

ZIYARAT AMEENULLAH The fourth comprehensive form of ziyarah is the previously cited form known as Ziyarah Aminullah. It has been placed as the second form of ziyarah of Imam ‘Ali Amir al-Mu’minin (‘a). This form begins with the following statement: اَلسَّلَامُ عَلَيْكَ يَا اَمِيْنَ اللهِ فِىۤ اَرْضِهَ وَ حُجَّتَهُ عَلٰى عِبَادِهِ‏ اَشْهَدُ اَنَّكَ جَاهَدْتَ فِىْ اللهِ Through considerable chain of authority, it is narrated on the authority of Jabir (ibn ‘Abdullah al-Ansari) on the authority of Imam al-Baqir (‘a) that Imam Zayn al-’Abidin (‘a), once, visited the holy tomb of Imam ‘Ali (‘a). He stood at the tomb, wept, and pronounced the following words: اَلسَّلَامُ عَلَیْكَ یَا اَمِیْنَ اللّٰهِ فِیْ اَرْضِهٖ وَ حُجَّتَهٗ عَلٰی عِبَادِهٖ اَلسَّلَامُ عَلَیْكَ یَا اَمِیْرَ الْمُؤْمِنِیْنَ اَشْهَدُ اَنَّكَ جَاهَدْتَ فِی اللّٰهِ حَقَّ جِهَادِهٖ وَ عَمِلْتَ بِكِتَابِهٖ وَ اتَّبَعْتَ سُنَنَ نَبِیِّهٖ صَلَّی اللّٰهُ عَلَیْهِ وَ اٰلِهٖ حَتّٰی دَعَاكَ اللّٰهُ اِلیٰ جِوَارِهٖ فَقَبَضَكَ ...

HAIDER HAIDER HAIDER LYRICS - FARHAN ALI WARIS MANQABAT 2015