SAYINGS
OF AHLE BAIT(ASWS) ON EVENT OF GHADEER
•IMAM E JAFAR E SADIQ (ASWS)
Ghadeer e Khum ke din Roza rakhna 60 saal ke gunaho'n ka kaffara hai.
Ref.Maula Ali Ki Shaan Mein 1000 Ahadees, p356
•IMAM E JAFAR E SADIQ(ASWS)
Ghadeer ka din baaqi dino'n ki nisbat aasmaan mein zyada mash'hoor hai.
Ref.Wasaail ush Shia, v10, p227
•IMAM E RAZA (ASWS)
Hum Moharram ke manaane ki taakid is liye karte hain ke kahi'n tum Ghadeer ki tarah Ashura ko bhi na bhool jaao.
Ref.Aqwaal e Masoomeen (as), p160
•IMAM E BAQIR(ASWS)
Islam 5 buniyaad par Qaim hai - Namaz, Zakat, Roza, Hajj aur Wilayat. Aur kisi k liye logo'n ko ailaan nahi kiya gaya jaise Wilayat ke liye Ghadeer ke din huwa.
Ref.40 Hadith - Ghadeer