Ali Raza Surani (2019)
Hussain ki aankhein
(Har ek gham mei huwi tar Hussein(as) ki aakheiN) x2
(MasaeboN ka samandar) x2 Hussein(as) ki aakheiN

Baad e Abbas e Alamdaar(as) Lag raha hai mujhe
Khuda ne isiliye binai lii thi Sarwar(as) se
(Na dekheiN laasha e Akbar)x2 Hussein(as) ki aakheiN

ZameeN pe aagaye ghode se shahe jinn o bashar
Lahu mei duube hai teeroN se chalni tan hai magar
(Tiki hai khaime ke dar par)x2 Hussein(as) ki aakhein

Hai sar Hussein(as) ka zanu e Fatema(sa) pe rakha
Kabhi hai dekhti nazre batool(sa) ka chehra
(Kabhi hai dekhti khanjar)x2 Hussein(as) ki aakheiN

Ali(as) ki beti ke chehre ko surkhuru karne
Jo raaheiN Shaam mei Zainab(sa) ke sar pe girte the
(Na bhool paayi woh patthar)x2 Hussein(as) ki aakhein

Nigah waris e tatheer se hatate huwe
SinaN ki nook pe Qur’an ko sunate huwe
(Thi dekhti rahi chaadar)x2 Hussein(as) ki aakheiN

Jab aaya shaam ke zindaN mei sar Raza Sheh ka
Sakina(sa) ro ke dikha ti thi neel gaalo ka
(Na khul saki thi WahaaN par) x2 Hussein(as) ki aakhein