Skip to main content

Latest Nauha Update

Ai Shareekatul Hussain Ai Binte Murtaza Zainab lyrics Abbas Haider Lalji Nohay

ZAINAB KISE PUKARE LYRICS - ALI RAZA SURANI 2015 NAUHA

Ali Raza Surani (2015)

Zainab kise pukare
Hussaein(as) x4
Imam Hussein(as) Haye Hussein(as) x2
Jaate hai ran ko Sarwar(as),Zainab(sa) kise pukare x2

(Munis hai aur na yawar) x2,Zainab(sa) kise pukare
Jaate hai ran ko Sarwar(as),Zainab(sa) kise pukare x2

(1)Suwe Najaf jo dekha nauha yehi kiya tha x2
(Chinti hai meri chadar) x2,Zainab(sa) kise pukare

Jaate hai ran ko Sarwar(as),Zainab(sa) kise pukare x2

(2)Sholo se kis tarha woh Sajjad(as) ko nikale x2
(Abbas(as) hai na Akbar(as)) x2,Zainab(sa) kise pukare

Jaate hai ran ko Sarwar(as),Zainab(sa) kise pukare x2

(3)Maqtal mei jab woh bachi baba ko dhunti thi x2
(kehti thi haye kyu kar) x2,Zainab(sa) kise pukare

Jaate hai ran ko Sarwar(as),Zainab(sa) kise pukare x2

(4)Khaima bhi jal chuka hai,har simt ab dhuwa(N) hai x2
(Hai holnak manzar) x2,Zainab(sa) kise pukare

Jaate hai ran ko Sarwar(as),Zainab(sa) kise pukare x2

(5)Khohe alam hai toota be bas khadi hai dukhiya x2
(Sarwar hai zere khanjar) x2,Zainab(sa) kise pukare

Jaate hai ran ko Sarwar(as),Zainab(sa) kise pukare x2

(6)Naize ki nook se ab khechi hai zalimo ne x2
(Nanhi si laashe Asgher(as)) x2,Zainab(sa) kise pukare

Jaate hai ran ko Sarwar(as),Zainab(sa) kise pukare x2

(7)Laasha tarap raha tha Abbas(as) e bawafa ka x2
(Sunn kar sada yeh Qaiser) x2,Zainab(sa) kise pukare

Jaate hai ran ko Sarwar(as),Zainab(sa) kise pukare x2

(Munis hai aur na yawar) x2,Zainab(sa) kise pukare
Jaate hai ran ko Sarwar(as),Zainab(sa) kise pukare x 4

Imam Hussein(as) Haye Hussein(as) x4

Popular posts from this blog

DUA FATIMA KI HUM EHLE AZA HAIN - SHADMAN RAZA 2007 MANQABAT

Shadman Raza (2007) Dua Fatima Ki Dua fatima ki hum ehle aza hai hume aazmane ki koshish na karna muqallid hai meesam ke daaro rasan se kabhi bhi darane ki koshish na karna 1. Wilayat ke munkir se ye keh rahi hai lahu ki taharat sada de rahi hai najaf ki zami hai saqifa nahi hai yaha aap aane ki koshish na karna dua fatima ki.. 2. Waha bhi ali ne ki mushkil kushai lehed ke sirhane se aawaaz aai azadar e sarwar hai sone do isko farishto jagane ki koshish na karna dua fatima ki.. 3. Kajawo ka mimbar banaya nabi ne ye hukme khuda hai bataya nabi ne ali ke siwa janasheen e mohammad kisi ko banane ki koshish na karna dua fatima ki.. 4. Musalsal ha pehra waha ambiya ka jaha par saja hai alam bawafa ka khabardar kehde koi mushkilo se waha aane jane ki koshish na karna dua fatima ki.. 5. Khuda hukm deta hai mere Mohammad kiye jaye sajdo pe sajde Mohammad husain aapki pusht par aagaye hai abhi sar uthane ki koshish na karna dua fatima ki.. 6. Khuda ki qasa...

ZIYARAT E AMEENULLAH (ENGLISH, ARABIC,ROMAN ENGLISH

ZIYARAT AMEENULLAH The fourth comprehensive form of ziyarah is the previously cited form known as Ziyarah Aminullah. It has been placed as the second form of ziyarah of Imam ‘Ali Amir al-Mu’minin (‘a). This form begins with the following statement: اَلسَّلَامُ عَلَيْكَ يَا اَمِيْنَ اللهِ فِىۤ اَرْضِهَ وَ حُجَّتَهُ عَلٰى عِبَادِهِ‏ اَشْهَدُ اَنَّكَ جَاهَدْتَ فِىْ اللهِ Through considerable chain of authority, it is narrated on the authority of Jabir (ibn ‘Abdullah al-Ansari) on the authority of Imam al-Baqir (‘a) that Imam Zayn al-’Abidin (‘a), once, visited the holy tomb of Imam ‘Ali (‘a). He stood at the tomb, wept, and pronounced the following words: اَلسَّلَامُ عَلَیْكَ یَا اَمِیْنَ اللّٰهِ فِیْ اَرْضِهٖ وَ حُجَّتَهٗ عَلٰی عِبَادِهٖ اَلسَّلَامُ عَلَیْكَ یَا اَمِیْرَ الْمُؤْمِنِیْنَ اَشْهَدُ اَنَّكَ جَاهَدْتَ فِی اللّٰهِ حَقَّ جِهَادِهٖ وَ عَمِلْتَ بِكِتَابِهٖ وَ اتَّبَعْتَ سُنَنَ نَبِیِّهٖ صَلَّی اللّٰهُ عَلَیْهِ وَ اٰلِهٖ حَتّٰی دَعَاكَ اللّٰهُ اِلیٰ جِوَارِهٖ فَقَبَضَكَ ...

HAIDER HAIDER HAIDER LYRICS - FARHAN ALI WARIS MANQABAT 2015