Skip to main content

Posts

Showing posts from January, 2020

ASALAM O ALAIKA YA SAYEDA SA LYRICS

Asalam O Alaika Ya Sayeda Asalam O Alaika Ya Sayeda Alwida Alwida Sayeda Alwida Haye Rang Li Jawani Akbar Di Haye Tashnadahani Ashgar Di Jeri Pal Vich Huee Yeh Fana Sayeda Jeda Tur Paye Zainab Veer Kuhan Kahin Vaar Chali Vich Karbobala Aaye Kapay Huee Gal Chon Sada Sayeda Sab Lashay Taraptay Rehgaye Hain Ab Lashon Pay Aakay Kehnday Hain Jeda Tur Paye Rasiyan Paa Sayeda Akbar Asghar Paye Rhondain Hin Qasim Day Tukray Tarapday Hin Haye Rhondain Sab Shohoda Sayeda Ro Fazal Da Baba Aandha Haan Jeda Suraj Sharam Karenda Haan Chin Gaye Teri Pak Rida Sayeda Meri Seenay Samar Di Aandhi Hain Ro Laash Hussain Di Aandhi Hain Meri Dhi Kun Seenay La Sayeda Kithay Bachri Mushkil Kusha Di Hai Nanay Da Deen Bacha Sayeda Jeda Par Jabril Te Samda Haan Gaya Khaak Te Dere La Sayeda Tera Sar Kateya Mera Ghar Lutiya Dovay Ujray Behn Bhira Sayeda Chakki Pees Ke Zahra Ne Paala Jissay Sar Hai Naizay Pe Uska Chara Sayeda Main Kafan Day Vich Vi Rovangi Meri Lut Layi Shim

AMMA MERI AMMA ZAINAB NE KAHA LAASH SE ZAHRA KE LYRICS

Zainab ne kaha laash se zehra ke lipat kar, amma meri amma dekho to zara gham se mera haal hai muztar, amma meri amma baba ke siwa koi nahi sar pe hamare, nana bhi sidhare kya kya na sitam dhayenge ham par ye sitamgar, amma meri amma zainab ne kaha.... us ghar ke jalane ko chale aaye thay aada, jis ghar may thi zehra wo ghar jahan be-izn na aate thay payambar, amma meri amma zainab ne kaha.... us waqt zaban se mai kabhi uff na karoongi, har zulm sahoongi jakdengay rasan may mujhe jis waqt sitamgar, amma meri amma zainab ne kaha.... ye kam nahi baba mere khaaliq ke wali hai, hum aale nabi hai allah ka ek khaas ye ehsaan hai hum par, amma meri amma zainab ne kaha.... allah ye sin aap ka athara baras ka, marne ka nahi tha kya jald khaza kar gayi ay binte payambar, amma meri amma zainab ne kaha.... di mujhko ye nana ne qabr karbobala ki, ek daure jafa ki farmate thay kat jaayega bhai ka mere sar, amma meri amma zainab ne kaha.... ek hashr ghulam aale payambar ma

ALLAH JANEY SAIN ZAHRA KIVAY DARBAAR GAYI LYRICS

Allah Janey Sain Zahra Kivay Darbaar Gayi Haq Mangdhi Rahi Ro Ro Kay Sitam Gaara Ko, Isko Darbaar Di Peyshi Eno Tha Maar Gayi. Khoob Badla Enu Mileya Piyo Dey Ehsaana Da Paak Zahra Ki Guwaya Si, Musalman Ada Haye Ummat Edha Vasda Hoya Ghar Saar Gayi Isko Darbaar Di Peyshi Eno Tha Maar Gayi. Jidey Darvasey De Jibreel Amey Jukda Si Jidi Thazeem Layee Khatmey, Rasool Uthda Si Rondi Mira Deh Ay Veeran Di Ay Hakdaar Gayi Isko Darbaar Di Peyshi Eno Tha Maar Gayi. Rokaya Rontho Kohnain Di Shahzadi Nu Koun Si Ay Jiney Patlaya, Nabhi Zaadi Nu Lekay Pehlu Chu Zakham Babay Di Ghum Khar Gayi Isko Darbaar Di Peyshi Eno Tha Maar Gayi. Kaya Zahra Ney Wasiat Nah Bulavi Zainab Sath Shabbir Da Maarkay Vi Naba Vi Zainab Esay Laye Awn Di Maa Shaam Deh Bazaar Gayi Isko Darbaar Di Peyshi Eno Tha Maar Gayi. Paak Zahra Terey Pursey Dey Azadar Aye Rondey Pitdey Teri Zainab Dey, Wafadar Aye Shaam Nu Ban Key Jo Veeran Di Azadar Gayi Isko Darbaar Di Peyshi Eno Tha Maar Gayi.

ALLAH JANAY KADON MURKAY AONAY, ZAHRA JAIYAN LYRICS

Allah janay kadon murkay aonay, Zahra jaiyan Shaam chaliyan lokon Veer di lash uton khakay jhinka uthiyan, behani Abbas diyan roan khariyan lokon 1)  Khabray ki manzar honay, Zainab rasiyan jad paiyan      Naal Qasim vi nehi, nahe yo Akbar bachiyan      Keewein mastoran gayian, Shaam kaliyan lokon. 2)  Kajh ke mun walan de vich, dard sataiyan rondiyan ne      Khari namahraman vich devay khutbay Zainab      Aik aik waar utay shamaan dhaliyan lokon. 3)  Roway baqir da baba, chetay kar kar Ghazi nun      Ankhan beemar diyan khoon rowan lagiyan      Aayan jad Shaam diyan, tung galiyan lokon. 4)  Abid jadon Shimar de koray, kha kha ghashk kar janda si      Veer beemaar kolay, aa sakeena vaindi      Zakhmi pairan diyan, chummay taliyan lokon. 5)  Zahra bazaran de vich, ro ro aakhay Shamiyan nun      Barishan pathran diyan, zalimo rok lawo      Eh Nabhi zadiyan ne, nazan paliyan lokon. 6)  Roh roh puchdae Akhtar, chotay balan waliyan nun      Baap de seenay utay, soan

AKBAR BAAJ TEREY SUGHRA VEER MARJAVEY GI LYRICS

Akbar baaj terey sughra Veer marjavey gi                      Sani) haye din raat jadon Yaad teri avey gi Antra) turdey mahmal toun menu Inj laha key na ja Shakal eh zahra nu mediney vich rua key na jaa Haye is raah tey meri  jaan nikkal javey gi              Antra) surat eh kaaf diyan Aiytan nu par key Meh tera sehra sajawagi Hathan tey tar key Haye das bhen tenu                    Mehndi kadon laavey gi Antra) meri kismat dey vich Na vichorey pavi          Lekhan dey bueh nu Haavan dey  na jandrey lavi          Haye jind meri kivein Bhaar tera chaavey gi Maqta) karkey sajda sammar     nohey ney parney Meh sohney akbar dey matam Ney mu tey karney Haye karbal ch menu Sain jad bhulaveygi

AIK TEHREER UTHAAYE BOLI DARBAR MAIN AAKAR LYRICS

Aik Tehreer Uthaaye Boli Darbar Main Aakar Zahra, Logo Main Bint-e-nabi Hoon. Aisa Badla Hai Medina Apna Haq Mang Rahi Hoon Ghasib Sai, Kalma Go Kursi Nasheen Hain Aur May Kab Say Khari Hoon. Poocha Haider Nay Bata Kya Kya Masjid Main Howa Ro Kay Bus Itna Kaha, Kabhi Deewaaro Ko Thaama, Kabhi Mai Khakh Pe Bethi, Hoon Thak Kaar Kabhi Bayton Nay Sambhaala, Kabhi Rastey Main Giri Hoon. Woh Toh Kamsin Hain Abhi Door Hai Shaam Say Bhi Seh Na Paye Gi Kabhi Us Sey Zainab Nay Yeh Pocha Kahan Jaati Ho Batawo Ay Amma Mainay Zainab Say Chupaya Kay May Darbaar Chali Hoon. Aisay Khamosh Ho Kyu Ay Na Chaho Jo Kaho Amma Kuch Toh Bolo, Ro Kay Boli Bayton Say Saath Behno Ka Nibhana Karbal Main Nangay Saar Kaisay Chalengi, Bas Yehi Soch Rahi Hoon.

AAKHIR HUSSAIN MAA HOON LYRICS

Aakhir Hussain Maa Hoon Nazon Kay Paley Beta Aa Jholi Main Pehlaoun Aakhir Hussain Maa Hoon Kitni Tapish Hai Beta Saya Tera Banaoun Aakhir Hussain Maa Hoon Hukm-e-Yazeedi Aaya Teeron Pay Teer Aaya Lashon Kay Baad Lasha Zehra Kay Ghar Ka Aya Tanha Tujhay Yahan Par Main Kaisay Chord Jaaoun Aakhir Hussain Maa Hoon Kitni Tapish Hai Beta Saya Tera Banaoun Aakhir Hussain Maa Hoon Ujray Na Ghar Kisi Ka Karti Houn Main Duhain Maqtal Main Aakay Tujko Daiti Houn Main Sadain Kyun Bolta Nahi Hai Aakay Tujhay Manaoun Aakhir Hussain Maa Hoon Kitni Tapish Hai Beta Saya Tera Banaoun Aakhir Hussain Maa Hoon Khanjar Chala Na Uspay Hai Nazon Ka Ye Pala Gardan Na Kaat Uskay Ahmad Ka Hai Dulara Duniya Say Jaakey Baita Kahin Phir Main Mar Na Jaaoun Aakhir Hussain Maa Hoon Kitni Tapish Hai Beta Saya Tera Banaoun Aakhir Hussain Maa Hoon Dhondoon Kahan Pay Jakay Beta Kidhar Hai Mera Pani Diya Na Usko Jalta Jigar Hai Mera Tukray Utha Utha Kay Lasha Tera Banaou

AAJ RUKHSAT HO RAHI HAI TUMSSE ZAHRA SA YA ALI AS

Alwida Fatema (3) Haye Baad baba ke jo guzri wo Musibat sunlo Ya ali fatema zehra ki wasiyat sunlo Aaj rukhsat ho rhi hai Tumse zehra Ya Ali(3) Parda e shab mein meri mayyat uthana Ya Ali Aaj ruksat........ 1. Pasliya todi gai kaise ye batlaungi mai Hashr ke maidaa'n mein bhi is haal mein aaungi mai Haath pehlu se na tum mera hatana Ya Ali Aaj rukhsat..... 2. Wo musibat aap ne achcha hua dekhi nahi Ab mai sidhe haath se tasbih padh sakti nahi Aisa kunfuz ne hai mara taziyana Ya Ali Aaj rukhsat.... 3. Haye.... Kehti hai zainab ye mujhse dekhkar chehra mera Aapke rukhsaar par ye neel hai kaisa pada Are Maine khaya hai tamacha, Mat batana ya ali Aaj ruksat..... 4. Taziyane ki aziyyat ka uthana ek taraf Wo tamache, qatle mohsin, dar jalana ek taraf Sabse mushkil tha magar darbaar jana ya ali Aaj ruksat..... 5. Jab meri talqeen padhna yaad kar lena zara Dar ke girne se mera baazu bhi hai toota hua Mere shano ko zara dhire hilana ya ali Aaj ruksat.....

AKHIR HUSSAIN MAA HON AKHIR HUSSAIN MAA HON LYRICS-MARSIYA

Akhir hussain maa hon Akhir hussain maa hon Nazaon kae paalay beta aa jholi mein phelaoon Akhir hussain maa hoon Kitni tapish hai beta saya tera banaon Akhir hussain maa hon 1. Hukm-e yazid aya teeron pe teer aya lashon k baad lasha zehra k ghar ka aya tanha tujhay yahan par mein kese chor jaon 2. Ujray na ghar kisi ka karti hoon mein duaein Maqtal mein aa kay tujh ko deti ho mein sadaeyin Kyun bolta nahin hai aa kay tujhe mana on 3. Khanjar chala na us pe hai nazaon ka yeh pala Gardan na kaat us ki ahmad ka hai dulara Dunya se ja kay beta kahin phr mein mar na jaon 4. Dhundoo kahan pe ja kay beta kidhar hai mera Pani diya na uss ko jalta jigar hain mera Tukray utha utha k lasha tera banaon 5. Darbar e shaam mein kyun zainab kaa sar khula hai Haye haye meri sakina ka kurta bhi jala hai Iss haal e baybasi mein beta mein mar na jaon 6. Roye kabar mein beta maqtal mein roye zahra Darvar e sharabi mein roti rahi hai zehra Rotay huey hasan se noha tera likh

SALAAM KHAK NASHEENON PE SOGWARON KA LYRICS-MARSIYA

Salaam khaak nasheenon pe sogwaaron ka Salaam khaak nasheenon pe sogwaaron ka Ghareeb dete hain pursa tumhaare pyaron ka Salaam unhein jinhein sharm khaaye jaati hai Khule saron pe aseeri ki khaak aati hai Salaam uspe jo zehmat kash-e-salaasil hai Museebaton mein Imaamat ki pehli manzil hai Salaam bhejte hain apni shehzaadi par Ke jisko saunp gaye marte waqt ghar Sarwar Musaafirat mein jisey be-basi ye dikhlaayi Nisaar kar diye bachche na bach sakaa bhai Aseer ho ke jise shaamiyon ke narghey mein Hussainiyat hai sikhaana Ali ke lehjey mein Sakina bibi tumhaare ghulam haazir hain Bujhe jo pyaas to ashqon ke jaam haazir hain Ye sin ye hashr ye sadme naye naye bibi Kahaan pe baithi ho khaime to jal gaye bibi Pahaad raat badi der hai savere mein Kahaan ho shaam-e-ghareebaan ke ghup andhere mein Zameen-e-garm yateemi ki sakhtiyaan bibi Wo seena jis pe ke soti thi ab kahaan bibi Janaab-e-maadar-e-besheer ko bhi sab ka salaam Ajeeb waqt hai kya de tasalliyo

SHAHEED E KARBALA BABA LYRICS -MARSIYA USTAD RAZA ALI KHAN

Ustad Raza Ali Khan (2010) Shaheed e karbala baba Shaheed e karbala baba ghareebul bewatan baba Bayaa karti thi ye sughra mere bekafan baba.. Hasan ko zeher pilwaya..(2) Tumhe tegho se katwaya {Mitaya rafta rafta yu nishan e panjetan baba..}..(2) Shaheed e karbala baba {Agar humraah mai hoti tumhari laash pe roti}..(2) {gadhaye karke pehnati tumhe do gaz kafan baba..}..(2) Shaheed e karbala baba ghareebul bewatan baba Bayaa karti thi ye sughra mere bekafan baba.. Haaay...

AYE CHAND KARBALA KE LYRICS - MARSIYA USTAD SIBTE JAFAR SAHAB

Sibte Jafar (2010) Aye chand karbala ke ay chand karbala ke, tu ne to dekhe hongay utray thay is zameen par, arshay bari ke taare ay chand jalwagar hai hashim ka chand yan par khairaat roshni ki lelijiyo yahan se ay chand.... ay chand is zameen par rakhiyo hamesha thandaq sotay jo hai yahan par zehra ke hai ye pyare ay chand.... tasleem-o-salsabeelo kausar ke hai ye maalik maare gaye jo pyase is nehr ke kanare ay chand.... hur aur habeeb jaise jaanbaaz aur ahibba maare gaye yaheen par ansaar shahe deen ke ay chand.... maare gaye yaheen par be-dardiyo sitam se zainab ke dono pyare muslim ke dono bete ay chand.... pamaal ho rahi thi qasim ki laash ran may abbas aur sarwar chunte thay unke tukday ay chand.... baazu katay yaheen par abbas-e-bawafa ke izne wagha na paaya pani bhi laa na paaye ay chand.... is sar zameen pa guzra sarwar pa ye bhi sadma seene pa khaayi barchi hamshakle mustufa ne ay chand.... pani pilaane laaye ek mehlaka ko sarwar ki g

LAASH AKBAR KI JO MAQTAL SE UTHA LAYE HUSSAIN LYRICS-MARSIYA USTAD SIBTE JAFAR SAHAB

Laash akbar ki jo maqtal se utha laye hussain laash akbar ki jo maqtal se utha laaye hussain nowjawan ko safe awwal se utha laaye hussain chaand ko shaam ke baadal se utha laaye hussain jaa'n ba lab sher ko jungle se utha laaye hussain di sada laashe pisar aan ke leja baano chid gaya barchi se akbar ka kalaija baano laash akbar ki.... dekhle aakhri deedar pisar marta hai saamne aankhon ke ye noore nazar marta hai ab koi dam mein tera rashke kamar marta hai mu'h se bahar hai zabaa tashna jigar marta hai dum hai seene may ruka zakhmo'n se khoon jaari hai haaye baano tere ghar lutne ki taiyaari hai laash akbar ki.... pohchi khaime may jo hazrat ke ye purdard sada muztarab hogayi namoose rasoole do sara kaha chala ke sakina ne ke haye haye bhaiyya fizza daudi suwe dar phaik ke sar par se rida peet-ti zainab e muztar nikal aayi bahar baano ghabra ke khule sar nikal aayi bahar shaah ke kaandhe pe dekha ali akbar ko nidhaal haath phayla ke ye chillai ke

AQRABA KAT GAE JAB SHAH KE BARI BARI LYRICS - MARSIYA USTAD SIBTE JAFAR SAHAB

Aqraba kat gae jab shah ke bari bari Akraba kat gae jab shah ke baari baari – 2 Aur adam chalne ki us shah ne ki tayyari Khaime ka parda utha, zainulleba ek baari Dekh maqtal ki taraf karne laga yuun zaari Khuld ke kooch me, ham ko nahi bulvaate ho – 2 Kaafle waalo hame chode chale jaate ho Hay sheh ka naa raha koi bhi yaavar baki Na alamdar rahe aur na lashkar baki Na rahe kaasim-e-jarrar na akbar baki Hai fakat Sibt-e-nabi ka sare anwar baki Ham to baki hain gamo ranj uthaane ke lie - 2 Maut ne chhoda hame ashk bahane ke liye Haay shabbir ke marne ki hai ab tayyari Zakhm par zakhm hain tane sheh par kaari Bhook me pyaas me gash aate hai sau-sau baari Beech me ibne ali gird khade hai naari Apni bimaari par sharminda pisar hota hai - 2 Katl ab saamne bete ke pidar hota hai Haay baba ko mere koi bachaale aakar Pher de laake gale par mere koi khanjar Baad baba ke pisar ka nahi jina behtar Baap to katl ho jita rahe ye khasta jigar Ehle baite nabvi par ye

HUSSAIN MUJHKO MUAF KARNA LYRICS -MARSIYA

Hussain mujko muaf karna Hussain mujko maaf karna - 2 Ajab tha akbar ki laash per bhi jo maine apni duaayen mangi Barehna binte nabi ke sar se jo betiyon ki ridayen maangi Tadapte asgar ko dekh kar bhi nawaso poto ki khair maangi Shikasta kasim ke tukde dekhe aur humnawao ki khair maangi Makame zainab se khaimagah tak kyu meri ankhen khuli hui thi Tadapte lasho ko dekhkar bhi duaaon per kyu tuli hui thi Mai tere zakhmi badan se hatkar kyu apni socho me gum khada tha Jaha pe qunba kabila sara zameen pe bikhra hua pada tha Mai ganje shohda ki bikhri laasho pe apne hosho hawas me tha Mai thanda paani bhi pi raha tha jaha pe asgar bhi pyaas me tha Jaha pe qaatil ne nanhi dukhtar k muh pe itne tamache maare Jalaye khaime lagaye durre tadapti bacchi ke dur utare Jaha pe asgar ke khun ko tu jabeene aqdas pe mal raha tha Jaha pe gaazi ke hath lekar tu dushmano me bhi chup khada tha Jaha pe teri ye rishi aqdas lahu me asgar ke tarbatar thi Jaha pe akbar tadap raha tha tama

KYA DEKHTI HAI SUGHRA LYRICS -MARSIYA SHADMAN RZA

Kya dekhti hai sughra Haaye zainab..(6) Kya dekhti hai Sughra, Zainab ke aasuon mein Manzar hai Karbala ka, Zainab ke aasuon mein 1) Barchi ka zakhm taza, ta zindagi rahega..(2) Akbar ka hai kaleja, Zainab ke aasuon mein 2) Sughra nazar uthaao, qasim ka haal dekho..(2) Bikhra hua hain laasha, Zainab ke aasuon mein 3) Ay deeda-e-tassawur, tujhko dekhai dega..(2) Chota sa ek jhula, Zainab ke aasuon mein 4) Abbas ke burredan, lakhoN ki daastan hain..(2) Behta hai gham ka dariya, Zainab ke aasuon mein 5) Zindan-e-Shaam mein hain, choti si qabr lekin..(2) Maujood hai sakina, Zainab ke aasuon mein 6) Ab aun aur mohammed, bhi yaad aa rahe hain..(2) Hone laga izaafa, Zainab ke aasuon mein 7) Zulm o sitam ke manzar, sab dekhle Madina..(2) Hai Shaam aur Kufa, Zainab ke aasuon mein 8) Shabbir pesh-e-dawar, jayenge saath lekar..(2) Bheega hua amama, Zainab ke aasuon mein. 9) Be pardagi ka aalam, kaise Adeel likhe..(2) Khud dekhle zamana, Zainab ke aasuon mein

PYAASI HAU SAKINA(SA) LYRICS -MARSIYA

Pyaasi hai sakina ay momino jab majlise shabbir may aana bachon ka tumhe waasta ye bhoolna jaana ye soch ke jee khol ke tum ashq bahana majlis jahan hogi wahan aati hai sakina paani na mila aaj bhi pyasi hai sakina pyasi hai sakina haaye pyasi hai sakina allah kare aaye kabhi aisa zamana ho shaam ke zindaan ki taraf aap ka jaana phat jaayega dil dekh ke wo gham ka thikana behaal hui qabr may soti hai sakina paani na mila aaj bhi pyasi hai sakina yun jaanibe darya gaye abbase dilawar aur darya se mashqiza bhara ba-dile muztar darya ki har ek mauj ye kehti thi tadapkar hai teesra din haaye tadapti hai sakina paani na mila aaj bhi pyasi hai sakina shaam aagayi jab chaane laga ban may andhera zainab ne kiya bhai ke laashe pe ye nouha kya tum ne sakina ko kaheen dekha hai bhaiya ek kooza liye dasht may aayi hai sakina paani na mila aaj bhi pyasi hai sakina jab gyara moharam ko suye shaam sidhari darya ki taraf dekh ke zainab ye pukari abbas na marjaye bhatij

MUJRAEE KHALQ MEAIN IN AANKHON NE LYRICS -MARSIYA

Mujraee khalq mein Mujraee khalq mein, in aankhon ne, kya kya dekhaaaa Par kahin sibte payambar sa na, aaqaa dekhaaaa Mujraee khalq mein. 1. Maine dekha alaame shah ko, aalooda e khoon ..(2) Main ne nezay pe sar-e dilbar-e-Zehra dekhaaa Mujraee khalq mein. 2. Maine dekha Ali Asghar ka galaa khoon mein tarrr ..(2) Maine Abbas ko, reti pe, tadapta dekhaaa Mujraee khalq mein, 3. Ek gathdi shahe deen pusht pe laaye us mein ..(2) Main ne tukde huway, Qasim ka saraapa dekhaaa Mujraee khalq mein 4. Gir paday sibt-e-nabi, thaam kay haathon say jigar ..(2) Ali Akbar ko jo rayti pay tadapta dekha Mujraee khalq mein 5. Bay-rida khalq nay us bibi kay sar ko dekha ..(2) Jiski maadar ka, kisi nay na janaaza dekha Mujraee khalq mein 6. Haaye kyon ho na gayee, saur ke, in aankhon ne qaid khaanay mein Sakina ka, janaaza dekhaaa Mujraee khalq mein 7. Boli ye Zainab-e-muztar, kay khooda khair karay ..(2) Raat ko khwab mein, uriyan sar-e-Zehra dekhaaa Mujraee khalq mein

BAGHDAD KE PUL PAR KAZIM KA KIS NE LYRICS -FARHAN ALI WARIS

Baghdad Ke Pul Par Kazim Ka Kis Ne Yeh Janaza Rakha Hai.| Lyrics Baghdad Ke Pul Par Kazim Ka Kis Ne Yeh Janaza Rakha Hai. Afsoos Keh Mula Ka Lasha Zanjeer-e-Sitam Mein Jakra Hai. Zindan Tu Tang Hote Hain Magar Itne Bhi Tang Nahi Hote. Mula The Ruku Mein Chodah Baras Ahsas Yeh Khon Rolata Hai. Pehle Tu Laeen Ne Zehar Diya Phir Lash Ko Tanha Choor Diya. Rone Ke Liye Iss Lashe Par Bhai Na Behan Na Beta Hai. Iss Qaid-e-Sitam Mein Bhi Mula Rehte The Musallay Par Har Dam. Be-Jurm Namazi Qatal Howa Ro Ro Ke Musalla Kehta Hai. Aisi Bhi Ghareebi Dunya Mein kya Logo Kissi Par Dekhi Hai. Afsoos Janaza Kazim(AS) Ka Mazdoron Se Uthwaya Hai. Paiwast Badan Mein Hain Kariyaan Lohar Se Bole Mula(AS). Ahista Kat Yeh Zanjeerein Lasha Yeh Sadaein Deta Hai. Eidein Athaees Guzari Hain Bin Aap Ke Aye Baba Mere. Iss Eid Pe Tum Ghar Aa Jana Masooma-e-Qum(SA) Ka Noha Hai. Mazloom Mere Mula Tujh Par Aulaad Bhi Teri Ro Na Saki. Baghdad Nahi Do Aalam Mein Ab Matam Tera Hota Hai. Mazlo

KAR KAR KE YAAD SAKINA KO BAGHDAD KE QAIDI LYRICS- MIR HASAN MIR

ya musa e kazim, haye haye imam kazim imam kar kar ke yaad sakina ko baghdad ka qaidi rota hai bazar-e-shaam hai aankhon may sajjad ka lab par nauha hai kar kar ke yaad… khud qaid jahan par kazim hai har din hai raat ke jaisa zindaan hai ye bhi tang magar har raat raza ka baba zindaan-e-shaam jo yaad aaye deewar se sar takrata hai kar kar ke yaad… hai door nigahon se lekin iska bhi jawan hai beta jab yaad raza ki aati hai rukh karke karbobala ka zakhmi akbar ke seene ke nazron se bosay leta hai kar kar ke yaad… jab shaam ke saaye badte hai badti hai sadaye girya ek dard sa dil may uth-ta hai kehte hai tadap kar maula hai saath raza ke masooma zindaan may sakina tanha hai kar kar ke yaad… mazloom paraye des may hai dhaaras hai dil ko phir bhi mil jayega mujhko ghusl-o-kafan basti hai musalmano ki mazloom hussain ki ghurbat par dil khoon ke aansoo rota hai kar kar ke yaad… hai chauda baras se qaid magar phir bhi wo yehi hai kehta abid ka ruku aur mera ruku ek

BAGHDAD DE BANDIKHANAY CHON JADON LAASH KAZIM DI LYRICS -

Baghdad De Bandikhanay Chon Jadon Laash Kazim Di Ayi... Sani) Rab Janay Kera Weyr Si Saadat Naal Kalmagowan Nu, Mazloom Di Maiyyat Mazdooran Ton Uthwayi… Antra) Mazloom Musafir De Zanjeer Lahaa Dende Ya Shehr e Madinay Hi Paighaam Puncha Dende Afsoos Musalman Ton, Paya Na Kafan Vi Zanjeer Na Kajwai.. Antra) Darbaar e Muhammad Vich Zahra Nu Ruwaya Si Mazloom Hassan Nu Vi Jinna Zehr Piyaya Si Haye Ohna Di Aulaad Ne Kazim Layi Zeher Vi Angooran De Vich Payi… Antra) Kazim De Janazay Te Maa Aoun Di Ayi Ay Eh Ujri Te Pehlan Hi Safaran Di Satayi Ay Haye Fer Bina Chaadar Oh Baghdad Ch Aagayi Hasnain Di Maa Jayi.. Antra) Kazim Te Sakina Ne Taqdeer Ki Payi Ay Haye Dowan Nu Maut Akhtar Zindaan Ch Ayi Ay Kazim Nu Zeher Khaa Gaya Masooma Nu Khaa Gayi Zindaan Di Tanhai

HAQ KA IRFAN JO PAYA LYRICS-MIR HASAN MIR 2003

Mir Hasan Mir (2003) Haq Ka Irfan haq ka irfaan jo paaya to ali yaad aaya dil me quraan samaaya to ali yaad aaya aadam o nuh payambar ho ya hazrat isa yunus o khizr ho ilyaas ya hazrat musa waqt in par bhi jo aaya to ali yaad aaya ghar tha allah ka maujud makin koyi na tha koyi aayega yahaan ye bhi yaqeen koyi na tha dar jo diwaar me aaya to ali yaad aaya senkaro sur mathe aur pahelwaan hazaar jo the khaibar me sabhi yaar magar mere yaar mard ka zikr jab aaya to ali yaad aaya jism ek ek se do tukre baraabar dekhe khun ki barsaat huwi urhte huwe sar dekhe ran me abbas jab aaya to ali yaad neza o tir o tabar kya koyi khanjar na mila laakh dhundha kahi kuffar ka lashkar na mila saaf maidaan nazar aaya to ali aaya apna kuch hosh na tha itni pareshaani thi ghame dunya ne mujhe gher liya tha phir bhi haath momin se milaaya to ali yaad aaya yun to mein rat ta raha saare sawaal aur jawaab par naqirein ne turbat me mujhe behre hisaab aa ke jis waqt jagaaya to a

WAFA JISKA PADHE KALMA LYRICS -MIR HASAN MIR 2003 MANQABAT

Mir Hasan Mir (2003) Wafa jiska padhe kalma Wafa Jis Ka Parhe Kalma Usse Abbas Kehte Hain Jise Sajdain Kare Sajda Usse Abbas Kehte Hain Who Pyaasa Pyaas Ne Jis Ki Kiya Sairaab Darya Ko Hai Jis Ki Pyaas Bhi Darya Usse Abbas Kehte Hain Lagaye Jo Bagair-e-Taig Ki Anbaar Laashoon Ke Jo Hai Paikar shuja’at Ka Usse Abbas Kehte Hain Jo Hai Shabbir Ki Quwat Ali Ko Naaz Hai Jis Per Jisse Zehra Kahe Beta Usse Abbas Kehte Hain Jo Tha Shabbir Ka Khadim Mager Sab Sahebaan-e-Dil Usse Aaqa Usse Maula Usse Abbas Kehte Hain Wafa Jis Ka Parhe Kalma Usse Abbas Kehte Hain Jise Sajdain Kare Sajda Usse Abbas Kehte Hain

IS TARHA SE JEENE KA HUNAR DETE HAIN ABBAS LYRICS - MIR HASAN MIR MANQABAT 2002

Is Tarha Se Jeene Ka Hunar Dete Hain Abbas (A.s.) Is Tarha Se Jeene Ka Hunar Dete Hain Abbas (A.s.)……2 Rag Rag Me Wafadariyan Bhar Dete Hain Abbas (A.s.) Is Tarha Se Jeene Ka Hunar Dete Hain Abbas (A.s.)…… Yeh Aaise Sakhi, Aaise Sakhi, Aaise Sakhi Hain…..2 Kuch Maange Bina Jholiyan Bhar Dete Hain Abbas (A.s.) Jo Shahre Wafa Ke Liye Jaate Hain Safar Ko…..2 Un Logon Ko Saaman E Safar Dete Hain Abbas (A.s.) Roze Ki Ziyarat Se Yeh Ehsas Hua Hai…..2 Binae Tawanaie Se Bhar Dete Hain Abbas (A.s.) Jo Kufr Ke Lashkar Se Bhara Hota Hai Aksar…..2 Maidan Wahi Lashon Se Bhar Dete Hain Abbas (A.s.) Jo Shaks Yahan Rota Hai Shabbir (A.s.) ke Gham Mein…..2 Khush Ho Ke Ushe Khuld Mein Ghar Dete Hain Abbas (A.s.) Jub Koi Bayan Karta Hai Shabbir (A.s.) Ki Midhat…..2 Lehje Me Qaiyamat Ka Asar Dete Hain Abbas (A.s.) Shabbir (A.S) Ka Dushman Ho Mukabil To Zuban Ko…..2 Lafzon Ke Tabarraie Tabar Dete Hain Abbas (A.s.) Sadqe Mein Sakina (S.a.) Ke Kabhi Maang Ke Dekho…..2 Kuza Hi

KUL NAZME QAAENAAT HAIN ZAHRA KE HAATH MEI LYRICS -MIR HASAN MIR MANQABAT 2000

Mir Hasan Mir (2000) KUL NAZME QAAENAAT HAI ZAHRA KE HAATH MEI SAYYEDA TAHERA ...... 10 KUL NAZME QAAENAAT HAI ZAHRA KE HAATH ME 3 SHERE KHUDA KA HAATH HAI ZAHRA KE HAATH ME 1 ALLAH NE MANGAA LI SARE ARSH ROTIYA 2 KOI TOH AISI BAAT HAI ZAHRA KE HAATH ME 2 JIS GHAR SE CHAL RAHA HAI ZAMAANE KA HAR NIZAAM 2 USKI MA AASHIYAT HAI ZAHRA KE HAATH MEI 3 BETI KO SAATH LAAYE HAI IS WAASTE RASOOL 2 NAJRANIYO KI MAAT HAI ZAHRA KE HAATH ME 4 MAALIK HAI JISE CHAHE YEH TABDEELIYA KARE 2 LAUHO KALAM DAWAAT HAI ZAHRA KE HAATH ME 5 KEHNE LAGE HUSSAIN YEH ROOMAAL BAANDH KAR 2 JAA HUR TERI NIJAAAT HAI ZAHRA KE HAATH ME 6 HAATHO ME HAATH SHABBARO SHABBIR KE NAHI 2 ISLAM KI HAYAAT HAI ZAHRA KE HAATH MEI 7 KAISE MITAAYE KOI AZAA KI NISHAANIYA 2 HIFZE TABARRUKAAT HAI ZAHRA KE HAATH ME 8 TASBIHE FATEMA NE TAKALLUM BATA DIYA 2 HAR RADDE MUSHKILAAT HAI ZAHRA KE HAATH MEI