Skip to main content

Latest Nauha Update

Ai Shareekatul Hussain Ai Binte Murtaza Zainab lyrics Abbas Haider Lalji Nohay

KUL NAZME QAAENAAT HAIN ZAHRA KE HAATH MEI LYRICS -MIR HASAN MIR MANQABAT 2000

Mir Hasan Mir (2000)
KUL NAZME QAAENAAT HAI ZAHRA KE HAATH MEI
SAYYEDA TAHERA ...... 10

KUL NAZME QAAENAAT HAI ZAHRA KE HAATH ME 3

SHERE KHUDA KA HAATH HAI ZAHRA KE HAATH ME

1 ALLAH NE MANGAA LI SARE ARSH ROTIYA 2
KOI TOH AISI BAAT HAI ZAHRA KE HAATH ME

2 JIS GHAR SE CHAL RAHA HAI ZAMAANE KA HAR NIZAAM 2
USKI MA AASHIYAT HAI ZAHRA KE HAATH MEI

3 BETI KO SAATH LAAYE HAI IS WAASTE RASOOL 2
NAJRANIYO KI MAAT HAI ZAHRA KE HAATH ME

4 MAALIK HAI JISE CHAHE YEH TABDEELIYA KARE 2
LAUHO KALAM DAWAAT HAI ZAHRA KE HAATH ME

5 KEHNE LAGE HUSSAIN YEH ROOMAAL BAANDH KAR 2
JAA HUR TERI NIJAAAT HAI ZAHRA KE HAATH ME

6 HAATHO ME HAATH SHABBARO SHABBIR KE NAHI 2
ISLAM KI HAYAAT HAI ZAHRA KE HAATH MEI

7 KAISE MITAAYE KOI AZAA KI NISHAANIYA 2
HIFZE TABARRUKAAT HAI ZAHRA KE HAATH ME

8 TASBIHE FATEMA NE TAKALLUM BATA DIYA 2
HAR RADDE MUSHKILAAT HAI ZAHRA KE HAATH MEI

Popular posts from this blog

DUA FATIMA KI HUM EHLE AZA HAIN - SHADMAN RAZA 2007 MANQABAT

Shadman Raza (2007) Dua Fatima Ki Dua fatima ki hum ehle aza hai hume aazmane ki koshish na karna muqallid hai meesam ke daaro rasan se kabhi bhi darane ki koshish na karna 1. Wilayat ke munkir se ye keh rahi hai lahu ki taharat sada de rahi hai najaf ki zami hai saqifa nahi hai yaha aap aane ki koshish na karna dua fatima ki.. 2. Waha bhi ali ne ki mushkil kushai lehed ke sirhane se aawaaz aai azadar e sarwar hai sone do isko farishto jagane ki koshish na karna dua fatima ki.. 3. Kajawo ka mimbar banaya nabi ne ye hukme khuda hai bataya nabi ne ali ke siwa janasheen e mohammad kisi ko banane ki koshish na karna dua fatima ki.. 4. Musalsal ha pehra waha ambiya ka jaha par saja hai alam bawafa ka khabardar kehde koi mushkilo se waha aane jane ki koshish na karna dua fatima ki.. 5. Khuda hukm deta hai mere Mohammad kiye jaye sajdo pe sajde Mohammad husain aapki pusht par aagaye hai abhi sar uthane ki koshish na karna dua fatima ki.. 6. Khuda ki qasa...

ZIYARAT E AMEENULLAH (ENGLISH, ARABIC,ROMAN ENGLISH

ZIYARAT AMEENULLAH The fourth comprehensive form of ziyarah is the previously cited form known as Ziyarah Aminullah. It has been placed as the second form of ziyarah of Imam ‘Ali Amir al-Mu’minin (‘a). This form begins with the following statement: اَلسَّلَامُ عَلَيْكَ يَا اَمِيْنَ اللهِ فِىۤ اَرْضِهَ وَ حُجَّتَهُ عَلٰى عِبَادِهِ‏ اَشْهَدُ اَنَّكَ جَاهَدْتَ فِىْ اللهِ Through considerable chain of authority, it is narrated on the authority of Jabir (ibn ‘Abdullah al-Ansari) on the authority of Imam al-Baqir (‘a) that Imam Zayn al-’Abidin (‘a), once, visited the holy tomb of Imam ‘Ali (‘a). He stood at the tomb, wept, and pronounced the following words: اَلسَّلَامُ عَلَیْكَ یَا اَمِیْنَ اللّٰهِ فِیْ اَرْضِهٖ وَ حُجَّتَهٗ عَلٰی عِبَادِهٖ اَلسَّلَامُ عَلَیْكَ یَا اَمِیْرَ الْمُؤْمِنِیْنَ اَشْهَدُ اَنَّكَ جَاهَدْتَ فِی اللّٰهِ حَقَّ جِهَادِهٖ وَ عَمِلْتَ بِكِتَابِهٖ وَ اتَّبَعْتَ سُنَنَ نَبِیِّهٖ صَلَّی اللّٰهُ عَلَیْهِ وَ اٰلِهٖ حَتّٰی دَعَاكَ اللّٰهُ اِلیٰ جِوَارِهٖ فَقَبَضَكَ ...

HAIDER HAIDER HAIDER LYRICS - FARHAN ALI WARIS MANQABAT 2015