Nadeem Sarwar (1984) Ammu bhi gaye Jis dum jale khayaam e shehenshahe behrobar ek bacchi nikli khaime se, us dum barehna sarr jalta tha daaman aag se, kapde the khoo'n mein tarr maqtal ki simt rukh kiye, jaati thi nauhagar sab rann mein jaake reh gaye, tanha hame kiya aada cheeni chadare, khaima jala diya ammu bhi gaye...., baba bhi gaye....(4) 1. Ta hadd e nazar laashe hai pade..(2) baandhe halqa aada hai khade..(2) ghar jalta hai, zarr lut-ta hai..(4) waris na rahee.... 2. Loota zewar cheeni chadar..(2) hai aale mohammad nange sar..(2) karte hai jafa, hum par aada..(4) kaun ab roke.... 3. Bar waqt phuphi khaime mein gayi..(2) bistar hi jala bus khair hui..(2) tap hai aisa, ghash mein bhaiyya..(4) aabid hai pade..... 4. Dum ghut-ta hai phaila hai dhua..(2) ab jaaye kaha'n jo paaye amaa'n..(2) hai kaun yaha jo jaake waha'n..(4) qasim se kahe.... 5. Atthara baras yu paala tha..(2) pardes mein akbar hong