Skip to main content

Latest Nauha Update

Ai Shareekatul Hussain Ai Binte Murtaza Zainab lyrics Abbas Haider Lalji Nohay

Nadeem Sarwar (1990)

Aye Shiyon Jab Peena Pani
Aasme Tum Be Garibin In Shahidin Fadabuni
Ay Shiyo Jab Pina Pani Bhol Na Jaana hu Mujhe
Zikre Gurbat Yaa Shahadat Ho Tu Ro Lena Mujhe

Ki Bhot Kushshi Magar Magar Katra Naa Pani Mil Saka
Teen Deen Tak Mera Kunba Pani Ko Tarsa Diya 2
Shiyati Ma Im Sharib Tum Ma Azbin Fazkaru Ni
Aasme Tum Be Garibin In Shahidin Fadabuni

Ho Gaya Pamal Pyasa Bhai Ka Noore Nazar
Tashnalab Rukhsat Hoaa Kadyal Jawan Mera Pisar
Shiyati Ma Im Sharib Tum Ma Azbin Fazkaru Ni
Aasme Tum Be Garibin In Shahidin Fadabuni

Pyasa Tha Pyasa Hi Khaima Gah Se Gaazi Chala
Hay Re Taqdeer Paani Mashk Se Sab Behgaya (2)
Shiyati Ma Im Sharib Tum Ma Azbin Fazkaru Ni
Aasme Tum Be Garibin In Shahidin Fadabuni

Wa Be Julep Kelebatil Katelal Kha Habuni
Dosto Mei Hoo Nawasa Sayyade Kunen Ka
Jurm Dhaye Ashkiya Ne Mujpar Be Jurmo Khata
Bad Ko Ehle Daga Ne Kata Kanjar Se Gala

Shiyati Ma Im Sharib Tum Ma Azbin Fazkaru Ni
Aasme Tum Be Garibin In Shahidin Fadabuni

Le Gaya Malik Padar Ka Beta Ammama Mera
Eyse Bhi Na Shar Hamara Jamaey Sar Legaya
Wa Anat Ti Dillagi Min Gariyal Julmin Kattaloni
Wa Be Julep Kelebatil Katelal Kha Habuni

Qakt Kar Sir Jism Se Pyagambar Ka Neze Pe Rakha
Lasha Ey Besar Ko Phir Godo Se Tokde Kar Diya
Wa Anat Ti Dillagi Min Gariyal Julmin Kattaloni
Wa Be Julep Kelebatil Katelal Kha Habuni

Aake Jibre Le Amin Jula Julate The Waha
Sar Meri Khatir Muhammed Ka Naa Sajde Se Utha
Wa Anat Ti Dillagi Min Gariyal Julmin Kattabo Ni
Wa Be Julep Kelebatil Katelal Kha Habuni

Kefas Sa Ti Le Tiflil Khubo Ha Ayyar Habuni
Pas Gar Hote Shia Mere Na Hota Eysa Haal
Us Ghadi Shiddat Se Aaya Tha Mere Dil Mei Sawaal
Paani Ka Asgher Ki Khatir Kar Raha Tha Jab Sawaal
Latakofi Yaume Ashura Jami Antanda Zaroni
Kefas Sa Ti Le Tiflil Khubo Ha Ayyar Habuni

Kulb Phatjata Jo Pani Magne Par Ki Jafa
Khecha Pakane Jafa Se Nanne Asghar Ka Gala
Latakofi Yaume Ashura Jami Antanda Zaroni
Kefas Sa Ti Le Tiflil Khubo Ha Ayyar Habuni

Shidate Gam Se Bhari Binte Ali Ki Hichkiya
Katla Ga Se Ey Anees Aati Thi Aawaze Fuga
Shiyati Ma Im Sharib Tum Ma Azbin Fazkaru Ni
Aasme Tum Be Garibin In Shahidin Fadabuni

Popular posts from this blog

DUA FATIMA KI HUM EHLE AZA HAIN - SHADMAN RAZA 2007 MANQABAT

Shadman Raza (2007) Dua Fatima Ki Dua fatima ki hum ehle aza hai hume aazmane ki koshish na karna muqallid hai meesam ke daaro rasan se kabhi bhi darane ki koshish na karna 1. Wilayat ke munkir se ye keh rahi hai lahu ki taharat sada de rahi hai najaf ki zami hai saqifa nahi hai yaha aap aane ki koshish na karna dua fatima ki.. 2. Waha bhi ali ne ki mushkil kushai lehed ke sirhane se aawaaz aai azadar e sarwar hai sone do isko farishto jagane ki koshish na karna dua fatima ki.. 3. Kajawo ka mimbar banaya nabi ne ye hukme khuda hai bataya nabi ne ali ke siwa janasheen e mohammad kisi ko banane ki koshish na karna dua fatima ki.. 4. Musalsal ha pehra waha ambiya ka jaha par saja hai alam bawafa ka khabardar kehde koi mushkilo se waha aane jane ki koshish na karna dua fatima ki.. 5. Khuda hukm deta hai mere Mohammad kiye jaye sajdo pe sajde Mohammad husain aapki pusht par aagaye hai abhi sar uthane ki koshish na karna dua fatima ki.. 6. Khuda ki qasa...

ZIYARAT E AMEENULLAH (ENGLISH, ARABIC,ROMAN ENGLISH

ZIYARAT AMEENULLAH The fourth comprehensive form of ziyarah is the previously cited form known as Ziyarah Aminullah. It has been placed as the second form of ziyarah of Imam ‘Ali Amir al-Mu’minin (‘a). This form begins with the following statement: اَلسَّلَامُ عَلَيْكَ يَا اَمِيْنَ اللهِ فِىۤ اَرْضِهَ وَ حُجَّتَهُ عَلٰى عِبَادِهِ‏ اَشْهَدُ اَنَّكَ جَاهَدْتَ فِىْ اللهِ Through considerable chain of authority, it is narrated on the authority of Jabir (ibn ‘Abdullah al-Ansari) on the authority of Imam al-Baqir (‘a) that Imam Zayn al-’Abidin (‘a), once, visited the holy tomb of Imam ‘Ali (‘a). He stood at the tomb, wept, and pronounced the following words: اَلسَّلَامُ عَلَیْكَ یَا اَمِیْنَ اللّٰهِ فِیْ اَرْضِهٖ وَ حُجَّتَهٗ عَلٰی عِبَادِهٖ اَلسَّلَامُ عَلَیْكَ یَا اَمِیْرَ الْمُؤْمِنِیْنَ اَشْهَدُ اَنَّكَ جَاهَدْتَ فِی اللّٰهِ حَقَّ جِهَادِهٖ وَ عَمِلْتَ بِكِتَابِهٖ وَ اتَّبَعْتَ سُنَنَ نَبِیِّهٖ صَلَّی اللّٰهُ عَلَیْهِ وَ اٰلِهٖ حَتّٰی دَعَاكَ اللّٰهُ اِلیٰ جِوَارِهٖ فَقَبَضَكَ ...

HAIDER HAIDER HAIDER LYRICS - FARHAN ALI WARIS MANQABAT 2015