Skip to main content

Latest Nauha Update

Ai Shareekatul Hussain Ai Binte Murtaza Zainab lyrics Abbas Haider Lalji Nohay

ZAINAB E MOLA RAZA MASOOM LYRICS MIR HASAN MIR MANQABAT 2020

 

MASOOM E QUM SHRINE QOM IRAN

ZAINAB E MOLA RAZA MASOOM LYRICS MIR HASAN MIR MANQABAT 2020

Mir Hasan Mir New Manqabat 2020 | Zainab e Mola Raza Masooma | Manqabat Bibi Masooma e Qum | Masooma


●Ya Fatima, Ya Tahera

Ya Khwahar e Maula Raza

 

●Ya Sayyada, Ya Shafe'a

Ya Binte Rasul e Khuda

 

●Ya Aalimah, Ya Zahida, 

Ya Saleha ukht ur-Raza

 

●Tasveer e Rukh e Fatima

Masooma, Masooma

 

●Dukhtar e Sher e Khuda, Masooma

Zainab e Maula Raza, Masooma

 

1)   Tere khuddaam mujhe jaante hein

He ye ayzaaz mera, Masooma

 

2)   Jis ko kehta he Khuda Baab e Murad

Aap hein uss ki dua, Masooma

 

3)   Aaj bhi baant ta he Bayt e Noor

Chaand, suraj ko ziyaa, Masooma

 

4)   Mukhtasir Nad e Ali he ye bhi

Dekh keh kar zara Ya Masooma

 

5)   Choom ne aati he Bibi Maryam

Aap ke sar ki rida, Masooma

 

6)   Us ne Mashhad se dua li jis ne

Naam beti ka rakha, Masooma

 

7)   Baad me Zahra likha he me ne

Pehle kaaghaz pe likha, Masooma

 

8)   Saray Masoomo'n Nay Aey Shahzadi

Tum Ko Masooma Kahan, Masooma

 

9)   Pass Parday Ka Jin Behno Ko

Un Ko Deti Hai Dua, Masooma

 

10)   Baap Bhi Bhai Bhatija Bhi Wali

Hain Wilayat Ka Pata, Masooma

 

11)   Kuch Nahi Kuch Bhi Nahi Mir Hasan

Tairay Khadim Kay Siwa, Masooma 



Popular posts from this blog

DUA FATIMA KI HUM EHLE AZA HAIN - SHADMAN RAZA 2007 MANQABAT

Shadman Raza (2007) Dua Fatima Ki Dua fatima ki hum ehle aza hai hume aazmane ki koshish na karna muqallid hai meesam ke daaro rasan se kabhi bhi darane ki koshish na karna 1. Wilayat ke munkir se ye keh rahi hai lahu ki taharat sada de rahi hai najaf ki zami hai saqifa nahi hai yaha aap aane ki koshish na karna dua fatima ki.. 2. Waha bhi ali ne ki mushkil kushai lehed ke sirhane se aawaaz aai azadar e sarwar hai sone do isko farishto jagane ki koshish na karna dua fatima ki.. 3. Kajawo ka mimbar banaya nabi ne ye hukme khuda hai bataya nabi ne ali ke siwa janasheen e mohammad kisi ko banane ki koshish na karna dua fatima ki.. 4. Musalsal ha pehra waha ambiya ka jaha par saja hai alam bawafa ka khabardar kehde koi mushkilo se waha aane jane ki koshish na karna dua fatima ki.. 5. Khuda hukm deta hai mere Mohammad kiye jaye sajdo pe sajde Mohammad husain aapki pusht par aagaye hai abhi sar uthane ki koshish na karna dua fatima ki.. 6. Khuda ki qasa...

ZIYARAT E AMEENULLAH (ENGLISH, ARABIC,ROMAN ENGLISH

ZIYARAT AMEENULLAH The fourth comprehensive form of ziyarah is the previously cited form known as Ziyarah Aminullah. It has been placed as the second form of ziyarah of Imam ‘Ali Amir al-Mu’minin (‘a). This form begins with the following statement: اَلسَّلَامُ عَلَيْكَ يَا اَمِيْنَ اللهِ فِىۤ اَرْضِهَ وَ حُجَّتَهُ عَلٰى عِبَادِهِ‏ اَشْهَدُ اَنَّكَ جَاهَدْتَ فِىْ اللهِ Through considerable chain of authority, it is narrated on the authority of Jabir (ibn ‘Abdullah al-Ansari) on the authority of Imam al-Baqir (‘a) that Imam Zayn al-’Abidin (‘a), once, visited the holy tomb of Imam ‘Ali (‘a). He stood at the tomb, wept, and pronounced the following words: اَلسَّلَامُ عَلَیْكَ یَا اَمِیْنَ اللّٰهِ فِیْ اَرْضِهٖ وَ حُجَّتَهٗ عَلٰی عِبَادِهٖ اَلسَّلَامُ عَلَیْكَ یَا اَمِیْرَ الْمُؤْمِنِیْنَ اَشْهَدُ اَنَّكَ جَاهَدْتَ فِی اللّٰهِ حَقَّ جِهَادِهٖ وَ عَمِلْتَ بِكِتَابِهٖ وَ اتَّبَعْتَ سُنَنَ نَبِیِّهٖ صَلَّی اللّٰهُ عَلَیْهِ وَ اٰلِهٖ حَتّٰی دَعَاكَ اللّٰهُ اِلیٰ جِوَارِهٖ فَقَبَضَكَ ...

HAIDER HAIDER HAIDER LYRICS - FARHAN ALI WARIS MANQABAT 2015