Ya sarih ar-rizaYa man ismahu dawa Wa zikrahu shifa Ya sarih ar-riza Mawla Raza, mawla Raza Saaray aalam ka masiha hai tera Sahn e shifa Aye ghareeb ul ghuraba Saani e khaak e shifa, Hai ye shifa khana tera La dawa saarey mareezon nay hai sehat paaii Teray khadmon ki badawlat ye sa’adat paaii Yaha paani bhee nazar aata hai zamzam jaisa Arsh waalo say mulaqaat yaha hoothi hai Zindagi aakay yaahi par tho jawaa hooti hai Tere is sahan may sehmee huwi rahti hai khaza Apnay gham kay siwa har gham say churda do bhai Apnay bemaar mohibbon ko shifa do bhai Tum nay aamin kaha dee jo kareema nay dua Sa’ee mey jab teray gumbbat kay kabih aata hun Aasmon say kaheen aagay nikal jaata hun Itni nazdeek say sooraj ko yaheen par deykah Ya sarih ar-Reza, Allahu Akbar Fajr ka waqt tha jab mujko ye ahsaas huwa Ek hee raag tha ek hee surr tha mawla Dil ki dhadkan say mili jab teray nawbat ki sada Phir say ashoor ki tadbiir bana day mawla Rowza e hazrat e shabeer dikha day mawla Jaanib e karbobala khulta hai darwaza tera Mawla raza mawla raza Aye Reza jaan, Aye Reza jaan *Dilum meekhaad* Mera Dil chahta hay *Her chi daaraam* Meray paas Jo kuch hay *Nazr e imam Raza a.s kunam* Imam Raza a.s per Qurban Kardun Mera kuch bhee nahi sab tayri ataa hai Sarkar Teray baytay teri beti teray ghar par nisaar Mera beta mayri beti bera ghar baar raza Haq takallum wo Wilayat ka adaa kartein hai Majlis e Fatima jo qom may bapa kartein hai Ye karam aap ka hai aur kareema ki dua Saaray aalam ka masiha hai tera Sahn e shifa Aye ghareeb ul ghuraba Mawla raza mawla raza Aye Reza jaan, Aye Reza jaan...!!!