Meri Kahani Suno | Shahid Baltistani Nohay 2020 | New Nohay 2020 | Muharram 2020-1442
Meri Kahani Sono Baba Jaan, Baba Jaan Meri Kahani Suno, Baba Tumhari Sakina Hun Main Baba Kasam Kha Kay Kehti Rahi Karta Nahi Tha Yaqeen Yeh Koi Ab Tum Hi De Di Gawahi Meri X2 In Shamiyun Say Kaho Ashoor Tak Yeh Zaifi Na Thi Balon May Mere Safeedi Na Thi Tum Jab Gaye Thy Main Aesi Na Thi Lehjay Say Pehchan Lo Aray Kehta Tha Zalim Satao Aese Durey Tamachey Lagao Isay Neza Dikha Kay Darao Isay Maloom Tha Shimr Ko Baghi Ki Beti Samjh Kar Mujhe Bachon Nay Marey Hain Pathar Mujhe Rehna Nahi Ab Yahan Per Mujhe Bus Karbala Lay Chalo Zid Ki Thi Bachpan May Jab Aap Nay Aye Thay Malboos Firdoos Sy Aaj Apni Maadar Say Mere Liye Mera Kafan Mang Lo Zindan Ka Naqshah Badal Jayega Kuch Dair May Dum Nikal Jayega Dil Jatey Jatey Behal Jayega Sughra Ki Baten Kro Mujh Ko Tamacha Hi Aesa Laga Nazron May Meri Andhera Hua Meri Kamar May Bhi Kham Agaya Daagh E Rasan Dekh Lo Sir Apne Baba Kay Sir Per Rakhey Boli Takallum Wo Rotey Huey Sab Marne Per Tulay Hain Mujhe Tum Kehdo Jeeti Raho