Skip to main content

Latest Nauha Update

Ai Shareekatul Hussain Ai Binte Murtaza Zainab lyrics Abbas Haider Lalji Nohay

KARBALA THIKANA HAY LYRICS SHAHID BALTISTANI MANQABAT 2021

 


Karbala Thikana Hay | Shahid Baltistani | New Manqabat 2021 | Imam Hussain Manqabat 2021


Karbala Thikana Hay کربلا ٹھکانہ ہے

Hussain..... Qibla E Maa Karbala Kaba E Maa Karbala Karbala Thikana Hay Humara Khuld Nahi Karbala Thikana Hay Jahan Say Aye Hain Wapas Wahin Pey Jana Hay Yeh Faisla Abhi Kar Lay Kahan Pey Jana Idhr Imam E Zamana Ajf, Udhr Zamana Hay Jab Ayi Tesri Shaban Bool Uthay Aanso Ay Rone Walo Tumhe Aaj Muskurana Hay Bus Itna Fark Hay Kabay May Or Mere Dil May Hussain Ka Yeh Naya Ghar Hay Wo Purana Hay Ya Hussain Hussain O Minni Wa Ana Minal Hussain Nabi Bhi Betey Dila Skty Hain Khuda Say Magar Hussain Kiya Hay Zamane Ko Yeh Btana Hay Zamana Smjha Nahi Maslaq E Wafadari Alam Uthane Ka Matlab Halaf Uthana Hay Yeh Log Hum Pey Na Hujjat Thay Or Na Honge Kabhi Mukasiron, Munafiqun Say Aqiday Ko Kiya Chupana Hay Ay Tangdast Azadar Dil Na Chota Kr Tere To Ankh May Shabbir Ka Khazana Hay Main Apna Haq Bhi Taklum Usi Say Mangonga Wo Jis Imam Ko Zahra Ka Haq Dilana Hay Humara Khuld Nahi Karbala Thikana Hay



Popular posts from this blog

DUA FATIMA KI HUM EHLE AZA HAIN - SHADMAN RAZA 2007 MANQABAT

Shadman Raza (2007) Dua Fatima Ki Dua fatima ki hum ehle aza hai hume aazmane ki koshish na karna muqallid hai meesam ke daaro rasan se kabhi bhi darane ki koshish na karna 1. Wilayat ke munkir se ye keh rahi hai lahu ki taharat sada de rahi hai najaf ki zami hai saqifa nahi hai yaha aap aane ki koshish na karna dua fatima ki.. 2. Waha bhi ali ne ki mushkil kushai lehed ke sirhane se aawaaz aai azadar e sarwar hai sone do isko farishto jagane ki koshish na karna dua fatima ki.. 3. Kajawo ka mimbar banaya nabi ne ye hukme khuda hai bataya nabi ne ali ke siwa janasheen e mohammad kisi ko banane ki koshish na karna dua fatima ki.. 4. Musalsal ha pehra waha ambiya ka jaha par saja hai alam bawafa ka khabardar kehde koi mushkilo se waha aane jane ki koshish na karna dua fatima ki.. 5. Khuda hukm deta hai mere Mohammad kiye jaye sajdo pe sajde Mohammad husain aapki pusht par aagaye hai abhi sar uthane ki koshish na karna dua fatima ki.. 6. Khuda ki qasa...

ZIYARAT E AMEENULLAH (ENGLISH, ARABIC,ROMAN ENGLISH

ZIYARAT AMEENULLAH The fourth comprehensive form of ziyarah is the previously cited form known as Ziyarah Aminullah. It has been placed as the second form of ziyarah of Imam ‘Ali Amir al-Mu’minin (‘a). This form begins with the following statement: اَلسَّلَامُ عَلَيْكَ يَا اَمِيْنَ اللهِ فِىۤ اَرْضِهَ وَ حُجَّتَهُ عَلٰى عِبَادِهِ‏ اَشْهَدُ اَنَّكَ جَاهَدْتَ فِىْ اللهِ Through considerable chain of authority, it is narrated on the authority of Jabir (ibn ‘Abdullah al-Ansari) on the authority of Imam al-Baqir (‘a) that Imam Zayn al-’Abidin (‘a), once, visited the holy tomb of Imam ‘Ali (‘a). He stood at the tomb, wept, and pronounced the following words: اَلسَّلَامُ عَلَیْكَ یَا اَمِیْنَ اللّٰهِ فِیْ اَرْضِهٖ وَ حُجَّتَهٗ عَلٰی عِبَادِهٖ اَلسَّلَامُ عَلَیْكَ یَا اَمِیْرَ الْمُؤْمِنِیْنَ اَشْهَدُ اَنَّكَ جَاهَدْتَ فِی اللّٰهِ حَقَّ جِهَادِهٖ وَ عَمِلْتَ بِكِتَابِهٖ وَ اتَّبَعْتَ سُنَنَ نَبِیِّهٖ صَلَّی اللّٰهُ عَلَیْهِ وَ اٰلِهٖ حَتّٰی دَعَاكَ اللّٰهُ اِلیٰ جِوَارِهٖ فَقَبَضَكَ ...

HAIDER HAIDER HAIDER LYRICS - FARHAN ALI WARIS MANQABAT 2015