Skip to main content

Latest Nauha Update

Ai Shareekatul Hussain Ai Binte Murtaza Zainab lyrics Abbas Haider Lalji Nohay

BAZAAR AA RAHA HAY LYRICS SHAHID BALTISTANI NAUHA 2021

 


Bazaar Aa Raha Hay | Shahid Baltistani Nohay 2020 | New Nohay 2020 | Muharram 2020-1442



Haey Sajjad,

Haey Haey Bazar Bimar Mar Na Jaye Bazar Arha Hay Ummat Hijaab May Hay Sydani Be Rida Hay Sajjad Kay Badan Ka Har Zakhm Ro Raha Hay Kofey Ki Shahzadi Kofey May Bey Rida Hay Sadaat E Fatima Per Kiya Wakt Agaya Hay Zahra Ki Betiyun Kay Chine Gaye Hain Parday Ab Chadron Kay Badlay Koi Kafan Urah Day Abid Janazey Ly Ker Bazar May Khara Hay Haathon May Sham Walay Pathar Liye Huey Hain Ek Jashn Ka Sama Hay Roshan Diye Huey Hain Dil Bhujtey Jaa Rhy Hain Yeh Shaam Ki Hawa Hay Bardasht Is Sitam Ko Koi Karega Kese Betey Kay Aagay Khaey Ek Baap Taziyane Baqir Ka Emtehan To Sajjad Say Bara Hay Jari Laho Hay Sir Say Kiya Wakt E Bekasi Hay Nezay Pey Sheh Kay Sir Ko Hasrat Say Dekhti Hay Zainab Ko Rastey May Pathrr Jahan Laga Hay Haey..! Maqtal May Tera Zarbey Shabbir Per Chali Hay Na Mehramo Ki Nazren Zainab Pey Parh Rahi Hay Charo Taraf Sat Khanjar Bibi Pey Chal Raha Hay Yeh Qafila Haram Ka Zindaan Tak Agaya Hay Suraj Yeh Badlon May Chup Chup Ky Pochta Hay Bey Jurm Qaidiyun Ko Saya Kaha Mila Hay Shabbir Ki Sakina Bazar Say Hay Guzri Itney Lagey Hain Pather Pehlu Hua Hay Zakhmi Pehchanna Hay Mushkil Wo Haal Hogaya Hay Haey Roye Hain Khoon Takallum 40 Saal Maula Saansey Bhi Chal Rahi Thi Lekin Nahi Thy Zinda Sajjad Ka To Maqtal Darbar Shaam Ka Hay



Popular posts from this blog

SAVERE SAVERE ALI KA QASIDA LYRICS - ALI TAFSEER MANQABAT

Ali Tafseer (2010) Savere Savere Musalle pe maine ali ka qasida juhi gungunaya savere savere khuda ki qasam phir ibadat ka mujhko bada lutf aaya savere savere 1. Jo sheh ki mawaddat ne hurr ko jhanjhora to usne bhi ghaflat ke (bistar ko choda)..(2) to khud aaftab e shahadat ne uska muqaddar jagaya, savere savere 2. Ubharte hi suraj ne hamd e khuda ki ziyarat ki phir (roza e murtaza ki)..(2) parindo ne apni zuba me qasida ali ka sunaya, savere savere 3. Hai zehra ki marzi mashiyat khuda ki hua tha na lab se (abhi hukm jaari)..(2) libaas e jina leke rizwan e jannat ne darr khat khataya, savere savere 4. Uthi jhoom kar rehmato ki ghataye chali mere ghar me (jina ki hawaein)..(2) chiragh e hadis e kisa apne ghar me jo maine jalaya, savere savere 5. Mai soya tha shab me ali ko bula kar ba hukm e khuda kuch (farishto ne aakar)..(2) mujhe khwab me roza e murtaza ka nazara karaya, savere savere 6. Namaz e mawaddat me guzri meri shab jhuka fajr me sar (paye saj

DUA FATIMA KI HUM EHLE AZA HAIN - SHADMAN RAZA 2007 MANQABAT

Shadman Raza (2007) Dua Fatima Ki Dua fatima ki hum ehle aza hai hume aazmane ki koshish na karna muqallid hai meesam ke daaro rasan se kabhi bhi darane ki koshish na karna 1. Wilayat ke munkir se ye keh rahi hai lahu ki taharat sada de rahi hai najaf ki zami hai saqifa nahi hai yaha aap aane ki koshish na karna dua fatima ki.. 2. Waha bhi ali ne ki mushkil kushai lehed ke sirhane se aawaaz aai azadar e sarwar hai sone do isko farishto jagane ki koshish na karna dua fatima ki.. 3. Kajawo ka mimbar banaya nabi ne ye hukme khuda hai bataya nabi ne ali ke siwa janasheen e mohammad kisi ko banane ki koshish na karna dua fatima ki.. 4. Musalsal ha pehra waha ambiya ka jaha par saja hai alam bawafa ka khabardar kehde koi mushkilo se waha aane jane ki koshish na karna dua fatima ki.. 5. Khuda hukm deta hai mere Mohammad kiye jaye sajdo pe sajde Mohammad husain aapki pusht par aagaye hai abhi sar uthane ki koshish na karna dua fatima ki.. 6. Khuda ki qasa

HAIDER HAIDER HAIDER LYRICS - FARHAN ALI WARIS MANQABAT 2015