Skip to main content

Latest Nauha Update

Ai Shareekatul Hussain Ai Binte Murtaza Zainab lyrics Abbas Haider Lalji Nohay

AEY MERE CHAND MERI ANKH KAY TAREY ASGHAR LYRICS SHAHID BALTISTANI NAUHA 2021

 

Aey Mere Chand Meri Ankh Kay Tarey Asghar ع | Shahid Baltistani Nohay 2020 | New Nohay 2020 | 1442



Haey Asghar

Haey Asghar Yeh Roo Kay Kehti Thi Umm E Rabab Maqtal May Haey..... Kahan Pey Sotey Ho Maa Kay Bagair Jangal May Ay Mere Chand Meri Ankh Kay Tarey Asghar Karbala Ayi Thi Main, Tere Bharosey Asghar Haey Afsoa Kay Majood Nahi Hay Paani Kesi Ghurbat Hay Meri Maa Bhala Teri Nazar, Kese Utarey Asghar Hath Shabbir Ki Gardan Per Rakhy Thy Jese Teer Bhi Chalty Hue Fatima Aa Kay Khari Thi Tere Aagay Asghar Tum Bhi Abbas Ho Kusar Pey Nahi Jana Abhi Laaj Rakh Lena Meri Hay Abhi Ehl E Haram Dasht May Piyase Asghar Teer Ek Bar To Ek Bar Chalaye Khanjar Mere Mazloom Pisr Zibhaa Doo Bar Hua Koi Na Aese Asghar Tum Nay Hans Hans K Rulaya Tha Jinhe Mere Pisr Haey Pathar Ly Kar Ab Sakina Say Wahi Lete Hain Badlay Asghar Asghar Haey Asghar Shamiyun Ki Naa Nazar Unky Khulay Sir Pey Parey Apni Behno K Liye Tum Bhi Quran Parho Nok E Sinaa Say Asghar, Haey Asghar Teer Khatey Huey Khud Dekha Hay Mene Tumko Ab To Yeh Zulm Na Ho Koi Pathar Na Lagey Sir Pey Tumhare Asghar Pusht E Khyma Pey Banatey Thy Lahad Teri Padar Jhuk Gai Meri Qamar Chand Lamho Ko Teri Laash Utha Kay Asghar Laash Uthani Hay Mujhe Baali Sakina Ki Abhi Maa Takallum Boli Kehdey Zalim Say Mere Hath Na Bandhey Asghar



Popular posts from this blog

DUA FATIMA KI HUM EHLE AZA HAIN - SHADMAN RAZA 2007 MANQABAT

Shadman Raza (2007) Dua Fatima Ki Dua fatima ki hum ehle aza hai hume aazmane ki koshish na karna muqallid hai meesam ke daaro rasan se kabhi bhi darane ki koshish na karna 1. Wilayat ke munkir se ye keh rahi hai lahu ki taharat sada de rahi hai najaf ki zami hai saqifa nahi hai yaha aap aane ki koshish na karna dua fatima ki.. 2. Waha bhi ali ne ki mushkil kushai lehed ke sirhane se aawaaz aai azadar e sarwar hai sone do isko farishto jagane ki koshish na karna dua fatima ki.. 3. Kajawo ka mimbar banaya nabi ne ye hukme khuda hai bataya nabi ne ali ke siwa janasheen e mohammad kisi ko banane ki koshish na karna dua fatima ki.. 4. Musalsal ha pehra waha ambiya ka jaha par saja hai alam bawafa ka khabardar kehde koi mushkilo se waha aane jane ki koshish na karna dua fatima ki.. 5. Khuda hukm deta hai mere Mohammad kiye jaye sajdo pe sajde Mohammad husain aapki pusht par aagaye hai abhi sar uthane ki koshish na karna dua fatima ki.. 6. Khuda ki qasa...

ZIYARAT E AMEENULLAH (ENGLISH, ARABIC,ROMAN ENGLISH

ZIYARAT AMEENULLAH The fourth comprehensive form of ziyarah is the previously cited form known as Ziyarah Aminullah. It has been placed as the second form of ziyarah of Imam ‘Ali Amir al-Mu’minin (‘a). This form begins with the following statement: اَلسَّلَامُ عَلَيْكَ يَا اَمِيْنَ اللهِ فِىۤ اَرْضِهَ وَ حُجَّتَهُ عَلٰى عِبَادِهِ‏ اَشْهَدُ اَنَّكَ جَاهَدْتَ فِىْ اللهِ Through considerable chain of authority, it is narrated on the authority of Jabir (ibn ‘Abdullah al-Ansari) on the authority of Imam al-Baqir (‘a) that Imam Zayn al-’Abidin (‘a), once, visited the holy tomb of Imam ‘Ali (‘a). He stood at the tomb, wept, and pronounced the following words: اَلسَّلَامُ عَلَیْكَ یَا اَمِیْنَ اللّٰهِ فِیْ اَرْضِهٖ وَ حُجَّتَهٗ عَلٰی عِبَادِهٖ اَلسَّلَامُ عَلَیْكَ یَا اَمِیْرَ الْمُؤْمِنِیْنَ اَشْهَدُ اَنَّكَ جَاهَدْتَ فِی اللّٰهِ حَقَّ جِهَادِهٖ وَ عَمِلْتَ بِكِتَابِهٖ وَ اتَّبَعْتَ سُنَنَ نَبِیِّهٖ صَلَّی اللّٰهُ عَلَیْهِ وَ اٰلِهٖ حَتّٰی دَعَاكَ اللّٰهُ اِلیٰ جِوَارِهٖ فَقَبَضَكَ ...

HAIDER HAIDER HAIDER LYRICS - FARHAN ALI WARIS MANQABAT 2015