Skip to main content

Latest Nauha Update

Ai Shareekatul Hussain Ai Binte Murtaza Zainab lyrics Abbas Haider Lalji Nohay

HASAN KE ZEKIR MAI JAB ZIKR E KIRDIGAR KIYA -MIR HASAN MIR MANQABAT 2021

 


●Hasan ke ziker Mai jab zikr e kirdigar Kiya

Maire khuda ne use hamd mai shumar kiya

 

●Khata mai is ko nakireen ne shumar kiya

Hasan ke ziker mai jis ne bhi ikhtisar Kiya

 

●Khuda ka Sher hua hai apne Sher per  naz

Qalam ki nok se shabbar ne jab shikar kiya

 

●Palak jhapakte hee bad bakht ban gaya aurat

Hasan ne lehjai kun aisa ikhtiyar Kiya

 

●Sakhi hassan ne bulaya jo apne paas mujhe

Mujhe khud apni khataon ne sharamshar Kiya

 

●Hasan ka jhula hee dedeta us ko par lekin

Hussain ke liye fitrus ne intezar Kiya

 

●Yeh lashe marhab o anter bataengi unhe

Hasan ke baba ne kis tarha do se char Kiya

 

●Nabi ke deen ne Ali se Hussain tak ka safar

Hasan ke naam ki tasbeeh parh ke paar kiya

 

●Hasan Hussain alag se teri khabar lenge

Agar Ali ke fazail pe shak ka waar kiya

 

●Yeh zulfiqar se itra ke keh raha tha qalam

Hasan ne mujh pe tere hote ahtebar Kiya

 

●Tabarra kerte hain khul ker hasan ke dushman per

Yeh kaam naqd Ka hai hum ne kab udhar Kiya

 

●Bicha ke farsh e wila hum ne aaj mir Hasan

Hasan ke jashan mai qaim ka intezar kiya



Popular posts from this blog

DUA FATIMA KI HUM EHLE AZA HAIN - SHADMAN RAZA 2007 MANQABAT

Shadman Raza (2007) Dua Fatima Ki Dua fatima ki hum ehle aza hai hume aazmane ki koshish na karna muqallid hai meesam ke daaro rasan se kabhi bhi darane ki koshish na karna 1. Wilayat ke munkir se ye keh rahi hai lahu ki taharat sada de rahi hai najaf ki zami hai saqifa nahi hai yaha aap aane ki koshish na karna dua fatima ki.. 2. Waha bhi ali ne ki mushkil kushai lehed ke sirhane se aawaaz aai azadar e sarwar hai sone do isko farishto jagane ki koshish na karna dua fatima ki.. 3. Kajawo ka mimbar banaya nabi ne ye hukme khuda hai bataya nabi ne ali ke siwa janasheen e mohammad kisi ko banane ki koshish na karna dua fatima ki.. 4. Musalsal ha pehra waha ambiya ka jaha par saja hai alam bawafa ka khabardar kehde koi mushkilo se waha aane jane ki koshish na karna dua fatima ki.. 5. Khuda hukm deta hai mere Mohammad kiye jaye sajdo pe sajde Mohammad husain aapki pusht par aagaye hai abhi sar uthane ki koshish na karna dua fatima ki.. 6. Khuda ki qasa...

ZIYARAT E AMEENULLAH (ENGLISH, ARABIC,ROMAN ENGLISH

ZIYARAT AMEENULLAH The fourth comprehensive form of ziyarah is the previously cited form known as Ziyarah Aminullah. It has been placed as the second form of ziyarah of Imam ‘Ali Amir al-Mu’minin (‘a). This form begins with the following statement: اَلسَّلَامُ عَلَيْكَ يَا اَمِيْنَ اللهِ فِىۤ اَرْضِهَ وَ حُجَّتَهُ عَلٰى عِبَادِهِ‏ اَشْهَدُ اَنَّكَ جَاهَدْتَ فِىْ اللهِ Through considerable chain of authority, it is narrated on the authority of Jabir (ibn ‘Abdullah al-Ansari) on the authority of Imam al-Baqir (‘a) that Imam Zayn al-’Abidin (‘a), once, visited the holy tomb of Imam ‘Ali (‘a). He stood at the tomb, wept, and pronounced the following words: اَلسَّلَامُ عَلَیْكَ یَا اَمِیْنَ اللّٰهِ فِیْ اَرْضِهٖ وَ حُجَّتَهٗ عَلٰی عِبَادِهٖ اَلسَّلَامُ عَلَیْكَ یَا اَمِیْرَ الْمُؤْمِنِیْنَ اَشْهَدُ اَنَّكَ جَاهَدْتَ فِی اللّٰهِ حَقَّ جِهَادِهٖ وَ عَمِلْتَ بِكِتَابِهٖ وَ اتَّبَعْتَ سُنَنَ نَبِیِّهٖ صَلَّی اللّٰهُ عَلَیْهِ وَ اٰلِهٖ حَتّٰی دَعَاكَ اللّٰهُ اِلیٰ جِوَارِهٖ فَقَبَضَكَ ...

HAIDER HAIDER HAIDER LYRICS - FARHAN ALI WARIS MANQABAT 2015