Skip to main content

Latest Nauha Update

Ai Shareekatul Hussain Ai Binte Murtaza Zainab lyrics Abbas Haider Lalji Nohay

SHAAM WALO NA SATAAO LYRICS - MIR HASAN MIR 2010 NAUHA

Mir Hasan Mir (2010)

Shaam waalo
Shaam waalo



Shaam Waalo x 6



Shaam Waalo Na Sataao x 2



Kehta Tha Muhaari, GhurbatPe Hamaari, Bass Kar Na Rulaao,



Shaam Waalo Na Sataao x 3



1.    Sar Chacha Ka Mere Iss Waaste Girjaata Hai,

Inko BehnoKa Khulaa SarJo Nazar Aata Hai,

Ghayoor Ke Sar Ko, Lillaah Na Logo, Neze Pe Uthaao



Shaam Waalo Na Sataao x 3



2.    Haaye Kya Kya Na SitamDhaaye Hai Ham Par Tumne,

Hadd Yeh Hai Chhinli TatheerKi Chaadar Tumne,

Ab Tum Wahi Chadar, NezePe Uthaakar, Hamko Na Dikhaao



Shaam Waalo Na Sataao x 3



3.    Ham Ulil-Amr Hai Shaayad YehNahi Tumko Khabar,

HamAgar Chaahe Toh Barse Abhi TumPar Patthar,

Majboor Samajhkar, Haaye Tum Aale NabiPar, Pathhar Na Giraao



Shaam Waalo Na Sataao x 3



4.    Kaise Neze Pe UthaayaGaya Sar Asgher Ka,

Kaise Paamaal Kiya Ibne-HassanKa Laasha,

Yeh Zulm Ke Kisse, Mat SaamneJaake, Maao Ko Sunaao



Shaam Waalo Na Sataao x 3



5.    Shaam-e-Aashur Se Yeh SoyiNahi Hai Ab Tak,

MaiToh Roya Hun Yeh Royi BhiNahi Hai Ab Tak,

Tum MaarloMujhko, Haaye Par Meri Phuphi Ko, Durre Na Lagaao



Shaam Waalo Na Sataao x 3



6.    Raaste Bhar Yeh TarapteRahe Paani Ke Liye,

Tumko Maalum Nahi KabseHai Pyaase Bache,

Bacho Ko Dikhaakar,Iss Tarha Zamin Par, Paani Na Bahaao,



Shaam Waalo Na Sataao x 3



7.    Aaj Batki Hai WahaanNaam Pe ZainabKe Ridaa,

Kal TaqallumWahaa Bimaar Mera Kehta Rahaa,

Yeh Aale Nabi Hai, HaayeTum Aise Na Inko, Beparda Phiraao



Shaam Waalo Na Sataao x 3

Popular posts from this blog

DUA FATIMA KI HUM EHLE AZA HAIN - SHADMAN RAZA 2007 MANQABAT

Shadman Raza (2007) Dua Fatima Ki Dua fatima ki hum ehle aza hai hume aazmane ki koshish na karna muqallid hai meesam ke daaro rasan se kabhi bhi darane ki koshish na karna 1. Wilayat ke munkir se ye keh rahi hai lahu ki taharat sada de rahi hai najaf ki zami hai saqifa nahi hai yaha aap aane ki koshish na karna dua fatima ki.. 2. Waha bhi ali ne ki mushkil kushai lehed ke sirhane se aawaaz aai azadar e sarwar hai sone do isko farishto jagane ki koshish na karna dua fatima ki.. 3. Kajawo ka mimbar banaya nabi ne ye hukme khuda hai bataya nabi ne ali ke siwa janasheen e mohammad kisi ko banane ki koshish na karna dua fatima ki.. 4. Musalsal ha pehra waha ambiya ka jaha par saja hai alam bawafa ka khabardar kehde koi mushkilo se waha aane jane ki koshish na karna dua fatima ki.. 5. Khuda hukm deta hai mere Mohammad kiye jaye sajdo pe sajde Mohammad husain aapki pusht par aagaye hai abhi sar uthane ki koshish na karna dua fatima ki.. 6. Khuda ki qasa...

ZIYARAT E AMEENULLAH (ENGLISH, ARABIC,ROMAN ENGLISH

ZIYARAT AMEENULLAH The fourth comprehensive form of ziyarah is the previously cited form known as Ziyarah Aminullah. It has been placed as the second form of ziyarah of Imam ‘Ali Amir al-Mu’minin (‘a). This form begins with the following statement: اَلسَّلَامُ عَلَيْكَ يَا اَمِيْنَ اللهِ فِىۤ اَرْضِهَ وَ حُجَّتَهُ عَلٰى عِبَادِهِ‏ اَشْهَدُ اَنَّكَ جَاهَدْتَ فِىْ اللهِ Through considerable chain of authority, it is narrated on the authority of Jabir (ibn ‘Abdullah al-Ansari) on the authority of Imam al-Baqir (‘a) that Imam Zayn al-’Abidin (‘a), once, visited the holy tomb of Imam ‘Ali (‘a). He stood at the tomb, wept, and pronounced the following words: اَلسَّلَامُ عَلَیْكَ یَا اَمِیْنَ اللّٰهِ فِیْ اَرْضِهٖ وَ حُجَّتَهٗ عَلٰی عِبَادِهٖ اَلسَّلَامُ عَلَیْكَ یَا اَمِیْرَ الْمُؤْمِنِیْنَ اَشْهَدُ اَنَّكَ جَاهَدْتَ فِی اللّٰهِ حَقَّ جِهَادِهٖ وَ عَمِلْتَ بِكِتَابِهٖ وَ اتَّبَعْتَ سُنَنَ نَبِیِّهٖ صَلَّی اللّٰهُ عَلَیْهِ وَ اٰلِهٖ حَتّٰی دَعَاكَ اللّٰهُ اِلیٰ جِوَارِهٖ فَقَبَضَكَ ...

HAIDER HAIDER HAIDER LYRICS - FARHAN ALI WARIS MANQABAT 2015