Skip to main content

Latest Nauha Update

Ai Shareekatul Hussain Ai Binte Murtaza Zainab lyrics Abbas Haider Lalji Nohay

HUSSAIN CHUP HAI LYRICS - MIR HASAN MIR 2010 NAUHA

Mir Hasan Mir (2010)
Hussein chup hai
Hussein chup hai


Ya Hussein, HaayeHussein



Ya GhareebImam, Ya Ghareeb Ya Hussein

Ujargaya Hai Batul Ka Ghar,Hussein Chup Hai



Khuda Ki Marzi, Mai Sar Jhukaakar, Hussein Chup Hai



Ya GhareebImam, Ya Ghareeb Ya Hussein

Ujargaya Hai Batul Ka Ghar,Hussein Chup Hai



1.    Ye Sabr Ki Kounsi HaiManzil, Pisar Ka Barchhi Se Chhidgaya Dil,

Woh Hass RahaaHai Sirhaane Qaatil, Ya Hussein,

Uthaaye Haatho Pe LaasheAkber, Hussein Chup Hai



Ya GhareebImam, Ya Ghareeb Ya Hussein

Ujargaya Hai Batul Ka Ghar,Hussein Chup Hai



2.    Kharaa Hai Laakhon Mai Woh Akela, ChalaayeJaate Hai Teer Aadaa,

Kahin Se Barchhi Kahin Se Bhaala, Ya Hussein,

Baras Rahe Hai KahinSe Pathhar, Hussein Chup Hai



Ya GhareebImam, Ya Ghareeb Ya Hussein

Ujargaya Hai Batul Ka Ghar,Hussein Chup Hai



3.    Lagaa Hai Kyun Mere DilKo Dharkaa, Lahu Se Kiske YehTar Hai Chehra,

Kahaan Hai Asgher BataayeMaula, Ya Hussein,

Sawaal Asgher Ki MaaKa Sunkar, Hussein Chup Hai



Ya GhareebImam, Ya Ghareeb Ya Hussein

Ujargaya Hai Batul Ka Ghar,Hussein Chup Hai



4.    Naseeb-e-Raahib Jo Shehne Badlaa, Wahaan Pe Khaamosh KibriyaaTha,

Magar Yeh Manzar HaiKarbala Ka, Ya Hussein,

Yahaan Pe Dekar KhudaKo Akber,Hussein Chup Hai



Ya GhareebImam, Ya Ghareeb Ya Hussein

Ujargaya Hai Batul Ka Ghar,Hussein Chup Hai



5.    Kahaa Ye Qaasid Ne Roke Maula, Mareez BetiKa Khat Hun Laaya,

SalaamSabko Hai Ussne Likha, YaHussein,

SalaamKa Bas, Jawaab De Kar,Hussein Chup Hai



Ya GhareebImam, Ya Ghareeb Ya Hussein

Ujargaya Hai Batul Ka Ghar,Hussein Chup Hai



6.    Huwe Hai Zakhmon Se Chur Maula, BadanSe Behta Hai Khun Ka Dariya,

Kahe To Rakhdu Ulatke Duniya,Ya Hussein,

Madad Ko Aaya,Hai Ran Mai Zaafar, HusseinChup Hai



Ya GhareebImam, Ya Ghareeb Ya Hussein

Ujargaya Hai Batul Ka Ghar,Hussein Chup Hai



7.    Ladhi Akele Mai Woh Ladhaayi,Duhaai Dene Lagi Khudaayi,

Sadaa Juhi Irjaee KiAayi, Ya Hussein,

Neyaam Mai, Zulfiqar Rakh Kar,Hussein Chup Hai



Ya GhareebImam, Ya Ghareeb Ya Hussein

Ujargaya Hai Batul Ka Ghar,Hussein Chup Hai



8.    Hussein Gohar Yeh Jaanta Hai,Safar Ye Chouda-So Saal Ka Hai,

Sitam Jo Ab Tak WohSeh Raha Hai, Ya Hussein,

Laraaz Iss Mai Koi TohAkber, Hussein Chup Hai



Ya GhareebImam, Ya Ghareeb Ya Hussein

Ujargaya Hai Batul Ka Ghar,Hussein Chup Hai

Popular posts from this blog

DUA FATIMA KI HUM EHLE AZA HAIN - SHADMAN RAZA 2007 MANQABAT

Shadman Raza (2007) Dua Fatima Ki Dua fatima ki hum ehle aza hai hume aazmane ki koshish na karna muqallid hai meesam ke daaro rasan se kabhi bhi darane ki koshish na karna 1. Wilayat ke munkir se ye keh rahi hai lahu ki taharat sada de rahi hai najaf ki zami hai saqifa nahi hai yaha aap aane ki koshish na karna dua fatima ki.. 2. Waha bhi ali ne ki mushkil kushai lehed ke sirhane se aawaaz aai azadar e sarwar hai sone do isko farishto jagane ki koshish na karna dua fatima ki.. 3. Kajawo ka mimbar banaya nabi ne ye hukme khuda hai bataya nabi ne ali ke siwa janasheen e mohammad kisi ko banane ki koshish na karna dua fatima ki.. 4. Musalsal ha pehra waha ambiya ka jaha par saja hai alam bawafa ka khabardar kehde koi mushkilo se waha aane jane ki koshish na karna dua fatima ki.. 5. Khuda hukm deta hai mere Mohammad kiye jaye sajdo pe sajde Mohammad husain aapki pusht par aagaye hai abhi sar uthane ki koshish na karna dua fatima ki.. 6. Khuda ki qasa...

ZIYARAT E AMEENULLAH (ENGLISH, ARABIC,ROMAN ENGLISH

ZIYARAT AMEENULLAH The fourth comprehensive form of ziyarah is the previously cited form known as Ziyarah Aminullah. It has been placed as the second form of ziyarah of Imam ‘Ali Amir al-Mu’minin (‘a). This form begins with the following statement: اَلسَّلَامُ عَلَيْكَ يَا اَمِيْنَ اللهِ فِىۤ اَرْضِهَ وَ حُجَّتَهُ عَلٰى عِبَادِهِ‏ اَشْهَدُ اَنَّكَ جَاهَدْتَ فِىْ اللهِ Through considerable chain of authority, it is narrated on the authority of Jabir (ibn ‘Abdullah al-Ansari) on the authority of Imam al-Baqir (‘a) that Imam Zayn al-’Abidin (‘a), once, visited the holy tomb of Imam ‘Ali (‘a). He stood at the tomb, wept, and pronounced the following words: اَلسَّلَامُ عَلَیْكَ یَا اَمِیْنَ اللّٰهِ فِیْ اَرْضِهٖ وَ حُجَّتَهٗ عَلٰی عِبَادِهٖ اَلسَّلَامُ عَلَیْكَ یَا اَمِیْرَ الْمُؤْمِنِیْنَ اَشْهَدُ اَنَّكَ جَاهَدْتَ فِی اللّٰهِ حَقَّ جِهَادِهٖ وَ عَمِلْتَ بِكِتَابِهٖ وَ اتَّبَعْتَ سُنَنَ نَبِیِّهٖ صَلَّی اللّٰهُ عَلَیْهِ وَ اٰلِهٖ حَتّٰی دَعَاكَ اللّٰهُ اِلیٰ جِوَارِهٖ فَقَبَضَكَ ...

HAIDER HAIDER HAIDER LYRICS - FARHAN ALI WARIS MANQABAT 2015