Skip to main content

Latest Nauha Update

Ai Shareekatul Hussain Ai Binte Murtaza Zainab lyrics Abbas Haider Lalji Nohay

DO BAR NAMAZ SHAHEED HUI EK MASJID ME LYRICS- MIR HASAN MIR 2013 NAUHA

Mir Hasan Mir (2013)
Do baar Namaz Shahid hui
Hay ali hay hay ali ...2
Hay hussain ..4
HaY ali hay hussain ..2
Hay ali....hay hay ali...hay hussain..2

Do bar namaze shaheed huvi ek masjid mein ek maqtal mein ..2
Do bar baha hai khoone ali ek masjid mein ek maqtal mein..
Do bar namaze shaheed huvi ek masjid mein ek maqtal mein ..2

Ek pyasa tha,ek roze se
Ek shohar tha ek beta tha..2
Zehra pe qayamat toot gayi ,ek masjid
Mein ek maqtal mein ..2
Do bar namaze shahed huvi ,ek masjid mein ek maqtal mein ..2
Ek binte ali ka baba tha,ek baap ke jaisa bhai tha
Ek baap ke jaisa bhai tha
Do baar yatim huvi bibi ,ek masjid mein ek maqtal mein

Do bar namazw shaheed huvi,ek masjid mein ek maqtal mein..2
Ek bar ali ko chudvane ,ek bar hussain ke sirhane
Ek bar hussain ke sirhane
Roti huvi aayi binte nabi,
Ek masjid mein ek maqtal mein..2

ek baap ko ghar mein laate huve,ek zeen se zamin par aate huve
Ek zeen se zamin par aate huve
Sarwar ne sada abbas ko di ,ek masjid mein ek maqtal mein ..2

ek baar ali ki mayat par,ek shimr layin ke zarbat par
ek shimr layin ki zarbat par
Ghash kha ke ghire dobar nabi,ek masjid mein ek maqtal mein..2

Ek masjid e umvi ke andar,ek baar hussain ke lashe par
Ek baar hussain ke laashe par
Be parda gayi hai binte ali,ek masjid mein ek maqtal mein...2

Popular posts from this blog

DUA FATIMA KI HUM EHLE AZA HAIN - SHADMAN RAZA 2007 MANQABAT

Shadman Raza (2007) Dua Fatima Ki Dua fatima ki hum ehle aza hai hume aazmane ki koshish na karna muqallid hai meesam ke daaro rasan se kabhi bhi darane ki koshish na karna 1. Wilayat ke munkir se ye keh rahi hai lahu ki taharat sada de rahi hai najaf ki zami hai saqifa nahi hai yaha aap aane ki koshish na karna dua fatima ki.. 2. Waha bhi ali ne ki mushkil kushai lehed ke sirhane se aawaaz aai azadar e sarwar hai sone do isko farishto jagane ki koshish na karna dua fatima ki.. 3. Kajawo ka mimbar banaya nabi ne ye hukme khuda hai bataya nabi ne ali ke siwa janasheen e mohammad kisi ko banane ki koshish na karna dua fatima ki.. 4. Musalsal ha pehra waha ambiya ka jaha par saja hai alam bawafa ka khabardar kehde koi mushkilo se waha aane jane ki koshish na karna dua fatima ki.. 5. Khuda hukm deta hai mere Mohammad kiye jaye sajdo pe sajde Mohammad husain aapki pusht par aagaye hai abhi sar uthane ki koshish na karna dua fatima ki.. 6. Khuda ki qasa...

ZIYARAT E AMEENULLAH (ENGLISH, ARABIC,ROMAN ENGLISH

ZIYARAT AMEENULLAH The fourth comprehensive form of ziyarah is the previously cited form known as Ziyarah Aminullah. It has been placed as the second form of ziyarah of Imam ‘Ali Amir al-Mu’minin (‘a). This form begins with the following statement: اَلسَّلَامُ عَلَيْكَ يَا اَمِيْنَ اللهِ فِىۤ اَرْضِهَ وَ حُجَّتَهُ عَلٰى عِبَادِهِ‏ اَشْهَدُ اَنَّكَ جَاهَدْتَ فِىْ اللهِ Through considerable chain of authority, it is narrated on the authority of Jabir (ibn ‘Abdullah al-Ansari) on the authority of Imam al-Baqir (‘a) that Imam Zayn al-’Abidin (‘a), once, visited the holy tomb of Imam ‘Ali (‘a). He stood at the tomb, wept, and pronounced the following words: اَلسَّلَامُ عَلَیْكَ یَا اَمِیْنَ اللّٰهِ فِیْ اَرْضِهٖ وَ حُجَّتَهٗ عَلٰی عِبَادِهٖ اَلسَّلَامُ عَلَیْكَ یَا اَمِیْرَ الْمُؤْمِنِیْنَ اَشْهَدُ اَنَّكَ جَاهَدْتَ فِی اللّٰهِ حَقَّ جِهَادِهٖ وَ عَمِلْتَ بِكِتَابِهٖ وَ اتَّبَعْتَ سُنَنَ نَبِیِّهٖ صَلَّی اللّٰهُ عَلَیْهِ وَ اٰلِهٖ حَتّٰی دَعَاكَ اللّٰهُ اِلیٰ جِوَارِهٖ فَقَبَضَكَ ...

HAIDER HAIDER HAIDER LYRICS - FARHAN ALI WARIS MANQABAT 2015