Skip to main content

Latest Nauha Update

Ai Shareekatul Hussain Ai Binte Murtaza Zainab lyrics Abbas Haider Lalji Nohay

YA MUSTAFA LYRICS - FARHAN ALI WARIS MANQABAT 2013

Farhan (ALI WARIS) (2013)

Ya Mustafa
Ya Mustafa..(4)
tujhko pukare har zaba'n
Mohammad mustafa

Badr-ud-duja, shams-uz-zuha, khair-ul-wara, Ya Mustafa
Ya mustafa...
Badr-ud-duja, shams-uz-zuha, khair-ul-wara, Ya Mustafa

Aaya zamee'n pe to qur'aan laya
duniya pe rahmat ban kar chhaya
duniya ko tune deen sikhaya
rang o zaba'n ka fark mitaya
tujhko pukare har zaba'n..

To khe khuda mehbub banayo
saare jaha'n teya tohenjo saayo
bande khe tu khaliq sa milayo
noor sa tu aalam chamkayo
tujhko pukare har zaba'n..

Jad wi nawa tera sohna naawa
rabb de lakh lakh shukr manawa
kar de karam tere roze te aawa
dar te tere muk jawan saawa
tujhko pukare har zaba'n..

ta be saharo ta sahara ye
ta aajizano ta mojiza ye
ta mo'mina no mushkil kusha ye
ta musalmano hajat rawa ye
tujhko pukare har zaba'n..

Ya rasoolallah tayi azmat
ya nabi tayi shano shaukat
duniya e wasta raaye jannat
har chi na manni ruwa dozakh
tujhko pukare har zaba'n..

Ya mustafa stot kha yari byala
thob na michoq po stongsa nayala
goqse shukur yang schos pi khudala
dena salam yang rchoks po khujala
tujhko pukare har zaba'n..

Ba labe muslim isme mustafa ast
misle shuma az jahan kuja ast
noor e shuma az jahaan dar jahaan
khilqat e alam baraye shuma ast
tujhko pukare har zaba'n..

Anta za'eem e jamee'al ambiya
anta habeeballah ya mustafa
wa anta noorullah ya mujtaba
anta muzammil wa anta taaha
tujhko pukare har zaba'n..

 

Popular posts from this blog

DUA FATIMA KI HUM EHLE AZA HAIN - SHADMAN RAZA 2007 MANQABAT

Shadman Raza (2007) Dua Fatima Ki Dua fatima ki hum ehle aza hai hume aazmane ki koshish na karna muqallid hai meesam ke daaro rasan se kabhi bhi darane ki koshish na karna 1. Wilayat ke munkir se ye keh rahi hai lahu ki taharat sada de rahi hai najaf ki zami hai saqifa nahi hai yaha aap aane ki koshish na karna dua fatima ki.. 2. Waha bhi ali ne ki mushkil kushai lehed ke sirhane se aawaaz aai azadar e sarwar hai sone do isko farishto jagane ki koshish na karna dua fatima ki.. 3. Kajawo ka mimbar banaya nabi ne ye hukme khuda hai bataya nabi ne ali ke siwa janasheen e mohammad kisi ko banane ki koshish na karna dua fatima ki.. 4. Musalsal ha pehra waha ambiya ka jaha par saja hai alam bawafa ka khabardar kehde koi mushkilo se waha aane jane ki koshish na karna dua fatima ki.. 5. Khuda hukm deta hai mere Mohammad kiye jaye sajdo pe sajde Mohammad husain aapki pusht par aagaye hai abhi sar uthane ki koshish na karna dua fatima ki.. 6. Khuda ki qasa...

ZIYARAT E AMEENULLAH (ENGLISH, ARABIC,ROMAN ENGLISH

ZIYARAT AMEENULLAH The fourth comprehensive form of ziyarah is the previously cited form known as Ziyarah Aminullah. It has been placed as the second form of ziyarah of Imam ‘Ali Amir al-Mu’minin (‘a). This form begins with the following statement: اَلسَّلَامُ عَلَيْكَ يَا اَمِيْنَ اللهِ فِىۤ اَرْضِهَ وَ حُجَّتَهُ عَلٰى عِبَادِهِ‏ اَشْهَدُ اَنَّكَ جَاهَدْتَ فِىْ اللهِ Through considerable chain of authority, it is narrated on the authority of Jabir (ibn ‘Abdullah al-Ansari) on the authority of Imam al-Baqir (‘a) that Imam Zayn al-’Abidin (‘a), once, visited the holy tomb of Imam ‘Ali (‘a). He stood at the tomb, wept, and pronounced the following words: اَلسَّلَامُ عَلَیْكَ یَا اَمِیْنَ اللّٰهِ فِیْ اَرْضِهٖ وَ حُجَّتَهٗ عَلٰی عِبَادِهٖ اَلسَّلَامُ عَلَیْكَ یَا اَمِیْرَ الْمُؤْمِنِیْنَ اَشْهَدُ اَنَّكَ جَاهَدْتَ فِی اللّٰهِ حَقَّ جِهَادِهٖ وَ عَمِلْتَ بِكِتَابِهٖ وَ اتَّبَعْتَ سُنَنَ نَبِیِّهٖ صَلَّی اللّٰهُ عَلَیْهِ وَ اٰلِهٖ حَتّٰی دَعَاكَ اللّٰهُ اِلیٰ جِوَارِهٖ فَقَبَضَكَ ...

HAIDER HAIDER HAIDER LYRICS - FARHAN ALI WARIS MANQABAT 2015