Skip to main content

Latest Nauha Update

Ai Shareekatul Hussain Ai Binte Murtaza Zainab lyrics Abbas Haider Lalji Nohay

ALLAH MUJHE LASHKARE MEHDI SE MILA DE LYRICS - ALI SAFDAR MANQABAT

Ali Safdar (2010)
Allah Muje Lashkare mehdi se mila de
Allah mujhe lashkar e mehdi se mila de
Allah mujhe lashkar e mehdi se mila
de...AMEEN
Aisa na ho aaka mera halmin ki sada
de
nazro ko meri layake didar bana de
parda jo pada he meri ankho pe utha
de
hadi e zama karo pe purnur dikha de
Allah mujhe lashkar e mehdi se mila de
Allah mujhe lashkar e mehdi se mila
de...AMEEN
har ek nisha ko pro zalalat ka mita du
har rah me ek dip sadaqat ka jala du
iss khair e amal ki mujhe taufeek
khuda de
Allah mujhe lashkar e mehdi se mila
de...AMEEN
likh de meri taqdeer me maula ki
ghulami
hasil mujhe ho jaye ye ezaz dawami
har khwaish e duniya ko mere dil se
mita de
Allah mujhe lashkar e mehdi se mila
de...AMEEN
shamil rahe lehje me sada har pe
sadaqat
shamshir tale me bhi karo koi ibadat
ay kash mujhe fatima zehra ye dua de
Allah mujhe lashkar e mehdi se mila
de...AMEEN
shabbir ke ansar me shamil ho mera
naam
jo hur ka ho mehshar me wohi ho
mera anjaam
kha ke kadam e hazrat shabbir bana
de
Allah mujhe lashkar e mehdi se mila
de...AMEEN
dekhu na agar uthte huwe parda e
ghaibat
aye jo mere baad yaha hazrat e hujjat
turbat me abad ko mera shaana hila
de
Allah mujhe lashkar e mehdi se mila
de...AMEEN

Popular posts from this blog

DUA FATIMA KI HUM EHLE AZA HAIN - SHADMAN RAZA 2007 MANQABAT

Shadman Raza (2007) Dua Fatima Ki Dua fatima ki hum ehle aza hai hume aazmane ki koshish na karna muqallid hai meesam ke daaro rasan se kabhi bhi darane ki koshish na karna 1. Wilayat ke munkir se ye keh rahi hai lahu ki taharat sada de rahi hai najaf ki zami hai saqifa nahi hai yaha aap aane ki koshish na karna dua fatima ki.. 2. Waha bhi ali ne ki mushkil kushai lehed ke sirhane se aawaaz aai azadar e sarwar hai sone do isko farishto jagane ki koshish na karna dua fatima ki.. 3. Kajawo ka mimbar banaya nabi ne ye hukme khuda hai bataya nabi ne ali ke siwa janasheen e mohammad kisi ko banane ki koshish na karna dua fatima ki.. 4. Musalsal ha pehra waha ambiya ka jaha par saja hai alam bawafa ka khabardar kehde koi mushkilo se waha aane jane ki koshish na karna dua fatima ki.. 5. Khuda hukm deta hai mere Mohammad kiye jaye sajdo pe sajde Mohammad husain aapki pusht par aagaye hai abhi sar uthane ki koshish na karna dua fatima ki.. 6. Khuda ki qasa...

ZIYARAT E AMEENULLAH (ENGLISH, ARABIC,ROMAN ENGLISH

ZIYARAT AMEENULLAH The fourth comprehensive form of ziyarah is the previously cited form known as Ziyarah Aminullah. It has been placed as the second form of ziyarah of Imam ‘Ali Amir al-Mu’minin (‘a). This form begins with the following statement: اَلسَّلَامُ عَلَيْكَ يَا اَمِيْنَ اللهِ فِىۤ اَرْضِهَ وَ حُجَّتَهُ عَلٰى عِبَادِهِ‏ اَشْهَدُ اَنَّكَ جَاهَدْتَ فِىْ اللهِ Through considerable chain of authority, it is narrated on the authority of Jabir (ibn ‘Abdullah al-Ansari) on the authority of Imam al-Baqir (‘a) that Imam Zayn al-’Abidin (‘a), once, visited the holy tomb of Imam ‘Ali (‘a). He stood at the tomb, wept, and pronounced the following words: اَلسَّلَامُ عَلَیْكَ یَا اَمِیْنَ اللّٰهِ فِیْ اَرْضِهٖ وَ حُجَّتَهٗ عَلٰی عِبَادِهٖ اَلسَّلَامُ عَلَیْكَ یَا اَمِیْرَ الْمُؤْمِنِیْنَ اَشْهَدُ اَنَّكَ جَاهَدْتَ فِی اللّٰهِ حَقَّ جِهَادِهٖ وَ عَمِلْتَ بِكِتَابِهٖ وَ اتَّبَعْتَ سُنَنَ نَبِیِّهٖ صَلَّی اللّٰهُ عَلَیْهِ وَ اٰلِهٖ حَتّٰی دَعَاكَ اللّٰهُ اِلیٰ جِوَارِهٖ فَقَبَضَكَ ...

HAIDER HAIDER HAIDER LYRICS - FARHAN ALI WARIS MANQABAT 2015