Skip to main content

Latest Nauha Update

Ai Shareekatul Hussain Ai Binte Murtaza Zainab lyrics Abbas Haider Lalji Nohay

Aye Jaun Bhai Ho Tum Meray lyrics mir hasan mir new nauha 2021

 

Aye Jaun Bhai Ho Tum Meray

Aye Jaun (as) Bhai Ho Tum Meray | ए जॉन, भाई हो तुम मेरे | Mir Hasan Mir Nohay 2021 | New Nohay 2021 | Muharram 2021/1443 

#AyeJaun ‪‎#MirHasanMirNohay #Nohay2021‬

Aye Jaun Bhai Ho Tum Meray

Abbas Ki Kasam Tumhain Lag Jao Na Galay ●Baba Bhi Aye Hain Meray Nana Bhi Aye Hain Chehray Ka Noor Dekhiye Musa Bhi Aye Hain Yousuf Kharay Huye Hain Ziyarat Ky Waste ●Tujh Ko Duain Ajj Sy Dy Gi Dua-e-Noor Khushboo Teray Paseenay Ki Phelay Gi Dur Dur Mil Jaye Ga Lahu Tera Khoon-e-Hussain Sy ●Ahl-e-Haram Ko Tum Sy Hai Dharas Meray Delar Pehra Do Phir Khayam Ka Utho Aye Meray Sher Kyun Ja Rahe Ho Tum Mujhay Ghurbat Main Chor Ky ●Karna Dua Hussain (as) Py Asa Na Waqt Aye Koi Sada Dy Hum Ko Aur Hum Sy Chala Na Jaye Lasha Tumhara Dhast Sy Hum Khud Uthainge ●Ahista Kehna Saqi-e-Kausar Sy Mera Haal Rakhti Thi Meri Pyas Ka Amma Bohat Khayal Ghurbat Na Ho Bayan Meri Amma Ky Samne ●Aye Hain Zakhm Tum Ko Meri Jaan Kahan Kahan In Zalimon Ny Maari Hain Seenay Py Barchiyan Shabbir Kis Tarhan Sy Tumhare Galay Lagay ●Tou Ny Gala Kataya Hai Pehle Hussain (as) Sy Dilwainge Jaza Woh Shahe Mashraqain (saw) Sy Chadar Utha Ky Deti Hain Amma Dua Tujhay ●Seenay Laga Ky Kehne Laga Ibn-e-Fatima (sa) Khushboo Sy Teri Mehkee Gi Ta Hashr Karbala Bou Hai Tere Paseenay Main Kis Ny Kaha Tujhay ●Jaldi Thi Dekho Jaun Ko Sajjad Kis Qadar Dhaal Aur Zira Ko Phenk Ky Seena Kiya Sipar Jis Dum Suna Hussain (as) Sy


Popular posts from this blog

DUA FATIMA KI HUM EHLE AZA HAIN - SHADMAN RAZA 2007 MANQABAT

Shadman Raza (2007) Dua Fatima Ki Dua fatima ki hum ehle aza hai hume aazmane ki koshish na karna muqallid hai meesam ke daaro rasan se kabhi bhi darane ki koshish na karna 1. Wilayat ke munkir se ye keh rahi hai lahu ki taharat sada de rahi hai najaf ki zami hai saqifa nahi hai yaha aap aane ki koshish na karna dua fatima ki.. 2. Waha bhi ali ne ki mushkil kushai lehed ke sirhane se aawaaz aai azadar e sarwar hai sone do isko farishto jagane ki koshish na karna dua fatima ki.. 3. Kajawo ka mimbar banaya nabi ne ye hukme khuda hai bataya nabi ne ali ke siwa janasheen e mohammad kisi ko banane ki koshish na karna dua fatima ki.. 4. Musalsal ha pehra waha ambiya ka jaha par saja hai alam bawafa ka khabardar kehde koi mushkilo se waha aane jane ki koshish na karna dua fatima ki.. 5. Khuda hukm deta hai mere Mohammad kiye jaye sajdo pe sajde Mohammad husain aapki pusht par aagaye hai abhi sar uthane ki koshish na karna dua fatima ki.. 6. Khuda ki qasa...

ZIYARAT E AMEENULLAH (ENGLISH, ARABIC,ROMAN ENGLISH

ZIYARAT AMEENULLAH The fourth comprehensive form of ziyarah is the previously cited form known as Ziyarah Aminullah. It has been placed as the second form of ziyarah of Imam ‘Ali Amir al-Mu’minin (‘a). This form begins with the following statement: اَلسَّلَامُ عَلَيْكَ يَا اَمِيْنَ اللهِ فِىۤ اَرْضِهَ وَ حُجَّتَهُ عَلٰى عِبَادِهِ‏ اَشْهَدُ اَنَّكَ جَاهَدْتَ فِىْ اللهِ Through considerable chain of authority, it is narrated on the authority of Jabir (ibn ‘Abdullah al-Ansari) on the authority of Imam al-Baqir (‘a) that Imam Zayn al-’Abidin (‘a), once, visited the holy tomb of Imam ‘Ali (‘a). He stood at the tomb, wept, and pronounced the following words: اَلسَّلَامُ عَلَیْكَ یَا اَمِیْنَ اللّٰهِ فِیْ اَرْضِهٖ وَ حُجَّتَهٗ عَلٰی عِبَادِهٖ اَلسَّلَامُ عَلَیْكَ یَا اَمِیْرَ الْمُؤْمِنِیْنَ اَشْهَدُ اَنَّكَ جَاهَدْتَ فِی اللّٰهِ حَقَّ جِهَادِهٖ وَ عَمِلْتَ بِكِتَابِهٖ وَ اتَّبَعْتَ سُنَنَ نَبِیِّهٖ صَلَّی اللّٰهُ عَلَیْهِ وَ اٰلِهٖ حَتّٰی دَعَاكَ اللّٰهُ اِلیٰ جِوَارِهٖ فَقَبَضَكَ ...

HAIDER HAIDER HAIDER LYRICS - FARHAN ALI WARIS MANQABAT 2015