Skip to main content

Latest Nauha Update

Ai Shareekatul Hussain Ai Binte Murtaza Zainab lyrics Abbas Haider Lalji Nohay

ZAKHMI HAIDER AS LYRICS SHAHID BALTISTANI NAUHA 2020

 


SHAHID BALTISTANI | ZAKHMI HAIDER as | 21 RAMZAN NOHA IMAM ALI 2020


Masjid main huye zakhmi Haider zainab pay qayamat tooti hay

Haider is wounded in the mosque, tribulations unleashed on Zainab Ye fajr Ali ki Beti ko Ashoor Kay jesi lagti hay Nazdeek Jo pohonchay ghar k Ali bolay ye Hasan say aey beta ashaab say keh do Ghar jaen darwazay pay Zainab bethi hay Zainab nay zakhmi baba Kay chehray say Lahu Jo saaf Kia Marqad say sada di Zahra s.a nay ye karbal ki tayyari hay Do saal Kay Hain Sajjad a.s magar Bund ankhain ki Hain ghairat say Namoos e Mohammad SAWW ki Jo Rida girti hui Sir say dekhi hay Ek bar shahadat baba ki ek bar shahadat Shohar ki Afsos Kay sheher e koofa main do baar Ruqayya s.a urji hay Wo jis nay apnay Qaatil ko sharbat say nawaza Koofay main Aulaad usi ki Ummat nay sehra main pyaasa maari hay Ahista Ali a.s nay di ye sada ghabrana nahi main bhi honga Bazar main Jana hay tum ko Zainab ye Khuda ki Marzi hay Aey Mir Takallum shor utha ub dono milengay Karbobala Inna Lillahh Parhlo Zainab s.a baba ki sawari jaati hay



Popular posts from this blog

DUA FATIMA KI HUM EHLE AZA HAIN - SHADMAN RAZA 2007 MANQABAT

Shadman Raza (2007) Dua Fatima Ki Dua fatima ki hum ehle aza hai hume aazmane ki koshish na karna muqallid hai meesam ke daaro rasan se kabhi bhi darane ki koshish na karna 1. Wilayat ke munkir se ye keh rahi hai lahu ki taharat sada de rahi hai najaf ki zami hai saqifa nahi hai yaha aap aane ki koshish na karna dua fatima ki.. 2. Waha bhi ali ne ki mushkil kushai lehed ke sirhane se aawaaz aai azadar e sarwar hai sone do isko farishto jagane ki koshish na karna dua fatima ki.. 3. Kajawo ka mimbar banaya nabi ne ye hukme khuda hai bataya nabi ne ali ke siwa janasheen e mohammad kisi ko banane ki koshish na karna dua fatima ki.. 4. Musalsal ha pehra waha ambiya ka jaha par saja hai alam bawafa ka khabardar kehde koi mushkilo se waha aane jane ki koshish na karna dua fatima ki.. 5. Khuda hukm deta hai mere Mohammad kiye jaye sajdo pe sajde Mohammad husain aapki pusht par aagaye hai abhi sar uthane ki koshish na karna dua fatima ki.. 6. Khuda ki qasa...

ZIYARAT E AMEENULLAH (ENGLISH, ARABIC,ROMAN ENGLISH

ZIYARAT AMEENULLAH The fourth comprehensive form of ziyarah is the previously cited form known as Ziyarah Aminullah. It has been placed as the second form of ziyarah of Imam ‘Ali Amir al-Mu’minin (‘a). This form begins with the following statement: اَلسَّلَامُ عَلَيْكَ يَا اَمِيْنَ اللهِ فِىۤ اَرْضِهَ وَ حُجَّتَهُ عَلٰى عِبَادِهِ‏ اَشْهَدُ اَنَّكَ جَاهَدْتَ فِىْ اللهِ Through considerable chain of authority, it is narrated on the authority of Jabir (ibn ‘Abdullah al-Ansari) on the authority of Imam al-Baqir (‘a) that Imam Zayn al-’Abidin (‘a), once, visited the holy tomb of Imam ‘Ali (‘a). He stood at the tomb, wept, and pronounced the following words: اَلسَّلَامُ عَلَیْكَ یَا اَمِیْنَ اللّٰهِ فِیْ اَرْضِهٖ وَ حُجَّتَهٗ عَلٰی عِبَادِهٖ اَلسَّلَامُ عَلَیْكَ یَا اَمِیْرَ الْمُؤْمِنِیْنَ اَشْهَدُ اَنَّكَ جَاهَدْتَ فِی اللّٰهِ حَقَّ جِهَادِهٖ وَ عَمِلْتَ بِكِتَابِهٖ وَ اتَّبَعْتَ سُنَنَ نَبِیِّهٖ صَلَّی اللّٰهُ عَلَیْهِ وَ اٰلِهٖ حَتّٰی دَعَاكَ اللّٰهُ اِلیٰ جِوَارِهٖ فَقَبَضَكَ ...

HAIDER HAIDER HAIDER LYRICS - FARHAN ALI WARIS MANQABAT 2015