Skip to main content

Latest Nauha Update

Ai Shareekatul Hussain Ai Binte Murtaza Zainab lyrics Abbas Haider Lalji Nohay

KIYE JO ZIKR ALI KA RAZA ROZEY PAR LYRICS MIR HASAN MIR MANQABAT 2020

IMAM E RIDHA SHRINE IRAQ MASHHAD

KIYE JO ZIKR ALI KA RAZA ROZEY PAR LYRICS MIR HASAN MIR MANQABAT 2020

●Aey Dar Kay Darman Sultan e Khurasan

Aala Hai Tairi Shan Aey Natiq Quran

Hum Sab Ka Hai Emaan , Jannat Kay Khurasan

 

●Kiya Jo Zikr Ali Ka Raza Ke Rozey Par

Najaf Ka Daikha Nazara 

 

●Qabool Hogai Tauba Raza Ke Rozey Par 

Parha Jo Surah Tauba Raza Ke Rozey Par

 

●Ghareeb Ho Nahi Ja Saktay Hajj Pay Aao Chalo

Sawab Hajj Ka Milaiga Raza Ke Rozey Par 

 

●Khuda Ka Shukr Kay Dharkan Ka Aur Nobat Ka 

Tha Rang Ek Hi Jaisa Raza Ke Rozey Par

 

●Samajh Main Agai Khud Dar e Mustaqeem Mujhay

Tha Rang Ek Hi Jaisa Raza Ke Rozey Par 

 

●Yahan Pay Koi Gaar Anahi Sakta Raza Ke Rozey Par

Kahin Likha Nahi Daikha Raza Ke Rozey Par

 

●Mazeef Shah e Khurasan Main Khuli Mujh Par

Haqeeqat e Man o Salwa Raza Ke Rozey Par

 

●Mairi Biyaaz Main Khamoshi Tha Jo Arsay Say

Woh Shair Hogaya Zinda Raza Ke Rozey Par

 

●Ali Ali Ki Sada Dai Raha Tha Jab Main Nay

Kalam Pak Ko Khola Raza Ke Rozey Par

 

●Mila Yun Rizq Kay Qatar Unton Ki 

Sawal Rizq Kiya Tha Raza Ke Rozey Par

 

●Rasool Tark Ko Daikha Raza Ke Rozey Par 

Kushi Main Jhoom Raha Tha Raza Ke Rozey Par

 

●Barhi Hai Yeh Batati Hai Loh Chiragon Ki 

Hawa Ka Bas Nahi Chlta Raza Ke Rozey Par

 

●Talash Mir Hasan Ko Na Karna Bad e Qaza

Woh Karbala Main Ya Hoga  Raza Ke Rozey Par



Popular posts from this blog

DUA FATIMA KI HUM EHLE AZA HAIN - SHADMAN RAZA 2007 MANQABAT

Shadman Raza (2007) Dua Fatima Ki Dua fatima ki hum ehle aza hai hume aazmane ki koshish na karna muqallid hai meesam ke daaro rasan se kabhi bhi darane ki koshish na karna 1. Wilayat ke munkir se ye keh rahi hai lahu ki taharat sada de rahi hai najaf ki zami hai saqifa nahi hai yaha aap aane ki koshish na karna dua fatima ki.. 2. Waha bhi ali ne ki mushkil kushai lehed ke sirhane se aawaaz aai azadar e sarwar hai sone do isko farishto jagane ki koshish na karna dua fatima ki.. 3. Kajawo ka mimbar banaya nabi ne ye hukme khuda hai bataya nabi ne ali ke siwa janasheen e mohammad kisi ko banane ki koshish na karna dua fatima ki.. 4. Musalsal ha pehra waha ambiya ka jaha par saja hai alam bawafa ka khabardar kehde koi mushkilo se waha aane jane ki koshish na karna dua fatima ki.. 5. Khuda hukm deta hai mere Mohammad kiye jaye sajdo pe sajde Mohammad husain aapki pusht par aagaye hai abhi sar uthane ki koshish na karna dua fatima ki.. 6. Khuda ki qasa...

ZIYARAT E AMEENULLAH (ENGLISH, ARABIC,ROMAN ENGLISH

ZIYARAT AMEENULLAH The fourth comprehensive form of ziyarah is the previously cited form known as Ziyarah Aminullah. It has been placed as the second form of ziyarah of Imam ‘Ali Amir al-Mu’minin (‘a). This form begins with the following statement: اَلسَّلَامُ عَلَيْكَ يَا اَمِيْنَ اللهِ فِىۤ اَرْضِهَ وَ حُجَّتَهُ عَلٰى عِبَادِهِ‏ اَشْهَدُ اَنَّكَ جَاهَدْتَ فِىْ اللهِ Through considerable chain of authority, it is narrated on the authority of Jabir (ibn ‘Abdullah al-Ansari) on the authority of Imam al-Baqir (‘a) that Imam Zayn al-’Abidin (‘a), once, visited the holy tomb of Imam ‘Ali (‘a). He stood at the tomb, wept, and pronounced the following words: اَلسَّلَامُ عَلَیْكَ یَا اَمِیْنَ اللّٰهِ فِیْ اَرْضِهٖ وَ حُجَّتَهٗ عَلٰی عِبَادِهٖ اَلسَّلَامُ عَلَیْكَ یَا اَمِیْرَ الْمُؤْمِنِیْنَ اَشْهَدُ اَنَّكَ جَاهَدْتَ فِی اللّٰهِ حَقَّ جِهَادِهٖ وَ عَمِلْتَ بِكِتَابِهٖ وَ اتَّبَعْتَ سُنَنَ نَبِیِّهٖ صَلَّی اللّٰهُ عَلَیْهِ وَ اٰلِهٖ حَتّٰی دَعَاكَ اللّٰهُ اِلیٰ جِوَارِهٖ فَقَبَضَكَ ...

HAIDER HAIDER HAIDER LYRICS - FARHAN ALI WARIS MANQABAT 2015