Skip to main content

Latest Nauha Update

Ai Shareekatul Hussain Ai Binte Murtaza Zainab lyrics Abbas Haider Lalji Nohay

ALLAH SHAFI BIHAQQIL HUSSAIN AS LYRICS SHAHID BALTISTANI NAUHA 2020


Allahu Shafi Bihaqqil Hussain as | Shahid Baltistani Nohay 2020 | New Nohay 2020 | Muharram 2020



Allah,, Allah, Allah Allaho Shafi Allaho Kafi Sadqay May Maula Hussain Kay Ho Koi Maraz Ya Koi Bala Kaam Ayegi Bas Yeh Hi Sada Weran Thi Zamin E Karbobala Shabbir Ka Khoon Jab Is May Mila Yeh Khaak Bani Phir Khaak E Shifa Is Khaak Pe Wajib Hay Sajda Deta Hay Sada Yeh Ashoora Mola Ki Zamanat May Dey Key Hum Say Yeh Kaha Hay Maaoun Nay Hum Khalq Huey Is Gham Ky Liye Shabbir Ka Matam Kr Beta Jee Chahye Jitna Khoon Baha Zakhmo Say Badan Sab Choor Hua Lab Per Na Shikayat Hay Na Gilaa Hay Dard Yahan Per Misley Dawa Yeh Sirf Bahatter (72) Per Hy Khola Shabbir Pey Mar Jana Hay Shifa Hussain Haey Hussain Shah Hussain Haey Akber Seene May Lagi Jis Dam Barchi Medaan May Qaza Bhi Roney Lagi Zainab Pey Qayamat Toot Gai Akber Ney Jigar Ko Thaam Liya Behtey Huey Khoon Ney Di Yeh Sada Haey Asghar.... Jis Wakt Galay Per Teer Laga Tha Maa Kay Laboun Per Shukr E Khuda Bano Nay Dar E Khaymaa Say Kaha Yeh Teer Nikalynge Baba Ghabrana Nahi Asghar Beta Sakeena Haey Sakina... Halaat Ajab Thay Ghurbat Kay Rukhsar Thay Neelay Bachi Kay Gohar Bhi Laeen Nay Cheen Liye Kano Say Laho Jab Behne Laga Zainab Nay Sakina Say Yeh Kaha Qurban Takallum Ho Us Per Sajjad Ka Tha Yeh Zakhm E Jigar Maa Behne Phopi Thi Be Chadar Bazar May Khoon Bhi Rota Raha Aur Zakhmi Laboon Say Kehta Raha Haey Haey Shaam Haey Haey Shaam Karbala Kay Baad Bhi Tum Syed E Sajjad Ho Dosra Hota To Keh Deta Khuda Koi Nahi



Popular posts from this blog

DUA FATIMA KI HUM EHLE AZA HAIN - SHADMAN RAZA 2007 MANQABAT

Shadman Raza (2007) Dua Fatima Ki Dua fatima ki hum ehle aza hai hume aazmane ki koshish na karna muqallid hai meesam ke daaro rasan se kabhi bhi darane ki koshish na karna 1. Wilayat ke munkir se ye keh rahi hai lahu ki taharat sada de rahi hai najaf ki zami hai saqifa nahi hai yaha aap aane ki koshish na karna dua fatima ki.. 2. Waha bhi ali ne ki mushkil kushai lehed ke sirhane se aawaaz aai azadar e sarwar hai sone do isko farishto jagane ki koshish na karna dua fatima ki.. 3. Kajawo ka mimbar banaya nabi ne ye hukme khuda hai bataya nabi ne ali ke siwa janasheen e mohammad kisi ko banane ki koshish na karna dua fatima ki.. 4. Musalsal ha pehra waha ambiya ka jaha par saja hai alam bawafa ka khabardar kehde koi mushkilo se waha aane jane ki koshish na karna dua fatima ki.. 5. Khuda hukm deta hai mere Mohammad kiye jaye sajdo pe sajde Mohammad husain aapki pusht par aagaye hai abhi sar uthane ki koshish na karna dua fatima ki.. 6. Khuda ki qasa...

ZIYARAT E AMEENULLAH (ENGLISH, ARABIC,ROMAN ENGLISH

ZIYARAT AMEENULLAH The fourth comprehensive form of ziyarah is the previously cited form known as Ziyarah Aminullah. It has been placed as the second form of ziyarah of Imam ‘Ali Amir al-Mu’minin (‘a). This form begins with the following statement: اَلسَّلَامُ عَلَيْكَ يَا اَمِيْنَ اللهِ فِىۤ اَرْضِهَ وَ حُجَّتَهُ عَلٰى عِبَادِهِ‏ اَشْهَدُ اَنَّكَ جَاهَدْتَ فِىْ اللهِ Through considerable chain of authority, it is narrated on the authority of Jabir (ibn ‘Abdullah al-Ansari) on the authority of Imam al-Baqir (‘a) that Imam Zayn al-’Abidin (‘a), once, visited the holy tomb of Imam ‘Ali (‘a). He stood at the tomb, wept, and pronounced the following words: اَلسَّلَامُ عَلَیْكَ یَا اَمِیْنَ اللّٰهِ فِیْ اَرْضِهٖ وَ حُجَّتَهٗ عَلٰی عِبَادِهٖ اَلسَّلَامُ عَلَیْكَ یَا اَمِیْرَ الْمُؤْمِنِیْنَ اَشْهَدُ اَنَّكَ جَاهَدْتَ فِی اللّٰهِ حَقَّ جِهَادِهٖ وَ عَمِلْتَ بِكِتَابِهٖ وَ اتَّبَعْتَ سُنَنَ نَبِیِّهٖ صَلَّی اللّٰهُ عَلَیْهِ وَ اٰلِهٖ حَتّٰی دَعَاكَ اللّٰهُ اِلیٰ جِوَارِهٖ فَقَبَضَكَ ...

HAIDER HAIDER HAIDER LYRICS - FARHAN ALI WARIS MANQABAT 2015