Skip to main content

Latest Nauha Update

Ai Shareekatul Hussain Ai Binte Murtaza Zainab lyrics Abbas Haider Lalji Nohay

ZAHRA KI TARHA TOOTI HAI QASIM KI PASLIYAAN LYRICS - MIR HASAN MIR 2019 NAUHA

Mir Hasan Mir (2019)

Haye qasim
Haye qasim, haye qasim...haye qasim..(2)

Pamaal laasha dekh ke kehti hai bibiyaa'n..(4)
Zahra ki tarha tooti hai qasim ki pasliyaa'n

Pamaal laasha dekh ke kehti hai bibiyaa'n..(2)

1. Tukde pukare dasht mein labbayk ya Hussain..(2)
aakar kaha jo maula ne qasim ho tum kaha'n

Pamaal laasha dekh ke kehti hai bibiyaa'n..(2)

2. Pamaal jiteji jo hua hai use salaam..(2)
rokar lahu ye kehte hai khud sahib az-zamaa'n

Pamaal laasha dekh ke kehti hai bibiyaa'n..(2)

3. Aajao mere bhai talak bole ye hasan..(2)
qasim na lo hussain ki ghubat ka imtehaa'n

Pamaal laasha dekh ke kehti hai bibiyaa'n..(2)

4. Ye kehke kuch nishano ko sheh chumne lage..(2)
abbas dekhko ragdi hai qasim ne aydiya'n

Pamaal laasha dekh ke kehti hai bibiyaa'n..(2)

5. Tukde uthane laash ke sarwar ke saath saath..(2)
zahra gayi hai dasht mein jaane kaha'n kaha'n

Pamaal laasha dekh ke kehti hai bibiyaa'n..(2)

6. Pamaal ho na laash chacha ki ye soch kar..(2)
lipta hua sumo se hai farwa ka naujawa'n

Pamaal laasha dekh ke kehti hai bibiyaa'n..(2)

7. Madar karegi kis tarha deedar aakhri..(2)
haye sumo ke chand se chehre pe hai nishaa'n

Pamaal laasha dekh ke kehti hai bibiyaa'n..(2)

8. Lagta hai mujhko 'mir takallum' khayaam se..(2)
ab bhi sunayi deti hai farwa ki hichkiya'n

Pamaal laasha dekh ke kehti hai bibiyaa'n..(2)

Popular posts from this blog

DUA FATIMA KI HUM EHLE AZA HAIN - SHADMAN RAZA 2007 MANQABAT

Shadman Raza (2007) Dua Fatima Ki Dua fatima ki hum ehle aza hai hume aazmane ki koshish na karna muqallid hai meesam ke daaro rasan se kabhi bhi darane ki koshish na karna 1. Wilayat ke munkir se ye keh rahi hai lahu ki taharat sada de rahi hai najaf ki zami hai saqifa nahi hai yaha aap aane ki koshish na karna dua fatima ki.. 2. Waha bhi ali ne ki mushkil kushai lehed ke sirhane se aawaaz aai azadar e sarwar hai sone do isko farishto jagane ki koshish na karna dua fatima ki.. 3. Kajawo ka mimbar banaya nabi ne ye hukme khuda hai bataya nabi ne ali ke siwa janasheen e mohammad kisi ko banane ki koshish na karna dua fatima ki.. 4. Musalsal ha pehra waha ambiya ka jaha par saja hai alam bawafa ka khabardar kehde koi mushkilo se waha aane jane ki koshish na karna dua fatima ki.. 5. Khuda hukm deta hai mere Mohammad kiye jaye sajdo pe sajde Mohammad husain aapki pusht par aagaye hai abhi sar uthane ki koshish na karna dua fatima ki.. 6. Khuda ki qasa...

ZIYARAT E AMEENULLAH (ENGLISH, ARABIC,ROMAN ENGLISH

ZIYARAT AMEENULLAH The fourth comprehensive form of ziyarah is the previously cited form known as Ziyarah Aminullah. It has been placed as the second form of ziyarah of Imam ‘Ali Amir al-Mu’minin (‘a). This form begins with the following statement: اَلسَّلَامُ عَلَيْكَ يَا اَمِيْنَ اللهِ فِىۤ اَرْضِهَ وَ حُجَّتَهُ عَلٰى عِبَادِهِ‏ اَشْهَدُ اَنَّكَ جَاهَدْتَ فِىْ اللهِ Through considerable chain of authority, it is narrated on the authority of Jabir (ibn ‘Abdullah al-Ansari) on the authority of Imam al-Baqir (‘a) that Imam Zayn al-’Abidin (‘a), once, visited the holy tomb of Imam ‘Ali (‘a). He stood at the tomb, wept, and pronounced the following words: اَلسَّلَامُ عَلَیْكَ یَا اَمِیْنَ اللّٰهِ فِیْ اَرْضِهٖ وَ حُجَّتَهٗ عَلٰی عِبَادِهٖ اَلسَّلَامُ عَلَیْكَ یَا اَمِیْرَ الْمُؤْمِنِیْنَ اَشْهَدُ اَنَّكَ جَاهَدْتَ فِی اللّٰهِ حَقَّ جِهَادِهٖ وَ عَمِلْتَ بِكِتَابِهٖ وَ اتَّبَعْتَ سُنَنَ نَبِیِّهٖ صَلَّی اللّٰهُ عَلَیْهِ وَ اٰلِهٖ حَتّٰی دَعَاكَ اللّٰهُ اِلیٰ جِوَارِهٖ فَقَبَضَكَ ...

HAIDER HAIDER HAIDER LYRICS - FARHAN ALI WARIS MANQABAT 2015