Skip to main content

Latest Nauha Update

Ai Shareekatul Hussain Ai Binte Murtaza Zainab lyrics Abbas Haider Lalji Nohay

ROOHI WA JISMI LAKAL FIDA LYRICS - MIR HASAN MIR 2013 NAUHA

Mir Hasan Mir (2013)

Roohi wa jismi lakal fida
YAA ABAA ABDILLAH RUHI WA JISMI LAKAL FIDA Ya Ghareeb Ya Hussain x2
Assalamo Alaika Ya Aba Abdillah x 4

[YA ABA ABDILLAH x4 ROOHI WA JISMI LAKAL FIDAA.. ] x2
Har laasha deta jaata hai x2 Maqtal me ye sadaa..
ROOHI WA JISMI LAKAL FIDAA..
[YA ABA ABDILLAH x4 ROOHI WA JISMI LAKAL FIDAA.. ] x2

1)Humne hai kiya aapki maadar se ye vaada,
Majlis na rukegi kabhi matam na rukega,
Kat jae chahe haath ye x2
Kat jae ye galaa..
ROOHI WA JISMI LAKAL FIDAA..
YA ABA ABDILLAH x4 ROOHI WA JISMI LAKAL FIDAA..

2)Darte hai kahaa maut se hum ehle shahaadat,
Hai jaan se badh kar tere rauze ki Ziyarat,
Kehte hue ye kafle x2
Jaate hai Karbalaa..
ROOHI WA JISMI LAKAL FIDAA..
YA ABA ABDILLAH x4 ROOHI WA JISMI LAKAL FIDAA..

3)Zalim na banaa de kahi ek aur Baqaiyya,
Phir maula wahi Shaam hai aur aapka kunbaa,
Izne jihaad kijiye x2
Mehdi ko ab ataa..
ROOHI WA JISMI LAKAL FIDAA..
YA ABA ABDILLAH x4 ROOHI WA JISMI LAKAL FIDAA..

4)Halmin ki jo Shabbir ne maqtal me sadaa di,
Ashaab tadapne lage tanhai pe sheh ki,
Uth-Uth ke deta jaata tha x2
Har laasha ye sadaa..
ROOHI WA JISMI LAKAL FIDAA..
YA ABA ABDILLAH x4 ROOHI WA JISMI LAKAL FIDAA..

5)Sajjad ne baba ki jo turbat ko banaya,
Shabbir ke seene pe jo Asghar ko sulaya,
Lashey se kehke doosra x2
Laasha lipat gaya..
ROOHI WA JISMI LAKAL FIDAA..
YA ABA ABDILLAH x4 ROOHI WA JISMI LAKAL FIDAA..

6)Darbar na jaungi mai kehti thi ye khaahar,
Rote hue Shabbir ko dekh jo sina par,
Labbaik kehke chal padi x2
Darbar Sayyada..
ROOHI WA JISMI LAKAL FIDAA..
YA ABA ABDILLAH x4 ROOHI WA JISMI LAKAL FIDAA..

7)Jis waqt ke zindan me pyaaso ke sar aae,
Zainab ne wahaa Auno Mohommad ke bajae,
Bhai ke sar ko godh me x2
Lete hue kaha..
ROOHI WA JISMI LAKAL FIDAA..
YA ABA ABDILLAH x4 ROOHI WA JISMI LAKAL FIDAA..

8)Ankhon me Takallum hai woh Ashur ka manzar,
Ghaibat ko azaa khanae Shabbir banaa kar,
Paiham Imame Asr ke x2
Hoton pe hai sadaa..
ROOHI WA JISMI LAKAL FIDAA..
YA ABA ABDILLAH x4 ROOHI WA JISMI LAKAL FIDAA.

Popular posts from this blog

DUA FATIMA KI HUM EHLE AZA HAIN - SHADMAN RAZA 2007 MANQABAT

Shadman Raza (2007) Dua Fatima Ki Dua fatima ki hum ehle aza hai hume aazmane ki koshish na karna muqallid hai meesam ke daaro rasan se kabhi bhi darane ki koshish na karna 1. Wilayat ke munkir se ye keh rahi hai lahu ki taharat sada de rahi hai najaf ki zami hai saqifa nahi hai yaha aap aane ki koshish na karna dua fatima ki.. 2. Waha bhi ali ne ki mushkil kushai lehed ke sirhane se aawaaz aai azadar e sarwar hai sone do isko farishto jagane ki koshish na karna dua fatima ki.. 3. Kajawo ka mimbar banaya nabi ne ye hukme khuda hai bataya nabi ne ali ke siwa janasheen e mohammad kisi ko banane ki koshish na karna dua fatima ki.. 4. Musalsal ha pehra waha ambiya ka jaha par saja hai alam bawafa ka khabardar kehde koi mushkilo se waha aane jane ki koshish na karna dua fatima ki.. 5. Khuda hukm deta hai mere Mohammad kiye jaye sajdo pe sajde Mohammad husain aapki pusht par aagaye hai abhi sar uthane ki koshish na karna dua fatima ki.. 6. Khuda ki qasa...

ZIYARAT E AMEENULLAH (ENGLISH, ARABIC,ROMAN ENGLISH

ZIYARAT AMEENULLAH The fourth comprehensive form of ziyarah is the previously cited form known as Ziyarah Aminullah. It has been placed as the second form of ziyarah of Imam ‘Ali Amir al-Mu’minin (‘a). This form begins with the following statement: اَلسَّلَامُ عَلَيْكَ يَا اَمِيْنَ اللهِ فِىۤ اَرْضِهَ وَ حُجَّتَهُ عَلٰى عِبَادِهِ‏ اَشْهَدُ اَنَّكَ جَاهَدْتَ فِىْ اللهِ Through considerable chain of authority, it is narrated on the authority of Jabir (ibn ‘Abdullah al-Ansari) on the authority of Imam al-Baqir (‘a) that Imam Zayn al-’Abidin (‘a), once, visited the holy tomb of Imam ‘Ali (‘a). He stood at the tomb, wept, and pronounced the following words: اَلسَّلَامُ عَلَیْكَ یَا اَمِیْنَ اللّٰهِ فِیْ اَرْضِهٖ وَ حُجَّتَهٗ عَلٰی عِبَادِهٖ اَلسَّلَامُ عَلَیْكَ یَا اَمِیْرَ الْمُؤْمِنِیْنَ اَشْهَدُ اَنَّكَ جَاهَدْتَ فِی اللّٰهِ حَقَّ جِهَادِهٖ وَ عَمِلْتَ بِكِتَابِهٖ وَ اتَّبَعْتَ سُنَنَ نَبِیِّهٖ صَلَّی اللّٰهُ عَلَیْهِ وَ اٰلِهٖ حَتّٰی دَعَاكَ اللّٰهُ اِلیٰ جِوَارِهٖ فَقَبَضَكَ ...

HAIDER HAIDER HAIDER LYRICS - FARHAN ALI WARIS MANQABAT 2015