Skip to main content

Latest Nauha Update

Ai Shareekatul Hussain Ai Binte Murtaza Zainab lyrics Abbas Haider Lalji Nohay

KIS TARHA APNI TABAHI KI KHABAR LEJAYE LYRICS - MIR HASAN MIR 2007 NAUHA

Mir Hasan Mir (2007)

Kis tarha
Kis tarha

Kis terha apni tabahi ki khabar lejaye

Paas Zainab ke bacha kya hai jo ghar lejaaye

(Kis terha apni tabahi ki khabar lejaye) x2

Paas Zainab ke bacha kya hai jo ghar lejaaye
(Kis terha apni tabahi ki khabar lejaye) x2

(Lai gayee baap ka saya to saro(n) se unke) x2
Ab Yateemon ko hawa chaahe jidhar le jaaye

Paas Zainab ke bacha kya hai jo ghar lejaaye

(Kis terha apni tabahi ki khabar lejaye) x2

(Aik do gul ke charaghon ko bujha de leykin) x2
Cheen ker koi na umeedai(n), sahar lai jaayai

Paas Zainab ke bacha kya hai jo ghar lejaaye

(Kis terha apni tabahi ki khabar lejaye) x2

(Paon zakhmi hai(n) to raho(n) main hai(n) pathar kaantay) x2
Jaane Aabid ko kaha(n) tak yeh safar le jaaye

Paas Zainab ke bacha kya hai jo ghar lejaaye

(Kis terha apni tabahi ki khabar lejaye) x2

(Boli hongi Ali Akbar ko saja ker Zainab) x2
Chaand ko mere kissi ki na nazar le jaaye

Paas Zainab ke bacha kya hai jo ghar lejaaye

(Kis terha apni tabahi ki khabar lejaye) x2

(Sochti hogi yeh Bano mera bach jaaye suhaag) x2
Hurmula mujh sai mere lakht-e-jiger lejaaye

Paas Zainab ke bacha kya hai jo ghar lejaaye

(Kis terha apni tabahi ki khabar lejaye) x2

(Rakh ke ankhon ke sulagtay huwe is maqtal mei) x2
Laash bacho(n) ki ke Shabbir ka sar lejaaye

Paas Zainab ke bacha kya hai jo ghar lejaaye

(Kis terha apni tabahi ki khabar lejaye) x2

(Shaiyari ki meri maiyaar yehi ho gi 'Nazeer') x2
Zikr-e-Sarwar main mujhe mout agar lejaaye

Paas Zainab ke bacha kya hai jo ghar lejaaye

(Kis terha apni tabahi ki khabar lejaye) x2

Popular posts from this blog

DUA FATIMA KI HUM EHLE AZA HAIN - SHADMAN RAZA 2007 MANQABAT

Shadman Raza (2007) Dua Fatima Ki Dua fatima ki hum ehle aza hai hume aazmane ki koshish na karna muqallid hai meesam ke daaro rasan se kabhi bhi darane ki koshish na karna 1. Wilayat ke munkir se ye keh rahi hai lahu ki taharat sada de rahi hai najaf ki zami hai saqifa nahi hai yaha aap aane ki koshish na karna dua fatima ki.. 2. Waha bhi ali ne ki mushkil kushai lehed ke sirhane se aawaaz aai azadar e sarwar hai sone do isko farishto jagane ki koshish na karna dua fatima ki.. 3. Kajawo ka mimbar banaya nabi ne ye hukme khuda hai bataya nabi ne ali ke siwa janasheen e mohammad kisi ko banane ki koshish na karna dua fatima ki.. 4. Musalsal ha pehra waha ambiya ka jaha par saja hai alam bawafa ka khabardar kehde koi mushkilo se waha aane jane ki koshish na karna dua fatima ki.. 5. Khuda hukm deta hai mere Mohammad kiye jaye sajdo pe sajde Mohammad husain aapki pusht par aagaye hai abhi sar uthane ki koshish na karna dua fatima ki.. 6. Khuda ki qasa...

ZIYARAT E AMEENULLAH (ENGLISH, ARABIC,ROMAN ENGLISH

ZIYARAT AMEENULLAH The fourth comprehensive form of ziyarah is the previously cited form known as Ziyarah Aminullah. It has been placed as the second form of ziyarah of Imam ‘Ali Amir al-Mu’minin (‘a). This form begins with the following statement: اَلسَّلَامُ عَلَيْكَ يَا اَمِيْنَ اللهِ فِىۤ اَرْضِهَ وَ حُجَّتَهُ عَلٰى عِبَادِهِ‏ اَشْهَدُ اَنَّكَ جَاهَدْتَ فِىْ اللهِ Through considerable chain of authority, it is narrated on the authority of Jabir (ibn ‘Abdullah al-Ansari) on the authority of Imam al-Baqir (‘a) that Imam Zayn al-’Abidin (‘a), once, visited the holy tomb of Imam ‘Ali (‘a). He stood at the tomb, wept, and pronounced the following words: اَلسَّلَامُ عَلَیْكَ یَا اَمِیْنَ اللّٰهِ فِیْ اَرْضِهٖ وَ حُجَّتَهٗ عَلٰی عِبَادِهٖ اَلسَّلَامُ عَلَیْكَ یَا اَمِیْرَ الْمُؤْمِنِیْنَ اَشْهَدُ اَنَّكَ جَاهَدْتَ فِی اللّٰهِ حَقَّ جِهَادِهٖ وَ عَمِلْتَ بِكِتَابِهٖ وَ اتَّبَعْتَ سُنَنَ نَبِیِّهٖ صَلَّی اللّٰهُ عَلَیْهِ وَ اٰلِهٖ حَتّٰی دَعَاكَ اللّٰهُ اِلیٰ جِوَارِهٖ فَقَبَضَكَ ...

HAIDER HAIDER HAIDER LYRICS - FARHAN ALI WARIS MANQABAT 2015