Skip to main content

Latest Nauha Update

Ai Shareekatul Hussain Ai Binte Murtaza Zainab lyrics Abbas Haider Lalji Nohay

AY SHAAM KE LOGO MEI BINT E ALI HOON LYRICS - MIR HASAN MIR 2009 NAUHA

Mir Hasan Mir (2009)

Ay sham ke logo
Ay sham ke logo



(Mei Bint e Alihoon) x3

(Aey Sham keh logo mei bint e Ali hoon)x3



1.    (Mei waris e tatheer hoon) x2

Namoos-e-nabi hoon



(Aey Sham keh logo mei bint e Ali hoon)x2



2.    Bazaar se darbar mei leh aye ho muj ko

Chaho tou jala saktieehoon khutboo se mei tum ko

Sabir ki behanhoon jo meikhamosh khari hoon



(Aey Sham keh logo mei bint e Ali hoon)x2



3.    Afsoos kanizi mei ussemang rahey hoo

Tum jis keh ghulamoki ghulami mei raheyhoo

Yeh zulm naho ga kabhi mei zinda abhihoon



(Aey Sham keh logo mei bint e Ali hoon)x2



4.    Tum apney payambar ko agar dikhna chahoo

Nazey pe jo yeh sar haiissey ghour se dekhoo

Humshakal e payambar hai yehmei is kiphupi hoon



(Aey Sham keh logo mei bint e Ali hoon)x2



5.    Aur iss se kathan waqtkya hoo gaamere mabood

Fiza keh taraf darhai darbar mei majood

Mei pusht pe fizakeh khari dekh rahe hoon



(Aey Sham keh logo mei bint e Ali hoon)x2



6.    Zehra ko bhi darbarmei tum nehtha bulaya

Darbar may mei bhi hoo magar farqhai itnaa

Pardey mei thi woh aur meibe parda kari hoon



(Aey Sham keh logo mei bint e Ali hoon)x2



7.    Zanjeero mei jakra joyeh beimaar khraa hai

Sajda isey kaabey kifaseelo neh kiya hai

Mansab mei barawoh hai meirishtey mei bari hoon



(Aey Sham keh logo mei bint e Ali hoon)x2



8.    Zinda tha tou dardar keh hameshaahe larey hoo

Ab sar hai tou honto pechari mar rahey hoo

Tum kitney bahaddur ho mei yeh dikh rahi hoon



(Aey Sham keh logo mei bint e Ali hoon)x2



9.    Honeh lagi darbar meimushtarka azanein

Rehan idhar naame nabi gunja fizza mei

(Bibi neh kahafakhr se) x2 (meijeet gayi hoon) x 3

Popular posts from this blog

DUA FATIMA KI HUM EHLE AZA HAIN - SHADMAN RAZA 2007 MANQABAT

Shadman Raza (2007) Dua Fatima Ki Dua fatima ki hum ehle aza hai hume aazmane ki koshish na karna muqallid hai meesam ke daaro rasan se kabhi bhi darane ki koshish na karna 1. Wilayat ke munkir se ye keh rahi hai lahu ki taharat sada de rahi hai najaf ki zami hai saqifa nahi hai yaha aap aane ki koshish na karna dua fatima ki.. 2. Waha bhi ali ne ki mushkil kushai lehed ke sirhane se aawaaz aai azadar e sarwar hai sone do isko farishto jagane ki koshish na karna dua fatima ki.. 3. Kajawo ka mimbar banaya nabi ne ye hukme khuda hai bataya nabi ne ali ke siwa janasheen e mohammad kisi ko banane ki koshish na karna dua fatima ki.. 4. Musalsal ha pehra waha ambiya ka jaha par saja hai alam bawafa ka khabardar kehde koi mushkilo se waha aane jane ki koshish na karna dua fatima ki.. 5. Khuda hukm deta hai mere Mohammad kiye jaye sajdo pe sajde Mohammad husain aapki pusht par aagaye hai abhi sar uthane ki koshish na karna dua fatima ki.. 6. Khuda ki qasa...

ZIYARAT E AMEENULLAH (ENGLISH, ARABIC,ROMAN ENGLISH

ZIYARAT AMEENULLAH The fourth comprehensive form of ziyarah is the previously cited form known as Ziyarah Aminullah. It has been placed as the second form of ziyarah of Imam ‘Ali Amir al-Mu’minin (‘a). This form begins with the following statement: اَلسَّلَامُ عَلَيْكَ يَا اَمِيْنَ اللهِ فِىۤ اَرْضِهَ وَ حُجَّتَهُ عَلٰى عِبَادِهِ‏ اَشْهَدُ اَنَّكَ جَاهَدْتَ فِىْ اللهِ Through considerable chain of authority, it is narrated on the authority of Jabir (ibn ‘Abdullah al-Ansari) on the authority of Imam al-Baqir (‘a) that Imam Zayn al-’Abidin (‘a), once, visited the holy tomb of Imam ‘Ali (‘a). He stood at the tomb, wept, and pronounced the following words: اَلسَّلَامُ عَلَیْكَ یَا اَمِیْنَ اللّٰهِ فِیْ اَرْضِهٖ وَ حُجَّتَهٗ عَلٰی عِبَادِهٖ اَلسَّلَامُ عَلَیْكَ یَا اَمِیْرَ الْمُؤْمِنِیْنَ اَشْهَدُ اَنَّكَ جَاهَدْتَ فِی اللّٰهِ حَقَّ جِهَادِهٖ وَ عَمِلْتَ بِكِتَابِهٖ وَ اتَّبَعْتَ سُنَنَ نَبِیِّهٖ صَلَّی اللّٰهُ عَلَیْهِ وَ اٰلِهٖ حَتّٰی دَعَاكَ اللّٰهُ اِلیٰ جِوَارِهٖ فَقَبَضَكَ ...

HAIDER HAIDER HAIDER LYRICS - FARHAN ALI WARIS MANQABAT 2015