Mir Hasan Mir (2009)
Ameer bhi hai ghareeb bhi hai
Ameer bhi hai ghareebbhi hai
Ameer hussain
Ghareeb hussain
(Ameer bhi haighareeb bhi hai) x2
Hussain mehboob e kibriya hai
Hussain ghurbat ki intehahai
Ameer bhi hai ghareeb bhihai
(Hussain maqsood e karbala hai)x2
Hussain mazloom e karbalahai
(Ameer bhi haighareeb bhi hai) x2
Hussain mehboob e gibriya hai
Hussain ghurbat ki intehahai
Ameer bhi hai ghareeb bhihai
1. (Ameer aisa kafan kisoghat jis keh rozey se bat rahe hai) x2
Ghareeb aisa keh khudko abtak kafan mayesar nahi huwahai
Ameer bhi hai ghareebbhi hai
Hussain Ghareeb Hussain
2. (Ameer aisa keh jiska jhula Nabi jhoolayein Ali jhoolayein) x2
Ghareeb aisa keh jiskeh bachey ka ban mei jhulabhi jal gayahai
Ameer bhi hai ghareebbhi hai
Hussain Ghareeb Hussain
3. (Ameer aisa keh rasm-e-parda dari chalihai ussi keh ghar se) x2
Ghareeb aisa keh sham o kufa meius ki hamsheer berida hai
Ameer bhi hai ghareebbhi hai
Hussain Ghareeb Hussain
4. (Ameer aisa Sakina jaisikhuda neh beti jisey ataki) x2
Ghareeb aisa ussi kehmoo par koi tamachey laga raha hai
Ameer bhi hai ghareebbhi hai
Hussain Ghareeb Hussain
5. (Ameer aisa keh jiski baba kimilkiyyat mei hai hawze kausar)x2
Ghareeb aisa keh teen din se ussi ko pani nahi milahai
Ameer bhi hai ghareebbhi hai
Hussain Ghareeb Hussain
6. (Ameer aisa ke jiskabeta, shabih-e-sardaar-e-ambhiya hai) x2
Ghareeb aisa ke wohiseene meibarchi khaaye tarap raha hai
Ameer bhi hai ghareebbhi hai
Hussain Ghareeb Hussain
7. (Ameer aisa khuda ka dee(n)jis keh dam se hai aj taksalamat) x2
Ghareeb aisa keh ran mei jis ka badan salamat nahiraha hai
Ameer bhi hai ghareebbhi hai
Hussain Ghareeb Hussain
8. (Ameer aisa keh patharoko bana dehgohar wohi takallum) x2
Ghareeb aisa keh patharomei ussika lasha chupa huwa hai
(Ameer bhi haighareeb bhi hai) x2
Hussain mehboob e gibriya hai
Hussain ghurbat ki intehahai
Ameer bhi hai ghareeb bhihai
Ameer, Hussain
Ghareeb, Hussain