Mir Hasan Mir (2009)
Akbar ne kaha rokar
Akbar ne kaha rokar
Shabih e imam e zama(n) khechte hain
Tasawwur mei tasweere jaan khechte hain
Shabih e imam e, Kaha roo kehAkbar neh aiy dard thamjaa
Ke seene se baba sinaakhechte hain
Shabih e imam e
(Akbar neh kaha rookar aiy dard zara tham jaa, Baba mere seene se sinaa khech rahey hain)x2
1. (Aiy behtey lahu rukjaa)x2 hai wasta sughra ka
Baba mere seene se sinaa khech rahey hain
Akbar neh kaha rookar aiy dard zara tham jaa

2. Patee mere baba neh ankho(n)pe nahi bandhi
Di hai khuley aankho(n) se ran mei meri qurbani
Ai dada khaleel awo haiwaqt qayamat ka

3. Yasrab ki taraf ankheyhar dam meri rehti hai
Ab waqt bohat kamhai sansei(n) bhi ulajti hain
Qasid meri sughra kejaldi se zara aajaa

4. Akbar ki guzarish hai lillahana rad karna
Jab aap ka shewa haiduniya ki madad karna
Baba ki madad karneyaajayie ay dada

5. Dekha nahi jaayegaa aankho(n)se kabhi meri
Tarpuga agar mei to taklifunhe hogi
Ulfat ka takaza hai larzeyna badanmera

6. Armaan jo dil meihai dil meihi na dafna deh
Aisa na ho Zainabko jaa karkoi batladeh
Pyari phupi amaa(n) se bardaasht na yeh hoogaa

7. Marney ka nahi hai ghamgham hai tou bus itnaa hai
Darwzey pe muddat se bethihuwi sughra hai
Sun kar ye khabar shayadmar jaayegi woh dukhiyaa

8. Kehta tha takkllum woh himmat jomeri hoti
Khud apney hi hathoo se mei khechtayeh barchi
Taklif nahi apni haidard mujhayiss ka