Skip to main content

Latest Nauha Update

Ai Shareekatul Hussain Ai Binte Murtaza Zainab lyrics Abbas Haider Lalji Nohay

AAJAO CHAMD MERE TERI PYAAS MAI BUJHAO LYRICS - MIR HASAN MIR 2019 NAUHA

Mir Hasan Mir (2019)

Asghar mai teri maa hu
Aaja asghar, aaja asghar..(4)
Asghar mai teri maa hu..(2)
Aajao chand mere, teri pyaas mai bujhao
Asghar mai teri maa hu..

Aajao chand mere, teri pyaas mai bujhao
Asghar mai teri maa hu..

Mere laadle kaha'n ho..
mere laadle kaha'n ho..
seene tumhe lagaau
Asghar mai teri maa hu..
Aajao chand mere, teri pyaas mai bujhao
Asghar mai teri maa hu..

1. Beta tumhara qatil mere saamne khada hai
jaane kyu has raha hai
chadar bhi lut chuki hai
mu kis tarah chupau
Asghar mai teri maa hu..
Aajao chand mere, teri pyaas mai bujhao
Asghar mai teri maa hu..

2. Tere jhule ko sakina ro ro ke chumti hai
tujhe ghar mein dhundhti hai, teri maut ki khabar mai
kaise use sunau
Asghar mai teri maa hu..
Aajao chand mere, teri pyaas mai bujhao
Asghar mai teri maa hu..

3. Meri jaan jaa rahi hai ye soch soch asghar
is phool se gale par, ye teer kaise jhela
behno ko kya batau
Asghar mai teri maa hu..
Aajao chand mere, teri pyaas mai bujhao
Asghar mai teri maa hu..

4. Naize se gir raha hai nanha sa sar tumhara
dil ro raha hai hamara, mere haath to bandhe hai
sar kis tarha uthau
Asghar mai teri maa hu..
Aajao chand mere, teri pyaas mai bujhao
Asghar mai teri maa hu..

5. Haye,
jhule ke saath beta mere haath jal gaye hai
zalim bhi has rahe hai, teri akhri nishani
haye, kis tarha se bachau
Asghar mai teri maa hu..
Aajao chand mere, teri pyaas mai bujhao
Asghar mai teri maa hu..

6. Jab raat hogi rann mein hojayega andhera
darna nahi aye beta, daadi kahengi tum se
aa mai tujhe sunau
Asghar mai teri maa hu..
Aajao chand mere, teri pyaas mai bujhao
Asghar mai teri maa hu..

7. Tum raat ko hamesha sunte the maa se lori
ab neend aati hogi, phir god mein lita kar
naad e ali sunau
Asghar mai teri maa hu..
Aajao chand mere, teri pyaas mai bujhao
Asghar mai teri maa hu..

Popular posts from this blog

DUA FATIMA KI HUM EHLE AZA HAIN - SHADMAN RAZA 2007 MANQABAT

Shadman Raza (2007) Dua Fatima Ki Dua fatima ki hum ehle aza hai hume aazmane ki koshish na karna muqallid hai meesam ke daaro rasan se kabhi bhi darane ki koshish na karna 1. Wilayat ke munkir se ye keh rahi hai lahu ki taharat sada de rahi hai najaf ki zami hai saqifa nahi hai yaha aap aane ki koshish na karna dua fatima ki.. 2. Waha bhi ali ne ki mushkil kushai lehed ke sirhane se aawaaz aai azadar e sarwar hai sone do isko farishto jagane ki koshish na karna dua fatima ki.. 3. Kajawo ka mimbar banaya nabi ne ye hukme khuda hai bataya nabi ne ali ke siwa janasheen e mohammad kisi ko banane ki koshish na karna dua fatima ki.. 4. Musalsal ha pehra waha ambiya ka jaha par saja hai alam bawafa ka khabardar kehde koi mushkilo se waha aane jane ki koshish na karna dua fatima ki.. 5. Khuda hukm deta hai mere Mohammad kiye jaye sajdo pe sajde Mohammad husain aapki pusht par aagaye hai abhi sar uthane ki koshish na karna dua fatima ki.. 6. Khuda ki qasa...

ZIYARAT E AMEENULLAH (ENGLISH, ARABIC,ROMAN ENGLISH

ZIYARAT AMEENULLAH The fourth comprehensive form of ziyarah is the previously cited form known as Ziyarah Aminullah. It has been placed as the second form of ziyarah of Imam ‘Ali Amir al-Mu’minin (‘a). This form begins with the following statement: اَلسَّلَامُ عَلَيْكَ يَا اَمِيْنَ اللهِ فِىۤ اَرْضِهَ وَ حُجَّتَهُ عَلٰى عِبَادِهِ‏ اَشْهَدُ اَنَّكَ جَاهَدْتَ فِىْ اللهِ Through considerable chain of authority, it is narrated on the authority of Jabir (ibn ‘Abdullah al-Ansari) on the authority of Imam al-Baqir (‘a) that Imam Zayn al-’Abidin (‘a), once, visited the holy tomb of Imam ‘Ali (‘a). He stood at the tomb, wept, and pronounced the following words: اَلسَّلَامُ عَلَیْكَ یَا اَمِیْنَ اللّٰهِ فِیْ اَرْضِهٖ وَ حُجَّتَهٗ عَلٰی عِبَادِهٖ اَلسَّلَامُ عَلَیْكَ یَا اَمِیْرَ الْمُؤْمِنِیْنَ اَشْهَدُ اَنَّكَ جَاهَدْتَ فِی اللّٰهِ حَقَّ جِهَادِهٖ وَ عَمِلْتَ بِكِتَابِهٖ وَ اتَّبَعْتَ سُنَنَ نَبِیِّهٖ صَلَّی اللّٰهُ عَلَیْهِ وَ اٰلِهٖ حَتّٰی دَعَاكَ اللّٰهُ اِلیٰ جِوَارِهٖ فَقَبَضَكَ ...

HAIDER HAIDER HAIDER LYRICS - FARHAN ALI WARIS MANQABAT 2015