Skip to main content

Latest Nauha Update

Ai Shareekatul Hussain Ai Binte Murtaza Zainab lyrics Abbas Haider Lalji Nohay

BABA BABA KUJAEE LYRICS - ALI SAFDAR 2008 NAUHA

Ali Safdar (2008)
Baba baba kujaee
Baba baba kujaee

(Baba baba baba Kujaee) x4

Karbobala ke sehra mein

Gunji Sakina ki ye sada

(Baba baba baba Kujaee) x4

Baba tamache khati hun mein Kul ghar sadma sehta hai
Khauf se asu behte hai, Aur kaanon se khun behta hai

Daman mein hai aag lagi, Gunji Sakina ki ye sada

(Baba baba baba Kujaee) x4

Karbobala ke sehra mein

Gunji Sakina ki ye sada

(Baba baba baba Kujaee) x2

Dard yateemi sar pe pari hai, Lachaari taqdeer mein hai
Hath bandhe haiin phuphiyon ke, Aur bhai bhi zanjeer mein hai

Mujhko bachata nahin koi, Gunji Sakina ki ye sada

(Baba baba baba Kujaee) x4

Karbobala ke sehra mein

Gunji Sakina ki ye sada

(Baba baba baba Kujaee) x2

Pehli baar hai maqtal dekha, Rasta kaise jaanungi
Be sar ke hai lashe sare, Kaise mein pehchanungi

Baba do awaz koi, Gunji Sakina ki ye sada

(Baba baba baba Kujaee) x4

Karbobala ke sehra mein

Gunji Sakina ki ye sada

(Baba baba baba Kujaee) x2

Pani deta nahin hai koi, Khu(n) ke aansu roti hu
Seena tumhara yaad ata hai, Farsh-e-zamee(n) pe soti hun

Lene mujhe ajaao abhi, Gunji Sakina ki ye sada

(Baba baba baba Kujaee) x4

Karbobala ke sehra mein

Gunji Sakina ki ye sada

(Baba baba baba Kujaee) x2

Lot ke zaair ghar jaate hai(n), Mein kab ghar ko jaaoungi
Kya guzri thi baba hampar, Sughra ko batlaaungi

Jab bhi ijazat mujhe mile, Gunji Sakina ki ye sada

(Baba baba baba Kujaee) x4

Karbobala ke sehra mein

Gunji Sakina ki ye sada

(Baba baba baba Kujaee) x2

Jo hai 'qamar' konain ke malik, Ghurbat ke alam mein hai
Jo tatheer ke waris hai(n) wo, Ruswai ke gham mein hai

Bechadar phuphiyan hai khari, Gunji Sakina ki ye sada

(Baba baba baba Kujaee) x4

Karbobala ke sehra mein

Popular posts from this blog

ZIYARAT E AMEENULLAH (ENGLISH, ARABIC,ROMAN ENGLISH

ZIYARAT AMEENULLAH The fourth comprehensive form of ziyarah is the previously cited form known as Ziyarah Aminullah. It has been placed as the second form of ziyarah of Imam ‘Ali Amir al-Mu’minin (‘a). This form begins with the following statement: اَلسَّلَامُ عَلَيْكَ يَا اَمِيْنَ اللهِ فِىۤ اَرْضِهَ وَ حُجَّتَهُ عَلٰى عِبَادِهِ‏ اَشْهَدُ اَنَّكَ جَاهَدْتَ فِىْ اللهِ Through considerable chain of authority, it is narrated on the authority of Jabir (ibn ‘Abdullah al-Ansari) on the authority of Imam al-Baqir (‘a) that Imam Zayn al-’Abidin (‘a), once, visited the holy tomb of Imam ‘Ali (‘a). He stood at the tomb, wept, and pronounced the following words: اَلسَّلَامُ عَلَیْكَ یَا اَمِیْنَ اللّٰهِ فِیْ اَرْضِهٖ وَ حُجَّتَهٗ عَلٰی عِبَادِهٖ اَلسَّلَامُ عَلَیْكَ یَا اَمِیْرَ الْمُؤْمِنِیْنَ اَشْهَدُ اَنَّكَ جَاهَدْتَ فِی اللّٰهِ حَقَّ جِهَادِهٖ وَ عَمِلْتَ بِكِتَابِهٖ وَ اتَّبَعْتَ سُنَنَ نَبِیِّهٖ صَلَّی اللّٰهُ عَلَیْهِ وَ اٰلِهٖ حَتّٰی دَعَاكَ اللّٰهُ اِلیٰ جِوَارِهٖ فَقَبَضَكَ ...

HUSSAIN AL GHAREEB ASH SHAHEED AL HUSSAIN LYRICS - ALINSAFDAR 2014 NAUHA

Ali Safdar (2014) Hussain al-ghareeb ash shaheed al hussain Husain Husain Husain Husain Ya Husain Husain al-ghareeb al-ghareeb al-Husain Husain as-shaheed as-shaheed al-Husain..(2) 1. Dohai dohai khudara dohai Ye dashte bala me hai kesi tabahi bahaya hai kisne ye khoone mohd qayamat ye dhai hai kisne ilaahi jawano buzurgo ko maara gaya hai shahido me shamil hai nanha sipahi  Husain al-ghareeb al-ghareeb al-Husain Husain as-shaheed as-shaheed al-Husain..(2) 2. kiya jashn barpa yu ehle hawas ne shahido ke laasho pe danke bajae jala daale aale mohd ke khaime sakina ke mu par tamache lagaye jo beemar tha uska bistar na choda nabi zadiyo par bhi durre chalaye Husain al-ghareeb al-ghareeb al-Husain Husain as-shaheed as-shaheed al-Husain..(2) 3. Uthi apne marqad se binte mohd siyah shab ki chadar me chehra chupakar gayi karbala me to usne ye dekha hai bosida kurte me ek laashe besar badan saara teero se chalni pada hai lahu me hai dooba hua saara paikar ...

SAVERE SAVERE ALI KA QASIDA LYRICS - ALI TAFSEER MANQABAT

Ali Tafseer (2010) Savere Savere Musalle pe maine ali ka qasida juhi gungunaya savere savere khuda ki qasam phir ibadat ka mujhko bada lutf aaya savere savere 1. Jo sheh ki mawaddat ne hurr ko jhanjhora to usne bhi ghaflat ke (bistar ko choda)..(2) to khud aaftab e shahadat ne uska muqaddar jagaya, savere savere 2. Ubharte hi suraj ne hamd e khuda ki ziyarat ki phir (roza e murtaza ki)..(2) parindo ne apni zuba me qasida ali ka sunaya, savere savere 3. Hai zehra ki marzi mashiyat khuda ki hua tha na lab se (abhi hukm jaari)..(2) libaas e jina leke rizwan e jannat ne darr khat khataya, savere savere 4. Uthi jhoom kar rehmato ki ghataye chali mere ghar me (jina ki hawaein)..(2) chiragh e hadis e kisa apne ghar me jo maine jalaya, savere savere 5. Mai soya tha shab me ali ko bula kar ba hukm e khuda kuch (farishto ne aakar)..(2) mujhe khwab me roza e murtaza ka nazara karaya, savere savere 6. Namaz e mawaddat me guzri meri shab jhuka fajr me sar (paye saj...